Andaz

by Pooja on September 08, 2004, 02:58:02 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 7051 times)
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #30 on: September 15, 2005, 01:54:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
WAH!!! BAHOOT KHOOB DEEPAK JI.

Dil jo deta sath to awaz bhi atti
awaz bhi hai kahi goom, mere dil ki tarah


Waah Pooja ji!!

Dil ki awaz bhi sun, tu is phasane pe na ja!
Meri Nazron ki taraf dekh, Zamane pe na ja!!



nm
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jeena ka andaz by dhir in Shayri-E-Dard
Pyar ka FILMI Andaz by anjali.sharma in Shayri for Khumar -e- Ishq
andaz e mohabbat by injured.warrior in Shayri for Khumar -e- Ishq
nazar andaz by injured.warrior in Shayri-E-Dard
*~*Chunri Ka Andaz*~* by Roja in Miscellaneous Shayri
Fawad
Guest
«Reply #31 on: September 15, 2005, 08:46:20 AM »
Reply with quote
yahi hay firqa-e-arbabe wafa ka maqsoom
ye pershani-e-hallat naii baat nahey
sirf andaz-e-bayan rang badal deta hay
warna dunya mein koii baat naii baat nahey
Logged
HumTum
Guest
«Reply #32 on: September 18, 2005, 08:45:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
lafaz inkaar ka, lahza ikraar ka
mera yah andaaz, kab hai apse raj
wo chamak teri ankho ki
wo muskaan tere hontho ki
tera yah andaaz kab hai mujse raj


hummmmm  again nice one !!!!

Dil se yeh sada aa rahi ki woh tum aur sirf tum ho
Jisne mere dil ka chain aur sukun chhupa rakha hai

Tum jankar bhi anjan ho iskadar jaise kitne anjan ho
Har ghari tumhara aks ankho mein ubharta rehta hai !!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: September 19, 2005, 06:38:34 PM »
Reply with quote
Shukariyan dosto!!!!!
Nice one AKS ji!!!
Good one fawad ji!!!

Nice wordings HumTum ji!!

Dil ki awazo mai ek jo chuppi chai hai
Mere ikraar ki jhankaar usme deti sunai hai!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #34 on: September 19, 2005, 08:41:38 PM »
Reply with quote
---- Aapka toh andaz hi nirala hai Pooja! ------

Teri adaa main hai shoki bahar ki,
Teri ankhon main masti hizab ki,
Lafzon ki kya zarurat hai tujhe,
kaid toh kar kiya hai dil main mujhe,


--- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #35 on: September 19, 2005, 09:35:07 PM »
Reply with quote
is kaid mai bhi ek rihaai hai
tha jis baat ka inzaar, ab wo garri aai hai
Sunane ko thi bachain jiske liye tum din raat
Lo wo haan kahane ki rut ab aai hai!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #36 on: September 20, 2005, 02:52:17 AM »
Reply with quote
------ bahot khoob Poojaji -------

tere dil main hi rahena hai mukadar mera,
na dur kar mujhe sanam ke main hun dil tera,
Sun le wafa ki intihaa aaj,
Tujh per mer mitane ki ghadi ayi hai


-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: September 20, 2005, 04:53:35 PM »
Reply with quote
Dheere dheere ankho ke rasty, jo dil mai sama gaya
mer khud ke aks per, ek naya nasha cha gaya!!

khud mai sharmaati hu aor bin baat muskaati hu
akele mai khush, bhir mai sahami najar atti hu!!!

pass aaye to uthati nahi nigahe
door ho to raho mai najare bichati hu!!

Dheere dheere mai uski taraf khinchi chali jaati hu
dheere dheere mai khud mai kahi gum hui jaati hu!!!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #38 on: September 20, 2005, 05:59:58 PM »
Reply with quote
--- Excellent ---- Poojaji ------------

Ankhon ke rastey dil main toh basa liya,
Fir parda kar liya, palkon ko jhuka liya,
Ankhon se dil tak pahunch toh jata main,
Tumane magar sanam dil ka darwaza hi bandh kar diya!

-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #39 on: September 22, 2005, 08:31:28 PM »
Reply with quote
bahoot hi khoobsoorat lines likhi hai apne

"Ankhon ke rastey dil main toh basa liya,
Fir parda kar liya, palkon ko jhuka liya,""

palko ko jhuka kar, tumhe dil mai bitha liya
kar ke band ankhy, duniya ko bhula diya!!!
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #40 on: September 22, 2005, 08:39:01 PM »
Reply with quote
I really appreciate the work of both Pooja and Benam. Good stuff mates. Keep going.
Mohabbat karne mein jo khushi aur kashish hain woh jhalkta hain aap dono ke sher/poems se. Keep posting.
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #41 on: September 22, 2005, 08:46:41 PM »
Reply with quote
Mohaabat ka andaz bada nirala hain;
agar ishq karne wala dilwala hain.

Dil ka sunta hain jo wahi ishq kar sakta hain,
Dimag bhi dil k baat ko khub samjhta hain.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #42 on: September 22, 2005, 09:10:30 PM »
Reply with quote
Shukariyan shayar_dildaar!!!! apne bhi bahoot acha likha hai !!!

Muhobaat mai, dil ko kiska khayal hota hai
raat nahi raat, din kahan uska din hota hai
ajeeb si madhoshi har waqat chai rahati hai
sirf mehboob se milan ki payaas rahti hai!!!
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #43 on: September 22, 2005, 09:15:24 PM »
Reply with quote
Suban allah maan gaye aapko pooja ji. Good retort. Awesome.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #44 on: September 22, 2005, 09:24:56 PM »
Reply with quote
Shukariyan shayar_dildaar ji!!!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 10:23:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer