apka intezaar

by sanya310 on May 12, 2005, 08:31:10 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1539 times)
sanya310
Guest
Reply with quote
pyaar kiya aapse humne aur aise hai kiya
kahin chain o karaar ab paaye na ye jiya
Raah bhatak gaya tha jo ye dil e naadaan
pyaar ne aapke sahi raasta dikha diya
Lekar aaye apni mohobbat ki roshni aise
hamare ghamon ke andhere mein ujala kar diya
apne hoton se meher laga di jism par hamare
pyaasi nazron ne aapki chahat ka izhaar kar diya
Chhu kar iss tarah humein to deewana bana diya
choom kar humein humare jism ko kuch aise saja diya
aajao ab aur nahi doori sahi jaati
na jaagte hain na sote hain kuch iss tarah aapka intezaar hai kiya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
apka danam na jal jay by bakwashayar in Shayri for Dard -e- Judai
APKA INTEZAAR by roshni246 in Shayri-E-Dard
Ye Kaisa Sitam Hai Apka by nishi gahlaut in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Hein jo apka intezar... by Rosh in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jo apka sath . . by Rosh in Shayri for Khumar -e- Ishq
HumTum
Guest
«Reply #1 on: May 12, 2005, 08:49:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "sanya310"
pyaar kiya aapse humne aur aise hai kiya
kahin chain o karaar ab paaye na ye jiya
Raah bhatak gaya tha jo ye dil e naadaan
pyaar ne aapke sahi raasta dikha diya
Lekar aaye apni mohobbat ki roshni aise
hamare ghamon ke andhere mein ujala kar diya
apne hoton se meher laga di jism par hamare
pyaasi nazron ne aapki chahat ka izhaar kar diya
Chhu kar iss tarah humein to deewana bana diya
choom kar humein humare jism ko kuch aise saja diya
aajao ab aur nahi doori sahi jaati
na jaagte hain na sote hain kuch iss tarah aapka intezaar hai kiya


wow nice sanya ......


Beymaainay hotay hain woh lamhay jub tum paas nahi hotay
Lagtaa hai mujhay aisay ke zindagi tehr gayee ho jaisay
Aasman bhi beyrounuq sa lagtaa hai mujhay ke
Kisi nay chand taaron ki roshni chura lee ho jaisay
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #2 on: May 12, 2005, 11:54:07 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Sanya...........................
Logged
ashishjethwa8717
Guest
«Reply #3 on: May 13, 2005, 04:37:50 AM »
Reply with quote
i m ashish jethwa,

Tum bin zindagi Aisi hai jaise
Shaakh ko Darakht se Lehron ko Samandar se
Dharkan ko Dil se Ansoo-on ko Ankhon se
Sitaron ko Asmaan se Hansi ko Labon se Judaa kardiya ho!

Kon raKhta hai Yaad nam0n ko,
LoG chehr0n ko bho0ol Jate hain,
Tum samander ki baat karte h0,
LoG ankho0on men do0ob Jate hain..


this is for u
Logged
sabreena
Guest
«Reply #4 on: May 13, 2005, 05:48:55 AM »
Reply with quote
wah kya baat hai ashish jii bahot khoob!!!!!!!!!!

tum bin zindagi aise hai jaise
lehron ke bina samunder
badal ke bina amber
rooh ke bina jism
dharkan ke bina dil
chandni ke bina chaand
roshni ke bina suraj,
jaise Mumtaz bina TAJMAHAL................

TUMHARI YAADON KO AJJ BHI SEENEY SE LAGA RAKHA HAI,
kaun kehta hai maine tujhe bhula rakha hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: May 13, 2005, 06:00:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "sanya310"
pyaar kiya aapse humne aur aise hai kiya
kahin chain o karaar ab paaye na ye jiya
Raah bhatak gaya tha jo ye dil e naadaan
pyaar ne aapke sahi raasta dikha diya
Lekar aaye apni mohobbat ki roshni aise
hamare ghamon ke andhere mein ujala kar diya
apne hoton se meher laga di jism par hamare
pyaasi nazron ne aapki chahat ka izhaar kar diya
Chhu kar iss tarah humein to deewana bana diya
choom kar humein humare jism ko kuch aise saja diya
aajao ab aur nahi doori sahi jaati
na jaagte hain na sote hain kuch iss tarah aapka intezaar hai kiya


wah!!!!!!!!!!! bahot  accha  likha  aap ne  sanya........very nice  hum tum......ashishjethwa8717 .........sabreena.......................
Logged
sanya310
Guest
«Reply #6 on: May 13, 2005, 11:59:38 AM »
Reply with quote
thanx humtum aryaan ashish sabreenaa and waheed!!! nice ones humtum ashish and sabreena!!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #7 on: May 13, 2005, 09:03:34 PM »
Reply with quote
Mohabbat ke bhi kuch andaz hote hain,
Jaagti ankhoon mein bhi kuch khwaab hote hain,
zaroori nahi ke gham mein ansu nikle,
muskurati ankhoon mein bhi sailaab hote hain...
Logged
sanya310
Guest
«Reply #8 on: May 14, 2005, 04:43:32 PM »
Reply with quote
nice one naveed...but please mention NOT MINE if not urz!!!!!                                                                                                                                                                                                                                                                                                               ..
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #9 on: May 14, 2005, 05:55:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "sanya310"
pyaar kiya aapse humne aur aise hai kiya
kahin chain o karaar ab paaye na ye jiya
Raah bhatak gaya tha jo ye dil e naadaan
pyaar ne aapke sahi raasta dikha diya
Lekar aaye apni mohobbat ki roshni aise
hamare ghamon ke andhere mein ujala kar diya
apne hoton se meher laga di jism par hamare
pyaasi nazron ne aapki chahat ka izhaar kar diya
Chhu kar iss tarah humein to deewana bana diya
choom kar humein humare jism ko kuch aise saja diya
aajao ab aur nahi doori sahi jaati
na jaagte hain na sote hain kuch iss tarah aapka intezaar hai kiya


very nice sanya :D

nice humtum,ashish and sabreena.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #10 on: May 14, 2005, 09:14:28 PM »
Reply with quote
Mujhe naaz hai ke too mera pyar hai,
Tum ho to mujhe jine ka armaan hai,
Tumhe milne se dil khil uthta hai,
Meri zindagi ki ek toohi pahechaan hai,
Tere siwa mujhe kisi se kya kaam hai,
Tere bina mera jina bhi bekaar hai,
Mujhe naaz hai ki toohi mera pyar hai.
Logged
bejar
Guest
«Reply #11 on: May 16, 2005, 04:01:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob Sanya...........................

tumhari justajoo hi sahi hamari arjoo hi sahi dard leke jeete hai seene me ye bewafa jindgi hi sahi pyar milta nahi manjelo me ek baar ho jata hai rooh bankar devesh dil me utar jata hai pak kadmo se pyar ki roshni jalaye thi ye to uski mohabbat sine me utar ayee thi gam bhoolte gaye raho me jab lagi thokar pyar ki to jindgi raas na ayee jeete hai murdo ki tarah aaj bhi teri bewafai ke saye me tu chali bhi gaye to jakhm dil ke bhare nahi hai jaate aaj bhi dil me khwabo ke garonde banata ho roj ek naye manjil ko doodhne nikal jaaata ho
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #12 on: May 16, 2005, 07:28:07 PM »
Reply with quote
Raat Ko Jalte Diye bhi Din mai Bujh jaya Karte Hai
Aur ek hum hain jo ki Tere Pyar Me Din Raat Jala Karte Hai
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #13 on: March 20, 2006, 02:02:49 AM »
Reply with quote
Cool..Sanya, keep writing
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #14 on: March 27, 2006, 07:15:13 PM »
Reply with quote
Ye Inaayaten, Ye nawaazishen, mere dard-e-dil ki davaa nahi
Mujhe us nazar ki talaash hai jo adaa shanaas-e-wafaa na ho............
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:32:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer