...~~Aye Mere Pyar~~...

by HumTum on April 27, 2005, 10:17:36 AM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 4011 times)
sandhaya
Guest
«Reply #30 on: May 04, 2005, 04:18:55 AM »
Reply with quote
Quote from: "mnajmi"
kya baat hai sandhya. bahut khoob likha aapne..............................

Sukhriya Mnajmi Ji........sukhriya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~Aye mere Dost yeh Pyar hai~~ by badnaam_shayar in Shayri-E-Dard
Mere Pyar Ki Haqheeqhat…! by Rahil in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mere pyar koi samjh na paya by ashu143zeba in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar to pyar hai mere dost.................. by mrkapil_raj1 in Shayri for Khumar -e- Ishq
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #31 on: May 04, 2005, 04:31:42 AM »
Reply with quote
wah sandhaya,kya khoob likha hai,excellent.........!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #32 on: May 04, 2005, 07:07:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
wah sandhaya,kya khoob likha hai,excellent.........!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
sukhriya nidhi ji aap sab se hi sikh rahi hun main
thank u very much ......

lajwaab teri batein, ye mulakate hai
abh nahi katati nahi tatati
tere bina ye raatein hai
kya kahe kya hua hai tere shabdo ko padhke
abh tuh bas tuh hai harsoo aur teri hi baatein hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #33 on: May 04, 2005, 10:19:36 PM »
Reply with quote
manzil pe junhi pouhcha tu mein  kia dekhta hoon
jin pe bhroosa tha unko  qtal gah mein dekhta hoon
Logged
HumTum
Guest
«Reply #34 on: May 04, 2005, 10:24:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
wow...bahut khoob!!!
...
mohabbat to ek ada hai
jawani ka khuda hai
ishq main na chaye junoon
to wo deewana he kya hai

Tosha  :thumb:

deewana hi ker diya hai ishq ne tere
ke har soo tujhey dekhta hoon mein
yeh deewangi maar na daley mujhko
Aa bhi ja bahooN mein kehta hoon mein  :dance:
Logged
HumTum
Guest
«Reply #35 on: May 04, 2005, 10:29:00 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
sukhriya ji ..........aur aapka tuh javab hi nahi hai

"Sandhaya" tuh naam hai dil daljane ka
ki hum tuh marte hai har raat bina tere
mahobaat humesha milti nahi hai kisiko
ye tuh naam hai khudko kurbaan karjane ka

Sandhaya   :thumb:

dil main jiski yaad bhatakti rehti hai
woh chhupa meri rooh ki gahrayi main
ho koi bhi khushi, rehta hoon udaas mein
kya haal ker diya yaar ki judai ne
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #36 on: May 05, 2005, 04:54:42 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
sukhriya ji ..........aur aapka tuh javab hi nahi hai

"Sandhaya" tuh naam hai dil daljane ka
ki hum tuh marte hai har raat bina tere
mahobaat humesha milti nahi hai kisiko
ye tuh naam hai khudko kurbaan karjane ka

Sandhaya   :thumb:

dil main jiski yaad bhatakti rehti hai
woh chhupa meri rooh ki gahrayi main
ho koi bhi khushi, rehta hoon udaas mein
kya haal ker diya yaar ki judai ne

good Humtum ji .......

judai se milan ki chah badti hai
judai se mahobat ki gehrai badti hai
ki judai sataati tuh hai unki bahut
par judai ke baad milan se dil ki pyass bhujti hai

pyar hai kitna unse iska ehsaas dilati hai judai
judai hai ka matlab hote hai bahut jaise
aansu ke baad hasi, jaise intazaar ke baas khudai.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #37 on: May 05, 2005, 09:59:32 AM »

hum hawa ke jhonke hain guzar jayenge
khamoshi se tumhare Dil mein uttar jayange
paake tumhari dosti ye hua Ehsaas
tumse bichad kar hum mar jayenge
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #38 on: May 06, 2005, 04:40:35 AM »

hawa banke mujhe mehka raha hai koi
mere dil main chupke se sama raha hai koi
kon hai vo kaha hai vo, mujhse mile bina hi
mujhko mujhi se chura raha hai koi
Logged
HumTum
Guest
«Reply #39 on: May 06, 2005, 07:27:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
hawa banke mujhe mehka raha hai koi
mere dil main chupke se sama raha hai koi
kon hai vo kaha hai vo, mujhse mile bina hi
mujhko mujhi se chura raha hai koi

Sandhaya ji.. Bahot khoob kha apney ....

tujhe dekhe bina teri tasveer bana sakta hoon
tujhe miley bina tera haal bata sakta hoon
hai mere pyar mein ittna dum
apni ankh ke aansu teri ankh se gira saktha hoon
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #40 on: May 06, 2005, 08:11:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
hawa banke mujhe mehka raha hai koi
mere dil main chupke se sama raha hai koi
kon hai vo kaha hai vo, mujhse mile bina hi
mujhko mujhi se chura raha hai koi

Sandhaya ji.. Bahot khoob kha apney ....

tujhe dekhe bina teri tasveer bana sakta hoon
tujhe miley bina tera haal bata sakta hoon
hai mere pyar mein ittna dum
apni ankh ke aansu teri ankh se gira saktha hoon
aap ne kya khoob kaha hai HumTum ji

tasvir teri kuch bhi bolti nahi
ye dil ke bedh kholti nahi
ki humne jab chuma use tuh
teri tarah sararat main hume dakelti nahi
Logged
HumTum
Guest
«Reply #41 on: May 06, 2005, 08:20:07 AM »

Kya baat hai Sandhaya ji ....

jab tujhey bahoon mein bartaa hoon mein
to dil mien ik ajeeb si halchal hoti hai
takratey hai jab hoonth tere hontoon ke sath
to chingariya si memsoos us pal hoti hai  !!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #42 on: May 06, 2005, 09:07:47 AM »

sukhirya aur ........goooood

tu saare aam yun mahobaat ki baaat na kar
ruswa ho jaye na kahi hum, tuh ye tarika iktiyar na kar
ki lag jati hai yahan nazare mahobat ko
tuh zamane ke samne apne pyar ka ijhar na kar
Logged
HumTum
Guest
«Reply #43 on: May 06, 2005, 11:57:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
sukhirya aur ........goooood
tu saare aam yun mahobaat ki baaat na kar
ruswa ho jaye na kahi hum, tuh ye tarika iktiyar na kar
ki lag jati hai yahan nazare mahobat ko
tuh zamane ke samne apne pyar ka ijhar na kar

kya baat hai sandhaya ji ...

gar ki hai muhoobat to izhar bhi krunga
jo zamaney se dar jaye mein woh nhi !!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #44 on: May 07, 2005, 04:29:52 AM »
Reply with quote
Teri issi kuch kar gujarne ki ada pe tuh fida zamana hai
tuhi hai haan tuhi hai jise zamane bar se chuna hai mahobat ke liye
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 01:21:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer