Andaz

by Pooja on September 08, 2004, 02:58:02 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Author  (Read 7048 times)
BeNam
Guest
«Reply #60 on: September 26, 2005, 06:48:06 PM »
Reply with quote
---

Banane wala khud nahi samajh paya ke husn kab ho khafa!
Na main samjh paun toh is main meri hai kya khata!

Benam aaj fir gardishon ke parde main chala hai,
Kaise kahe ke unho ne hame humi se juda jo kiya hai!

Khel khel main yeh kya kar gaye hain hum,
Benam rahena tha mukadaar main naam bata baithe hai hum!

-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jeena ka andaz by dhir in Shayri-E-Dard
Pyar ka FILMI Andaz by anjali.sharma in Shayri for Khumar -e- Ishq
andaz e mohabbat by injured.warrior in Shayri for Khumar -e- Ishq
nazar andaz by injured.warrior in Shayri-E-Dard
*~*Chunri Ka Andaz*~* by Roja in Miscellaneous Shayri
Pooja
Guest
«Reply #61 on: September 26, 2005, 07:07:10 PM »
Reply with quote
--BeNam ji app topic ko kahin se kahin morr kar le gai hai--

--Apka jawab likh rahi hu---

naam apne ek dost ko bataya hai
kayun is per shikwa apko ayya hai
shayri mai shayd hamari hi kuch kami hogi
jo itna barra, Ilzaam hum per ayya hai!!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #62 on: September 26, 2005, 07:40:02 PM »
Reply with quote
Nahi ilzaam tum per lagaya,
Humaney toh woh likha hai jo man aya,
Hum nahi soch pate hai itani gaherai se,
Jitana aap likh leti ho asani se!
-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #63 on: September 26, 2005, 07:54:41 PM »
Reply with quote
dil ki gahraai ne to shayar banaya hai
her zazbaat ko shabdo mai sajaya hai
nahi koi Ilzaam to kayun yah kahar dhaya hai
apki ajj ki shayari mai, gussa jayada, Ishaq kam najar ayya hai!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #64 on: September 26, 2005, 07:56:38 PM »
Reply with quote
--- I am sorry ---
Logged
BeNam
Guest
«Reply #65 on: September 26, 2005, 08:50:47 PM »
Reply with quote
--
Meri nadangi ko unhone pahachana,
Aur kis ada se unka mujhe samajhana,
Hai yeh ada bhi unki sitam dha gayi,
Hona tha khafa per hasin aa gayi!

-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #66 on: September 26, 2005, 08:54:09 PM »
Reply with quote
Husan se agar Ishaq khafa ho jayega
kaise rahega jinda, kis se naj apne uthwayega!!!
kuch nadaniyan to sabhi mai hoti hai
na ho jo koi zazbaat, to Ishaq kaise kalwayega!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #67 on: September 26, 2005, 08:58:03 PM »
Reply with quote
Isi ko toh kahete hai mahobaat, jo ruth jaye sanam toh mana lete hai,
Dur chale jate hai jo unhe hath tha kar paas bula lete hai!

--- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #68 on: September 26, 2005, 09:29:34 PM »
Reply with quote
aise kaise Ishaq ko Husan ruthane dega
mana hi lega, sadke wo apne payar ke dega!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #69 on: September 27, 2005, 03:10:08 AM »
Reply with quote
Ishq ko nazaron se badh deta hai Husn,
Ankhe mund kar fir saza deta hai husn,
Deewangi toh dekho hamari,
Inhi adaon per toh duniya vari!

--- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #70 on: September 27, 2005, 03:36:29 PM »
Reply with quote
WAH BAHOOT KHOOB BeNam!!!

Ishaq tera kaya rang laya hai
Husan ne Ishaq ke aggy sir jhukaya hai
Apni sari duniya sirf ab Ishaq ko banaya hai
chalegi sang sang, jahan bhi chala Ishaq ka saya hai!!!
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #71 on: September 27, 2005, 03:39:04 PM »
Reply with quote
ishq khuda hai,ishq ibadat
ishq hai pooja,ishq hai amanat
ishq pe chale na zoor kisi ka
ishq tu hai ek chanchal jhooka hawa ka....
Logged
BeNam
Guest
«Reply #72 on: September 27, 2005, 03:55:44 PM »
Reply with quote
--- Too Good Pooja & nice off me ----

Husn ki toh ada hai yeh sari,
Abhi sir jhuka ke khadi hai jo nari,
Thodi der main kahoge hamey anari,
Dekh rahi hai ab yeh tamasha duniya sari!

--- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #73 on: September 27, 2005, 03:59:36 PM »
Reply with quote
--- Yeh aapke jawab hai Nice off me -----

Ishq Andhero main asha ka deep hai,
Bund ko jaise moti banata seep hai,
Ishq thand main sunehari dhup hai,
Ishq rab ka dusara rup hai!


--- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #74 on: September 27, 2005, 04:13:54 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob, dono hi jawab bahoot khoobsoorat hai!!!!
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:45:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.088 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer