----- /// Ban gaya hai koi apna ///----- klaskar

by klaskar on July 19, 2010, 04:52:42 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3306 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #15 on: July 20, 2010, 02:14:05 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Geet ji.. bahut achcha laga jaanke ki aapne hamari is kaalpanik prem kahani ko apna waqt diya, padha aur pasand kiya... Kasak ji ka yunhi saath milta raha to kahaani bhi chalti rahegi... tahe dil main shukriya adaa karta hoon aapka ek bar fir se... bahut bahut shukriya Geet ji...!!!

Waah ji waah kapil ji aur kasak ji bahut hi khoob ishq ki dastan ko lafzo mein utara ja raha hai..bahut interesting tarike se likh rahe hai aap padhkar bahut acha hai iss pyari si kahani ko jald aage badhiye..bahut khoob...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #16 on: July 20, 2010, 02:15:41 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Rahim bhai jo aapne ise padha aur pasand kiya... main tahe dil se aapka shukriya adaa karta hoon...!!!

Oye hoyeee ishq ke deewanon kya baat hai...Wah bahaut acha likh rahe ho Kasak jee aur Kapil Dost..shandar...behaddddd khubsoorat likha hai...
Kayi dinn hogaye mohobat main dooba kuch parre hue...bahaut acha likha hai ap dono ne hi wakei...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #17 on: July 20, 2010, 02:17:56 AM »
Reply with quote
Are yaar... kahaani me twish jaruri hai nahi to kahaani rukhi sukhi lagne lagti hai... baahon me fir se aajayengi kuch waqt bad chinta kyun karte ho.. bas Kasak ji ka saath yunhi milta raha to milan dur nahi un do aashiqo ka in kaalpanik duniya me... Usual Smile

Ufffffff Kapil Dost...kyun ashiqon ko juda kar rahe ho...acha khasa baarish woh tumhari baahon main thi aur ab milon ke fasle...uff aisa mat karo yaar...! Koi toh kahani bina koi mushkil kay chalni chahiye...!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #18 on: July 20, 2010, 02:19:00 AM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob Rahim bhai... aapka bhi jawaab nahi...!!!

Ek koshish...
Larrka yeh sab kehta hai larrki se juda hokar...

Mujhe tu bahaut yaad ati hai,
Tera muskurana,
Teri zulfon ka lehrana,
Tera mujhe dekhte hi shama jana,
Wakei jana tu mujhe bahaut yaad ati...

Kal tu meri baahon main hua karti thi,
Aj fizaon se teri mahek churani parrti hai,
Kal tak tera chehra samne tha mere,
Aj teri tasver seene se lagani parrti hai,
Wakei jana tu mujhe bahaut yaad ati hai...

Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #19 on: July 20, 2010, 05:23:54 AM »
Reply with quote
Achha twist hai klakaarji....

 Tu he ek-lauta apne parivaar ka
 Mera pyaar ek-lauta tera saajan

 Haye-haye yeh teri majbooree,
 Yeh mausam aur yeh doori,
 Mujhe pal pal hai tadpaye,
 Teri do takiya ki naukri mein
 Mera lakhon ka sawan jaye. ...


 







ufffffffffffff.... aapki aadat humein bhi lag gayi ufff kehne ki.... bahut hi khoob likha hai aapne... bahut hi khoob... lajawaab..... sach me baarish ka asar hi kuch aisa hota hai... kya se kya karwa jaata hai ... ufff ye dewwani baarish .. ye pagal baarish...!!!

mujhe bhi yaad hai barsat ki wo shaam,
jab chali thi tum mere in haathon ko thaam,
bheege the hum us barsaat me is tarha,
bheege the kapde aur dhal rahi thi shaam,

badal ki us garaz ko ab bhi main bhoola nahi,
jiske awaaz se darke mere baahon me thi samayi,
baahon me bharke tumhe seene se lagaya tha,
nazron se nazar mili to tum thi tab sharmaayi,

wo bargad ka ped aur wo hamari tanhaayi,
rok na sake khud ko jab jhadi pyaar ki aayi,
saason se sanse mili aur ek ho gaye the hum,
bhool ke sab bandhano ko tum me sama gaye the hum,

socha na tha is tarha hoga haal-e-dil mera bayan,
wo baarish ki shaam hogi aur tum hogi baahon me mere,
sach me wo sham tha hi aisa ki ho gaye the tum mere,
tod ke uljhano ko saare baahon me the tum mere,

fir shuru huwe silsile, roz hum tab tumse milte the,
subah se lekar shaam tak tab ek duje ke sang rehte the,
silsila ye tham gaya tab, chod us shahar aana pada tha jab,
naukri karne ki khaatir mujhe is shahar aana pada tha jab,

ab to kaam me kuch bandh gaya hoon aisa,
sochta hoon ab mujhe nahi chahiye paisa,
fir sochta hoon ki ek lauta hoon ghar ka,
sach me jaane ye majboori hai kaisa...


*****HRIDAY*****
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #20 on: October 07, 2010, 09:50:50 AM »
Reply with quote
Shukriya Koyal ji.... bahut pyaara gaana share kiya hai aapne...!!!!

Achha twist hai klakaarji....

 Tu he ek-lauta apne parivaar ka
 Mera pyaar ek-lauta tera saajan

 Haye-haye yeh teri majbooree,
 Yeh mausam aur yeh doori,
 Mujhe pal pal hai tadpaye,
 Teri do takiya ki naukri mein
 Mera lakhon ka sawan jaye. ...


 







Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:57:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer