ANOKHI MOHABBAT

by zeisha on November 21, 2008, 09:24:26 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1072 times)
zeisha
Guest
Reply with quote

ANOKHI MOHABBAT

Mila wo bhi nahi kerte, mila hum bhi nahi kerte
Bewafai wo bhi nahi kerte, bewafai hum bhi nahi kerte
 

UnhAin ruswai ka dukh hai, humain tanhai ka dukh hai
gila wo bhi nahi kerte, gila hum bhi nahi kerte
 

Gali k kisi morr pe akser takrao ho hi jata hai
ruka wo bhi nahi kerte, ruka hum bhi nahi kerte
 

Unhain jab dekhte hain sochte hain kuch kahain un se
suna wo bhi nahi kerte, kaha hum bhi nahi kerte
 

Humain wo dekhte hain, unhain hum dekhte hain
raha wo bhi nahi kerte, raha hum bhi nahi kerte.


NOT MINE
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~ek anokhi MULAKAAT~~~ by sachin_9810****** in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
ek anokhi mulakaat by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Anokhi Mohabbat by Rakeshanub in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ajnabi Raat Me Anokhi Kahani by jnyana91 in Miscellaneous Shayri
Zindagi Anokhi by Rimi in Shayri-E-Dard
Pooja
Guest
«Reply #1 on: November 21, 2008, 09:35:57 PM »
Reply with quote
nice sharing Zeisha. apka yoindia main sawagat hai!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: November 21, 2008, 09:50:12 PM »
Reply with quote
Bahoot khoob Zeisha Ji

Na milein aur na hi humne bewafaai ki
Bas unhi hi apne apne dukh jhelte rahe
Galion morr par bus unhi takrao huwe
Koi baat na hui par aankhe chaar huwe

Na maloom ab yeh silsila kab tak jari rahega
Kab is paak mohabbat ka anokhapan hatega
Kya is tarah yeh tarpan kewal badhti hi rahengi
Agar aisa raha to hamari ruuh bhi mohabbat karengi
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #3 on: November 21, 2008, 09:56:40 PM »
Reply with quote
Nice words... keep it up!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #4 on: November 21, 2008, 09:58:20 PM »
Reply with quote
Bahoot khoob Zeisha Ji

Na milein aur na hi humne bewafaai ki
Bas unhi hi apne apne dukh jhelte rahe
Galion morr par bus unhi takrao huwe
Koi baat na hui par aankhe chaar huwe

Na maloom ab yeh silsila kab tak jari rahega
Kab is paak mohabbat ka anokhapan hatega
Kya is tarah yeh tarpan kewal badhti hi rahengi
Agar aisa raha to hamari ruuh bhi mohabbat karengi

rajesh... bahot mushkil hindi lihkee hai... hum jaisay urdu spaeking waalo k leeyaen thodree mushkil hotee hai. plz explain...?
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #5 on: November 22, 2008, 07:33:07 PM »
Reply with quote

ANOKHI MOHABBAT

Mila wo bhi nahi kerte, mila hum bhi nahi kerte
Bewafai wo bhi nahi kerte, bewafai hum bhi nahi kerte
 

UnhAin ruswai ka dukh hai, humain tanhai ka dukh hai
gila wo bhi nahi kerte, gila hum bhi nahi kerte
 

Gali k kisi morr pe akser takrao ho hi jata hai
ruka wo bhi nahi kerte, ruka hum bhi nahi kerte
 

Unhain jab dekhte hain sochte hain kuch kahain un se
suna wo bhi nahi kerte, kaha hum bhi nahi kerte
 

Humain wo dekhte hain, unhain hum dekhte hain
raha wo bhi nahi kerte, raha hum bhi nahi kerte.


NOT MINE


Bohat he khoob shairing.. keep posting and enable us to read good poetry...

Regards.
Sajid Hadayat
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:43:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.089 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer