Ajnabi....

by punam on March 16, 2008, 11:11:39 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3776 times)
punam
Guest
Reply with quote
khwaab sach kar gaya koi
yun zindagi main aaya koi

dil churake mera
apna dil bhool gaya koi

sapane saja gaya koi
adhron par pyaas jaga gaya koi

nazaren churake yun
dil me bas gaya hai koi

Dekar pyaar kaa meetha sa dard
rag rag me sama gaya hai koi...

khwab ko haqeeqat me badal ke
jeene ka wajah ban gaya hai koi...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ajnabi by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
'Ajnabi...!' by Amanush... in Shayri-E-Dard
Ajnabi by srishti2511 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 10 11 »
ajnabi by abeera in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ajnabi ajnabi ............(sahal) by sahal in Shayri-E-Dard
Roja
Guest
«Reply #1 on: March 16, 2008, 11:19:57 AM »
Reply with quote
khwaab sach kar gaya koi
yun zindagi main aaya koi

dil churake mera
apna dil bhool gaya koi

sapane saja gaya koi
adhron par pyaas jaga gaya koi

nazaren churake yun
dil me bas gaya hai koi

Dekar pyaar kaa meetha sa dard
rag rag me sama gaya hai koi...

khwab ko haqeeqat me badal ke
jeene ka wajah ban gaya hai koi...


Wah Punam bahut khoob likha hai  wah wah
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 16, 2008, 11:21:09 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Poonam Sis,.
Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 16, 2008, 11:27:45 AM »
Reply with quote
Ek Ajnabi Se Rishta Banaane Chala Hoon,.
Mohabbat Ki Duniya Basaane Chala Hoon,.

Tanhaa Safar Kar Chuka Main Zindagi Ki Raahon Mein,.
Thokarein Bhi Khaai Maine,
Ab Sabko Raah Dikhaane Chala Hoon,.

Kehte Hain Ke Asaan Nahi Mohabbat Karna,.
Isliye Main Bhi Mohabbat Ko Aazmaane Chala Hoon,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: March 16, 2008, 11:39:25 AM »
Reply with quote
Ek Ajnabi Se Rishta Banaane Chala Hoon,.
Mohabbat Ki Duniya Basaane Chala Hoon,.

Tanhaa Safar Kar Chuka Main Zindagi Ki Raahon Mein,.
Thokarein Bhi Khaai Maine,
Ab Sabko Raah Dikhaane Chala Hoon,.

Kehte Hain Ke Asaan Nahi Mohabbat Karna,.
Isliye Main Bhi Mohabbat Ko Aazmaane Chala Hoon,.

______________________________-Jaanasheen-


Bahut khoob jaanasheen ji...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 16, 2008, 11:54:55 AM »
Reply with quote
Shukriya Roja Ji,.
Aapne Kyun nahi Likha,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 16, 2008, 12:02:38 PM »
Reply with quote
Ek Ajnabi Milaa Hume Zindagi Ki Raahon Mein,.
Jisne zindagi Jeene Ki Wajaah Bataa Di,.

Soyi Hui Thi Jo Mohabbat Dil Mein,.
Dastak Dil Ke Darwaaze Par Dekar, Mohabbat KO Jagaa Di,.

Ab Bangayi Wo Zindagi Meri "Jaanasheen",.
Aur Maine Uske Naam Se Apni Zindagi Sajaa Di,.

____________________________-Azeem-
 
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: March 16, 2008, 12:30:21 PM »
Reply with quote
Ek Ajnabi Milaa Hume Zindagi Ki Raahon Mein,.
Jisne zindagi Jeene Ki Wajaah Bataa Di,.

Soyi Hui Thi Jo Mohabbat Dil Mein,.
Dastak Dil Ke Darwaaze Par Dekar, Mohabbat KO Jagaa Di,.

Ab Bangayi Wo Zindagi Meri "Jaanasheen",.
Aur Maine Uske Naam Se Apni Zindagi Sajaa Di,.

____________________________-Azeem-
 


Wah wah ji... kya baat hai Azeem miya bahut umda likha hai aapne. Daad hazir hai ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: March 16, 2008, 12:38:27 PM »
Reply with quote
Aaj ek ajnabi ka mulaqat ne mujhe diwana bana gaya
Jane kya baat thi unme, dil begana ho gaya
Unki aankhon me jo jalki masti
Jinpe "Roja" ko doobakar afsana bana gaya
Logged
chitra
Guest
«Reply #9 on: March 16, 2008, 02:00:28 PM »
Reply with quote
very nice...!
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #10 on: March 16, 2008, 02:43:37 PM »
Reply with quote
Wah punam , Jaanasheen , Roja! aap sab ne bohot achhchh likha he.
Logged
Roja
Guest
«Reply #11 on: March 16, 2008, 03:04:47 PM »
Reply with quote
Wah punam , Jaanasheen , Roja! aap sab ne bohot achhchh likha he.


Thanks Sayyid ji ... Aap b kuch likh dete to aur maza aajata.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #12 on: March 16, 2008, 06:00:07 PM »
Reply with quote
Wah punam , Jaanasheen , Roja! aap sab ne bohot achhchh likha he.


Thanks Sayyid ji ... Aap b kuch likh dete to aur maza aajata.


Roja ji! Chand ash'ar B-unwan-e-AJNABI pesh karta hun.

++++++++++
Logged
sarthika
Guest
«Reply #13 on: March 16, 2008, 06:53:03 PM »
Reply with quote
bahoot khoon punam, jaanasheen, roja and sayyid!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: March 17, 2008, 07:15:16 AM »
Reply with quote
Shukriya Roja, Sayyid Ji, Sartika Ji,.]
And Nice One Roja Aur Sayyid Ji,.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:27:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer