Ajnabi....

by punam on March 16, 2008, 11:11:39 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3735 times)
punam
Guest
«Reply #30 on: March 20, 2008, 06:10:21 PM »
Reply with quote
jab se mili uss ajnabi se
na jane mujhe kya ho gaya

pata nahi kaise kab
woh dil se yun jud gaya

din raat ussi ke khwab
dil me woh aag laga gaya

mann ki baat kano me chupke se kehe gaya
jate jate sath hamara dil bhi le gaya...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ajnabi by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
'Ajnabi...!' by Amanush... in Shayri-E-Dard
Ajnabi by srishti2511 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 10 11 »
ajnabi by abeera in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ajnabi ajnabi ............(sahal) by sahal in Shayri-E-Dard
harashmahajan
Guest
«Reply #31 on: March 20, 2008, 06:31:13 PM »
Reply with quote
waah punamm bahoot khoob.....
Logged
punam
Guest
«Reply #32 on: March 20, 2008, 06:47:53 PM »
Reply with quote
Thanx Harash ji...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #33 on: March 20, 2008, 06:56:01 PM »
Reply with quote
Punam dear,Harash ji, Azeem bro bohat acha likhe hai.. Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: March 21, 2008, 09:48:08 AM »
Reply with quote
Shukriya Punam'And Honey Sis,.
and Nice One Punam, Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: March 21, 2008, 09:55:09 AM »
Reply with quote
Wo Ajnabi Kuch Apna Sa Laga,.
Jaagti Aankhon Mein Sapna Sa Laga,

Nisaar Kar Diya Uspe Sab Kuch Humne,
Ek Hi Nazar Mein,.
Bas Gaya Wo Ajnabi Mere Dil-o-Jigar Mein,.

Ab Tamanna Hai Use Apna Banaa Ne Ki,.
Uske Saath Mohabbat Ki Duniya Sajaane Ki,.

Hasrat Ye Dil Ki Poori Ho Khudaa Re,.
Wo Ajnabi Ab Meri Ho K:hudaa Kare,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #36 on: April 01, 2008, 10:04:41 AM »
Reply with quote
Wo Ajnabi Kuch Apna Sa Laga,.
Jaagti Aankhon Mein Sapna Sa Laga,

Nisaar Kar Diya Uspe Sab Kuch Humne,
Ek Hi Nazar Mein,.
Bas Gaya Wo Ajnabi Mere Dil-o-Jigar Mein,.

Ab Tamanna Hai Use Apna Banaa Ne Ki,.
Uske Saath Mohabbat Ki Duniya Sajaane Ki,.

Hasrat Ye Dil Ki Poori Ho Khudaa Re,.
Wo Ajnabi Ab Meri Ho K:hudaa Kare,.

__________________________-Jaanasheen-

Bohat khoob Azeem bro..
Miss you punam kidher ho aap sad5

Kuch dil ki dhadkhan na jaane ajnabi hote hai
Subha ke doop main sunsaan se hote hai..

Mile toh the ajnabi banker aapne pyaar se
Laut chale woh kahi door aapne bankar pyaar se
Logged
ami_ac
Guest
«Reply #37 on: April 01, 2008, 10:38:06 AM »
Reply with quote
yeh dil bare ajib hoten hain
jane kab kisi ajnabi ko dilojan banale

nazoro ko hamare be wakht ansu se bhar jate
yeh dil bare ajib hoten hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: April 04, 2008, 07:21:16 AM »
Reply with quote
Shukriya Honey Sis,.
And Nice One Ami_ac
Logged
Roja
Guest
«Reply #39 on: April 04, 2008, 11:03:40 PM »
Reply with quote
jab se mili uss ajnabi se
na jane mujhe kya ho gaya

pata nahi kaise kab
woh dil se yun jud gaya

din raat ussi ke khwab
dil me woh aag laga gaya

mann ki baat kano me chupke se kehe gaya
jate jate sath hamara dil bhi le gaya...


Bahut khoob Punam..

Us Ajnabi ko dekhle jo agar
To sitare bhi jhukha denge ser

Bhool na jaye ye, noor hota hai kya
Rukhse chilman kahi wo hata de agar

Khaber shayad nahi hai inhe ab talak
Chand karta hai sajda usse dekhkar

Pooch le ye, nazaron se woh ajnabi kaun hai
Woh Pyar hai "Roja" ka jaane-jigar

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: April 07, 2008, 12:52:43 PM »
Reply with quote
Nice One Roja Ji,.
 Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: April 07, 2008, 01:03:39 PM »
Reply with quote
Ajnabi Desh Mein Dekho, Log Apne Mil Gaye,.
Dekh Kar Aankh Bhar Aayi, Aur Soone Dil Khil Gaye,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #42 on: April 09, 2008, 06:36:26 AM »
Reply with quote
khwaab sach kar gaya koi
yun zindagi main aaya koi

dil churake mera
apna dil bhool gaya koi

sapane saja gaya koi
adhron par pyaas jaga gaya koi

nazaren churake yun
dil me bas gaya hai koi

Dekar pyaar kaa meetha sa dard
rag rag me sama gaya hai koi...

khwab ko haqeeqat me badal ke
jeene ka wajah ban gaya hai koi...


wah... kafee dino bad padha aapko

khawabo me aye wo ajnabee nahi
dil me samaye wo ajnabee nahi
kyo khate ho ajnabee usko
wo to ham the tune pahachanaa hee nahi\

netra...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: April 13, 2008, 01:33:44 PM »
Reply with quote
Nice One Netra Ji,. Applause
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:26:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer