~~~~ Ankhon se DIL Tak ~~~~~~~

by BeNam on September 21, 2005, 04:07:57 PM
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 4740 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: September 23, 2005, 03:33:22 PM »
Reply with quote
Jamane ka kuch to lihaaz kijiye
hamare yahan tak chale anne ka, kuch to maan kijiye
na  aise sar-e-aam hume badnaam kijiye
karaty rahe hum aise hi shayari, bas yah ahsaan kijiye!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
!! Koi ankhon-ankhon !! by muneeb in Shayri-E-Dard
ankhon ankhon sai baat karna by amit_is_always_cool in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4  All »
Ankhon ankhon mein++++++++++++++++ by Naya_Daur in Shayri for Khumar -e- Ishq
ankhon ne ankhon by saahill in Share:Love Poetry
ANKHON HI ANKHON ME IQRAAR AGAR KAR LO by pradeep srivastava raunaq in Shayri for Khumar -e- Ishq
BeNam
Guest
«Reply #16 on: September 23, 2005, 03:42:16 PM »
Reply with quote
---- Very good Pooja ----
-- Humey aapki shayari bahot pasand aa rahi hai ---

Zamane se nahi darate dilwale,
Chale jitane chahe sitam dhale,
Tujhe rusava karna nahi hai irada mera,
Ger tujhe manzoor toh dil tod de mera!


-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: September 23, 2005, 04:25:53 PM »
Reply with quote
Apka likhty itna acha hai ki jawab khud b khud acha ban jata hai!!!

yah ajj kaisa pagaam ayya hai
dil mera halak mai uth ayya hai
Ishaq aor husan se kayun dil torane ki baat karty ho
jo najar uthi nahi, usse sulane ki baat karaty ho!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #18 on: September 23, 2005, 04:50:41 PM »
Reply with quote
-- Aapke jawab masha allah itane achhe hote hai ke raha nahi jata ----

Nahi main khafa tujhase,
na darr anjam-e-pyaar se,
Bekarar hun ke nazare the teri,
ab saha nahi jata intazaar mujhase!

Hale dil ab khol toh de,
jo dil main hain ab labon se bol toh de!

-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: September 23, 2005, 05:03:07 PM »
Reply with quote
yah shararat teri, ab kon sa rang dikhyegi
Muskurahat tere lubo ki, jaan lekar jayegi
kayun bar bar izhaar-e-takraar karty ho
Lo maan liya humne, Tum humse payaar karty ho!!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #20 on: September 23, 2005, 05:16:29 PM »
Reply with quote
--- This is all about shero shayari ----
-- But let me tell you something more
-- I think there can be  a story -------------

Kis andaz main unka jawab aya hai,
Puchha tha unka haal, unho ne hamara bataya hai!

Hum tumsey pyaar karate hai yeh toh zamana janata hai,
Kya chupaye usey jo her sher main jhalakata hai,
Chalo puchh hi lete hai kya mahobaat hai humsey,
Kya karun ke hale dil tumhara bhi janana zaruri hai!

-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: September 23, 2005, 05:24:59 PM »
Reply with quote
Haal-e-dil hamara, wo kahty hai nahi janaty
her shayari ka dety hai jawab, magar wo nahi pahchanty
hamara haal puchane per, jo unka haal batlaya hai
kaise kahen ab apni juban se, kaise Nasamjh Ashiq per dil ayya hai!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #22 on: September 23, 2005, 06:32:30 PM »
Reply with quote
-- Bahot hi achha jawab tha Pooja ----
-- Your answer is appreciate, you are such wonderful shayara----

Kis ada se humey nadan bataya hai,
kis andaz main unhone hale dil bataya hai,
Na katal ho jaun toh kya karun,
Unhone mere sawal ka jawab sawal main lotaya hai!

-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: September 23, 2005, 07:14:33 PM »
Reply with quote
Thanks Dhruv!!!
appki hi shayari ka jawab deti hu, jawab khud-b-khud shayari ban jata hai!!!

Humne to sirf, haal-e-dil bataya hai
is per bhi unhone aitraaz uthaya hai
baad muddat ke, baat jubaan per aai hai
katal ka na lo naam, yahan jaan per ban aai hai!!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #24 on: September 23, 2005, 08:18:55 PM »
Reply with quote
Mahobaat ne kya khoob mod aya hai,
Unhone haal-e-dil labzon main sunaya hai,
Jaan per toh meri bhi ban ayi thi,
Ke ek muddat ke baad jo chaha tha paya hai!

-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: September 23, 2005, 08:47:37 PM »
Reply with quote
kaya hanseen morr, jeevan mai ayya hai
khoobsoorat lafjo ka sathi humne paya hai
kaya kahe ki dil ko karaar ayya hai
is karaari mai magar, khud ko bahoot bekraar paya hai!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #26 on: September 24, 2005, 12:51:27 AM »
Reply with quote
--- This was awsome Pooja ----

Sathi hai khubsurat aur samjhata bhi hai dil ki baat,
Is kahani ka na koi ant aye, Yunhi chalati rahe dil se dil ki baat,
Kain mod ate hain zindagi main, per yeh alag hai baat,
Tujhase milun jab bhi hoga woh din suhana ya chandani raat!

-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: September 25, 2005, 09:30:51 AM »
Reply with quote
Mere geeto mai bas ab tumhari hi ragini hai
her raat tumhaari hi yaandon mai kaatani hai!!!

kis morr per laai hai yah kismat meri
jis bhi rasty chalati hu, Mil jaati hai gali teri!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #28 on: September 26, 2005, 03:22:11 AM »
Reply with quote
Ab toh dino se lambi, raatain hai,
Tumhare ane ka her ghadi intazar hai,
Tere dil per jo guzarati hai humey pata hai,
ab in duriyon ko ab dhire dhire mitana hai!

-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #29 on: September 26, 2005, 05:53:31 PM »
Reply with quote
In chandini raato ka intzaar hum karegy
tumhaare lout anne ka intzaar hum karegy
 tere her wade per aitbaar hum karegy
dil ki her khawanhish ka Izhaar hum karegy!!!
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:19:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer