hameeda
Guest
|
as slamu ale kum apni barbadi ke qisse me btati kisko me pareshan hun?? ye baat btaun kisko koi bhi apna nahi aaj ki duniya me suno jis ko samjha tha apna??? btaun kisko pyaar chahat wafaye karee jisse mil saki phirbhi na wafa btau kisko tuat kar me bikhar gai gham se dil ki bate hei ye kese btau kisko written by hameeda apnakhayal rakhna ALLAH HAFIJ
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #1 on: December 03, 2010, 02:15:10 AM » |
|
yun to tumne keh dia hume bewafa kya karte kuch majburiyan thi kar na sake hum wafa gar ishq tha mujhse to zara aitvaar krti shayd fir iss tarah na toot kar koi gila karti tumse jaada mai bikhra mai toota sambhal na paye aaj tak tera jo haath mere daaman se chhuta bas rone or shikwa karne ki kabiliyat mujhme nhi janti ho tum bhi ki patthar dil to mai bhi nahi ********* Hameeda ji---- bahot khubsurat likha hai aapne khus rahiye. *********
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #2 on: December 03, 2010, 07:06:16 AM » |
|
as slamu ale kum apni barbadi ke qisse me btati kisko me pareshan hun?? ye baat btaun kisko koi bhi apna nahi aaj ki duniya me suno jis ko samjha tha apna??? btaun kisko pyaar chahat wafaye karee jisse mil saki phirbhi na wafa btau kisko tuat kar me bikhar gai gham se dil ki bate hei ye kese btau kisko written by hameeda apnakhayal rakhna ALLAH HAFIJ
wale kum as salam hameeda ji, bahut achhi koshish ki he apne.. yunhi likhte rahiye.. dher saari daad~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #3 on: December 03, 2010, 07:54:28 AM » |
|
bht achche hamida ji......keep writing
|
|
|
Logged
|
|
|
|
MANOJ6568
Khaas Shayar
Rau: 31
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:42 days, 19 hours and 59 minutes.
Astrologer & Shayer
Posts: 12017 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #4 on: December 03, 2010, 08:54:53 AM » |
|
KYA BAAT BAAT yun to tumne keh dia hume bewafa kya karte kuch majburiyan thi kar na sake hum wafa gar ishq tha mujhse to zara aitvaar krti shayd fir iss tarah na toot kar koi gila karti tumse jaada mai bikhra mai toota sambhal na paye aaj tak tera jo haath mere daaman se chhuta bas rone or shikwa karne ki kabiliyat mujhme nhi janti ho tum bhi ki patthar dil to mai bhi nahi ********* Hameeda ji---- bahot khubsurat likha hai aapne khus rahiye. *********
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #5 on: December 03, 2010, 11:43:14 AM » |
|
Hameeda ji Waalekum Assalaam
bahut hi khubsurat likha hai aapne... bahut badhiya... !
dard aap ko bhi hai lagta hai zakhm koi gehra hai kuch daag baaki hain uske saanso par ab bhi pehra hai kya kahun ki dawa ho yaa duaa ho teri is haalat ki ye dil hota to baat banti ye dil to dard ka sehra hai !
Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #6 on: December 03, 2010, 01:51:31 PM » |
|
bht khub jawab hai aapka intezaar ji......do keep writing
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #7 on: December 03, 2010, 01:57:16 PM » |
|
Shukriya Kasak ji... hume nazar mein laane ke liye... Intezar ! bht khub jawab hai aapka intezaar ji......do keep writing
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #8 on: December 06, 2010, 04:11:23 AM » |
|
as slamu ale kum apni barbadi ke qisse me btati kisko me pareshan hun?? ye baat btaun kisko koi bhi apna nahi aaj ki duniya me suno jis ko samjha tha apna??? btaun kisko pyaar chahat wafaye karee jisse mil saki phirbhi na wafa btau kisko tuat kar me bikhar gai gham se dil ki bate hei ye kese btau kisko written by hameeda apnakhayal rakhna ALLAH HAFIJ
Good one Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
hameeda
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 04, 2011, 01:49:46 AM » |
|
as slamu ale kum
Tujhse ho kaar judaa mere saajan
Teri yadon me mei to khoi hun
Tujh ko malum hi nahi sajan
Kitna tadpi kitna royi hun
Pyaar mera kabhi na jana tu
Ban gaya aesa naadan saajan kun
Meri nazre meri surat dekh
Pyaar chehre ka padh na paya kun
Mang le jaan dedun hans kar mei
Baat ye janta nahi he kun
Dhundle pyar sari duniya mei
Na pasakega mere jesa tu
apna khayal rakhna
ALLAH HAFIZ
written by hameeda ameer
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 04, 2011, 04:52:36 AM » |
|
wahhhh hameedaji ... wah
kamal likhti hain aap.. ek dam dil se aur ek dam dil ko..
daad kubool karen
khush rahen
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 10, 2011, 02:55:27 PM » |
|
bahut khoob likha hai aapne. Hameeda ji Waalekum Assalaam
bahut hi khubsurat likha hai aapne... bahut badhiya... !
dard aap ko bhi hai lagta hai zakhm koi gehra hai kuch daag baaki hain uske saanso par ab bhi pehra hai kya kahun ki dawa ho yaa duaa ho teri is haalat ki ye dil hota to baat banti ye dil to dard ka sehra hai !
Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #13 on: January 10, 2011, 02:57:10 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|