~~"ANJAANI TASVEER"~~

by k.shael on January 07, 2009, 08:30:20 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2063 times)
k.shael
Guest
«Reply #15 on: January 09, 2009, 06:41:09 AM »
Reply with quote
Maine To Kehdiya Tha, Ke Main Tera Hi Hoon,.
Ab Mujhe Ajnabiyon Mein Kyun Shaamil Karti Hai,.

Banaa Liya Hai Ghar Maine, "Shayad, Tere Dil Mein,.
Phir Kyun Kisi Aur Ko, "Shally, Isme Tu Daakhil Karti Hai,.

_________________________________-Jaanasheen-

Shukriya Azeem, Aur bahut khoob likha hai aapne,

Tujhe ajnabiyon me shamil kar kaise sakte hai,
Wo jo dil me rehte hai wo mar kaise sakte hai,

Ye to teri badnamiyo ka darr hai hame warna tujhe
ajnabi keh kaise sakte hai...

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #16 on: January 09, 2009, 10:40:35 AM »
Reply with quote

Shukriya Azeem, Aur bahut khoob likha hai aapne,

Tujhe ajnabiyon me shamil kar kaise sakte hai,
Wo jo dil me rehte hai wo mar kaise sakte hai,

Ye to teri badnamiyo ka darr hai hame warna tujhe
ajnabi keh kaise sakte hai...

Shally.

Waah Kya Baat Hai,.
Nehle Pe Dehla,.

Badnaami Hi, Mere Liye Ab Pehchaan Bangayi,.
Jab Tune Dil Liya, Aur Meri Jaan Bangayi,.

Mujhe Parwaah Nahi Logon Ki, Wo Kya Kahenge,.
Par Tera Kya, Tune Kehdiya Ajnabi Mujhe,.
Aur Mujhse Hi Anjaan Bangayi,.

______________________-Jaanasheen-

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #17 on: January 09, 2009, 10:53:07 AM »
Reply with quote

Shukriya Azeem, Aur bahut khoob likha hai aapne,

Tujhe ajnabiyon me shamil kar kaise sakte hai,
Wo jo dil me rehte hai wo mar kaise sakte hai,

Ye to teri badnamiyo ka darr hai hame warna tujhe
ajnabi keh kaise sakte hai...

Shally.

wah kya baat hai shally

jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #18 on: January 09, 2009, 10:54:22 AM »
Reply with quote
Waah Kya Baat Hai,.
Nehle Pe Dehla,.

Badnaami Hi, Mere Liye Ab Pehchaan Bangayi,.
Jab Tune Dil Liya, Aur Meri Jaan Bangayi,.

Mujhe Parwaah Nahi Logon Ki, Wo Kya Kahenge,.
Par Tera Kya, Tune Kehdiya Ajnabi Mujhe,.
Aur Mujhse Hi Anjaan Bangayi,.

______________________-Jaanasheen-

wah wah Jahanasheen

Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #19 on: January 09, 2009, 11:51:47 AM »
Reply with quote
wah wah Jahanasheen

Jasbir Singh

Shukriya Bhaijaan,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #20 on: January 12, 2009, 05:37:41 AM »
Reply with quote
Waah Kya Baat Hai,.
Nehle Pe Dehla,.

Badnaami Hi, Mere Liye Ab Pehchaan Bangayi,.
Jab Tune Dil Liya, Aur Meri Jaan Bangayi,.

Mujhe Parwaah Nahi Logon Ki, Wo Kya Kahenge,.
Par Tera Kya, Tune Kehdiya Ajnabi Mujhe,.
Aur Mujhse Hi Anjaan Bangayi,.

______________________-Jaanasheen-

Shukriya Azeem,

kya khoob likha hai aapne bhi,

Tu bata mujhe kya kabhi dil saansoo se anjaan ho sakta hai,
Kya kabhi tu mujhse naraaj ho sakta hai,

Kya kabhi mehfil me kisi ka pyaar parwaan ho sakta hai,
Kya sach me kisi mohabbat ka intqam ho sakta hai,

To phir tune kaise soch liya ki tere siwa koi aur meri jaan
ho sakta hai...

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #21 on: January 12, 2009, 05:39:15 AM »
Reply with quote
wah kya baat hai shally

jasbir singh

Shukriya Jas ji,

Shally.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #22 on: January 12, 2009, 06:26:59 AM »
Reply with quote
nice one shally..............

a one for yu but please dont mind and read it as a shayari only

ek sheesha khanak kar k toota ho
teri awaaz ko hum aise sunte hai
jab chhu jati hai koi sard hawa gaalon ko
teri oongliyon kii chhuan ka ehsaas hum karte hai
saaz bajte hai jab kaahin mehfil main
woh teri khilkhilaahat ko bayaan karte hai
tujhe dekha toh nahin lekin kabhi maine
teri baat har raat khud se karte hai
har raat so jaate hai khwabon main tumhe dekhkar
har subah phir khwab aane ka intzaar karte hain
tera haal pad kar achcha laga
shayad hum bhi tumse bepanaah pyaar karte hain
Logged
k.shael
Guest
«Reply #23 on: January 12, 2009, 06:31:44 AM »

Shukriya Salil, & really ye lines bahut aachi hai,

Khawaboon me hi mile hai ham bhi tumse aab tak tujhse
haqiqat me mulaqat na hui,

Jaane kaise aaj tujhe yaad karne par dil ki aawaj sunkar
itni barsaat hui,

Mehsoos kar liya hamne tujhe iss kadar khud me, ki aab to
haal ye hai ki Shally duniya se aur duniya shally se anjaan hui,

Sahlly.

Logged
salil2002
Guest
«Reply #24 on: January 12, 2009, 06:45:01 AM »
Reply with quote
thnks shally

kehte hain log mohabbat main ajab hota hai
ya toh haasil hota hai ya toh sab khota hai

tu roti hai kyun mujhe yaad kar ke
aa roshni main beith mere aagosh main
main koi gair nahin tera saaya hoon
aaj tere khwabon se nikal kar aaya hoon
aa ji bhar k mujhe deedaar kar ne de
na rok mujhe tujhse pyaar kar ne de [/b]

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #25 on: January 18, 2009, 02:05:14 PM »
Reply with quote
Nice One Again Shally Partner, And Salil Bhai,.
Logged
afreen_madhu
Guest
«Reply #26 on: January 25, 2009, 01:47:11 PM »
Reply with quote
arey waah..kya baat hai..
sabhi ne itna khoob likha hai..ki dill chahta hai ki hum bhi likhe par chunki abhi waqt bohot kam hai aur kaam bohot jyada..toh phir kabhi hi sahi, lekin likhenge zarur
(be ready all)..lolll

Keep up the G888 wrk...
banda parvaar, tham lo jigaar,
baan ke pyaas mein aii hoon,
kismat se apse huzoor,
isliye mill payi hoon..

Love ya all loads.....t.cccc

             -Ur's Ever Madhu
Logged
Roja
Guest
«Reply #27 on: January 25, 2009, 02:51:54 PM »
Reply with quote
AKSAR HAATH KI LAKIROON ME EK SHAQS KO HAM DOONDA
KARTE HAI, KABHI POOCHTE HAI TAAROON SE APNI BULANDI
TO KABHI KHUDA SE UNHE PAA LENE KI DUA KARTE HAI,

NA JAANE KOUN HOGA WO KAISE HAM BINA JAANE HI USSE
BEPANAH MOHABBAT KARTE HAI, EK SAAYA DEKHTE HAI HAM
APNE SAATH AUR USKI PEHCHAAN DIL KO TATOL KAR KIYA KARTE HAI,

WO JO KABHI RO-B-RO NA HUA HAMSE, KAISE HAR RANG SE USKI
TASVEER BANA LIYA KARTE HAI, U TO KOI APNA KABHI JUDA NA
HUA HAMSE, PHIR KYUN KISI KE AANE KA INTZAAR KARTE HAI,

SAB KUCH TO HAI PASS MERE PHIR KYUN USKE NA HONE KI KAMI
MEHSOOS KARTE HAI, KHUDA JAANE YE KAISI ULJHAN HAI HAM
JAANTE TO NAHI USS AJNABI KO PAR PYAAR BAHUT KARTE HAI…

Shally.

Wah wah Shally.. bahut khoob..  Applause Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #28 on: January 25, 2009, 02:57:58 PM »
Reply with quote
Waah Kya Baat Hai,.
Nehle Pe Dehla,.

Badnaami Hi, Mere Liye Ab Pehchaan Bangayi,.
Jab Tune Dil Liya, Aur Meri Jaan Bangayi,.

Mujhe Parwaah Nahi Logon Ki, Wo Kya Kahenge,.
Par Tera Kya, Tune Kehdiya Ajnabi Mujhe,.
Aur Mujhse Hi Anjaan Bangayi,.

______________________-Jaanasheen-

Wah... bahut acche..  Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #29 on: January 27, 2009, 03:44:43 AM »
Reply with quote
arey waah..kya baat hai..
sabhi ne itna khoob likha hai..ki dill chahta hai ki hum bhi likhe par chunki abhi waqt bohot kam hai aur kaam bohot jyada..toh phir kabhi hi sahi, lekin likhenge zarur
(be ready all)..lolll

Keep up the G888 wrk...
banda parvaar, tham lo jigaar,
baan ke pyaas mein aii hoon,
kismat se apse huzoor,
isliye mill payi hoon..

Love ya all loads.....t.cccc

             -Ur's Ever Madhu

Shukriya Afreen...

Hamara topic padne ke liye,

Aur hame intzaar rahega aapki taraf se kuch padne ka,

Shally.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 06:19:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer