~~~Behne de tu...~~~

by vitasta on May 23, 2009, 03:38:26 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1141 times)
vitasta
Guest
Reply with quote
Tere kesuon mein mujhe ab khone de tu
Teri baahon mein mujhe ab sone de tu

Arson ka pyaasa main dhoondhta hun aab ko
Apni nazron ke jaam mujhe ab peene de tu

Zid hai teri aisi ki na aaye saamne kabhi
Dikh ja kabhi to, mujhe ab jeene de tu

Chandni sa chamke tan jab bhi mile jhalak
Is manzar ka maza mujhe ab lene de tu

Bas kabhi meharban ban meri gali se guzar
Yunhi mohabbat ki misaal mujhe ab dene de tu

Tujhe kya malum yeh muskurahat teri kya hai
Yeh ghazab meetha dard mujhe ab sehne de tu

Teri baatein bhi deti hain hai kaisa khumaar
Is ajeeb-o-gareeb haal mein mujhe ab rehne de tu

Maanta hun ki main nahi hun tere layak aye 'Noor'
Phir bhi ek baar dil ki baat mujhe ab kehne de tu

Hai hasrat gar teri to zamane ko bhool mil ja mujhse
Bana le apna, jazbaton mein mujhe ab behne de tu
Logged
aaina
Guest
«Reply #1 on: May 23, 2009, 04:09:21 AM »

bhut khoob vitasta ji..........bhut hi achi ghazal.....very nice{/b]
Logged
vitasta
Guest
«Reply #2 on: May 23, 2009, 04:13:00 AM »
Reply with quote
bhut khoob vitasta ji..........bhut hi achi ghazal.....very nice{/b]

shukriya aaina ji Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:40:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer