"apne chehre pe pada hai jabse"

by aaina on July 03, 2009, 09:03:40 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1670 times)
mistufer
Guest
«Reply #15 on: July 05, 2009, 05:00:04 AM »
Reply with quote
Uski baqa ke bandhano mai bandhne lage
To Hum hawaao.n se baat karne lage

Apne chehre pe pada hai jabse naam mera
Wo aaine se ghabrane lage jhijhakne lage

Jo lafz tehzeebo.n ki giraft mai thay
Wo aap janaab ki hado.n se guzarne lage

Ye aansu jo ter rukhsaar pe dhale aate hain
Wo mere dil ki zameen.n ko tur karne lage

Jo tune laashoor mai sochen ho.nge
Wo mere labo.n pe khud ba khud machlne lage


aaina ji
bahut khub ghazal likhi hai
dhair sari daad kabool karain
Logged
aaina
Guest
«Reply #16 on: July 05, 2009, 05:02:38 AM »
Reply with quote
aaina ji
bahut khub ghazal likhi hai
dhair sari daad kabool karain

bhut bhut shukriya nira ji
Logged
aaina
Guest
«Reply #17 on: July 05, 2009, 05:37:22 AM »
Reply with quote
Bahot bahot khoob likha hai Aslam ji,Mashallah khumaar se bhare hain ashaar, hamesha aapki ghazalon me nayapan aur sher saare naye hote hain,tahe dil se daad kubool karen

zarra nawaazi hai bro thnxx so much is hosla afzaaii ke liyn
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #18 on: July 05, 2009, 05:41:12 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Aslam ji.. Bahoot Khoob!
Logged
aaina
Guest
«Reply #19 on: July 05, 2009, 05:46:31 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Aslam ji.. Bahoot Khoob!

thnxxx so much sophi ji
Logged
angel4u
Guest
«Reply #20 on: July 05, 2009, 06:02:52 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Aslam Ji...

Ek koshish hamari taraf se...


Kehte the jo baatein wo aayine ko saamne rakhke,
Wo baatien aakhon ke samundar mein bahane lage hai,
iqraar-e-mohabbat karein na karein ye aur baat hai,
unki khamoshiyo ko khud hum zubaan banake gungunane lage...
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: July 05, 2009, 10:09:45 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Aslam Ji...

Ek koshish hamari taraf se...


Kehte the jo baatein wo aayine ko saamne rakhke,
Wo baatien aakhon ke samundar mein bahane lage hai,
iqraar-e-mohabbat karein na karein ye aur baat hai,
unki khamoshiyo ko khud hum zubaan banake gungunane lage...


Bohot Khoob Angel
Logged
Talat
Guest
«Reply #22 on: July 05, 2009, 10:11:21 AM »
Reply with quote
Uski baqa ke bandhano mai bandhne lage
To Hum hawaao.n se baat karne lage

Apne chehre pe pada hai jabse naam mera
Wo aaine se ghabrane lage jhijhakne lage

Jo lafz tehzeebo.n ki giraft mai thay
Wo aap janaab ki hado.n se guzarne lage

Ye aansu jo ter rukhsaar pe dhale aate hain
Wo mere dil ki zameen.n ko tur karne lage

Jo tune laashoor mai sochen ho.nge
Wo mere labo.n pe khud ba khud machlne lage


Aslam Ji,

Mashallah.......Bohot umdah ghazal hai.....Bohot bohot khoob  Applause Applause Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #23 on: July 05, 2009, 10:12:39 AM »
Reply with quote
Beautiful lines Angel ji,bahu khoob. Applause Applause Applause
Logged
aaina
Guest
«Reply #24 on: July 05, 2009, 09:09:56 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Aslam Ji...

Ek koshish hamari taraf se...


Kehte the jo baatein wo aayine ko saamne rakhke,
Wo baatien aakhon ke samundar mein bahane lage hai,
iqraar-e-mohabbat karein na karein ye aur baat hai,
unki khamoshiyo ko khud hum zubaan banake gungunane lage...

thnxxx angel bhut acha likha hai kya kehne very nice]/b]
Logged
aaina
Guest
«Reply #25 on: July 05, 2009, 09:11:43 PM »
Reply with quote
Aslam Ji,

Mashallah.......Bohot umdah ghazal hai.....Bohot bohot khoob  Applause Applause Applause


bhut bhut shukriya talat
Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: July 07, 2009, 09:08:42 PM »
Reply with quote
wah bahot khoob aaina ji and Nice lines Angel!!!
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 10:27:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer