was_majeed
Guest
|
|
|
yadon mein kabhee aap bhi khoyae hongae, khulee ankon se kabhee aap bhi soyae hongae, mana hasna hai aadath gum chupanae ki, par haste-haste kabhee aap bhi royae hongae!!!
dard kafi hai bekudhe ke liye, maut zaroori hai zindagi ke liye, kaun marta hai kisi ke liyae hum to zinda hai sirf aap jaise dumbo ke liye!!
faslae mita kar aapas mein pyar rakhnaa dosti ka yeh ristha humesha yun hi barkaraar rakhna bichad jaye kabhi aap se hum anakho mein humesha humara intezaar rakhna!!
ek pathar kafi hai sisha thodnae ke liye ek baath kafi hai dil thodnae ke liye aur ek dost kafi hai zindagi jee lene ke liye!!
kuch nasha apki baton ka hai, kuch nasha dheemi barsat ka hai, hamne aap yunhi sharabi math kahiyae yeh dil par asar apkae mulaqat ka hai!!
jindagi kisi ki amanat nahi hoti, manant mein kabhi qayamath nahi hoti, dil bhi sochkar lagana ae dost ishq ki quaid mein kabhi jannath nahi hoti!!
jab bhi tanhai ne unko sataya hoga, tab tab unko mera khayal aaya hoga gum ye nahi hai ki woh bhool gayae humko gum yeh hai ki ro ro ke bhulaya hoga!!
yaad teri na aayae aisa honae na dengae, dost tere jaise khonae na dengae sharafat se contact me rehnaa varna kaan ke nichae do kheench ke denge!!
ulfat ka akher yahi dastur hota hai, jisae chaho woh hi apnae se dur hota hai, dil tut kar bhi bikartha hai is kedar, jaise koyee kaanch ka khilona chur-chur hota hai!!
dil todna humari adat nahi, dil hum kisika dukhate nahi bharosa rakhna humarae dosti pe dost bankar hum kisiko bhulaathe nahi!!
umar ki raah me insaan badal jathe hai waqt ki aandhi main tufaan badal jathe hai soctha hoon tumhe pareshan na karu lekin baad mein iradha badal jatha hai!!
usko chaha bhi tho izhaar karna na aaya, kat gayi umar saari humein pyar karna na aaya usnae manga bhi agar kuch tho jindagi mangi aur humne inkaar bhi karnae na aaya!!
gum mein hasane walon ko kabhi rulaya nahi jatha lehron se pani ko kabhi hataya nahi jatha honewale ho jate hai kudh hi dil se apnae kisi ko kehkar apna banya nahi jatha!!
unhe adath hai zakhm dene ki, apni to fitrath hai gum chupane ki, ab tho adath si pad gayi hai ansu pe jaane ki kya haseen saza di hai zalim se dil lagane ki!!
jab tumhe dekhu my dil start flying tumse bat kare tho i keep trying jab thu door jaye i fell like crying are ithna tension math le i was joshing
unhe yeh shikwa hogee ki hum unhe yaad karthae hi nahi, par kambakath unhe yeh kaun samjhayae ki hum unhe yaad kaisae karen jinhe bhula sakthe hi nahi.!!
Aaj socha ki jawab kya bheju, Aap jaise logo ko khitab kya bheju, Koi phool ho to mujhe maloom nahi, Jo khud gulab ho usey gulab kya bheju.
Hasino ne hasin bankar gunah kiya, Auro ko to thik ham ko bhi tabah kiya, Pesh kiya jab gazlo me unki bevafai ko, Auro ne to thik unhone bhi WAH WAH kiya.
main jaanta hoon kee yeh khawaab zhuthe hain aur, yeh kusheeyaan adhuree hai, magar zindaa rahane ke leeye mere dost, kuchch galatphamiyan zaruree hain.
ZINDAGI KISI KI MOHTAJ NAHI HOTI DOSTI SIRF JAZBAAT NAHI HOTI KUCH TO KHAYAL AAYA HOGA KHUDA KO, VARNA YUNHI APAKI HUM SE MULAKAT NA HOTI.
HAR KALI TUMSE KHUSBU UDHAR MANGE, AFTAB TUJSE NUR UDHAR MANGE, RAB KARE TU DOSTI AISE NIBHAYE, KI LOG MUJSE TERI DOSTI UDHAR MANGE
YAAD KARTA HAIN AAPKO TANHAI MEIN DIL DOOBA HAIN GAMO KI GEHRAI MEIN, HAMEIN MAT DHOONDHO DUNIYA KI BHID MEIN, HUM TO MILLENGE AAPKO AAPKI PARCHHAI MEIN
CHAHANE SE KOI CHIZ APANI NAHI HOTI HAR MUSKAN KHUSHI NAHI HOTI, KEHNA TO CHHAHTE HAIN BAHOT KUCH, MAGAR KABHI ALFAZ TO KABHI ZUBAN SATH NAHI HOTI
|