Bewafa sanam...

by Soheb_Khan on November 23, 2004, 09:38:07 PM
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 3729 times)
bazish
Guest
«Reply #30 on: November 30, 2004, 05:51:36 PM »
Reply with quote
very nice mudassirali again..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aye mere bewafa sanam ek baar bata de by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
~~~Bewafa Sanam Laut Kar Ayi Hai~~~ by Sammual in Shayeri for Dard -e- Bewafai
BEWAFA SANAM by reyan KHAN in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafa Sanam by Ruhaani in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bazish
Guest
«Reply #31 on: November 30, 2004, 05:53:48 PM »
Reply with quote
Us ki aankhain
Itni gehri to na thi
Jitni mujhe lagti thi
Aur us ki mohbbat itni mazboor na thi
Jitni main samjh bethi thi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #32 on: November 30, 2004, 08:22:33 PM »
Reply with quote
nice bazish!!!!
Logged
akela
Guest
«Reply #33 on: November 30, 2004, 08:47:30 PM »
Reply with quote
nice all
Logged
akela
Guest
«Reply #34 on: November 30, 2004, 08:49:06 PM »
Reply with quote
nice all
Logged
lovebites
Guest
«Reply #35 on: December 01, 2004, 04:01:11 AM »
Reply with quote
ek bas tuu hii nahi mujh se Khafaa ho baithaa
main ne jo sang taraashaa vo Khudaa ho baithaa

uTh ke manzil hi agar aaye to shaayad kuch ho
shauq-e-manzil me mera aabalaapaa ho baithaa
Logged
Soheb_Khan
Guest
«Reply #36 on: December 01, 2004, 05:30:35 AM »
Reply with quote
kool yaar lovebites ... nice
Logged
lovebites
Guest
«Reply #37 on: December 01, 2004, 06:26:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Soheb_Khan"
kool yaar lovebites ... nice


thanks............!

Aah ko chahiye aik umr asaR honay tak
Kaun jeeta hai teri zulf k sar honay tak

Aashiqi sabr talab aur tamana betaaB
dil ka kya rang karoo khunn-E-jigar honay tak
Logged
chunky
Guest
«Reply #38 on: December 01, 2004, 12:07:18 PM »
Reply with quote
tute hua pyale mein kabhi jaam nahi aata,
dil ke mariz ko kabhi aaram nahi aata,
dil toodne se pehle,itna too socha hota,
toota hua dil kisi ke keem nahi aata,
Logged
mnfardeen
Guest
«Reply #39 on: December 01, 2004, 12:44:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "Soheb_Khan"
Khud ki mohabbat fanah kaun karega,

sabhi nek banege to gunah kaun karega,

Aye khuda sanam bewafa ko bachaye rakhna,

warna hamari maut ki dua kaun karega.




hai dear friend  bohat qoob tumne to mera dil hi jitliye bohat achcha

qayaal hai ap ka  ok aise hi likhkha  likha karo yar

ok take care u

>>>>>>>>>>fardeen>>>>>>>>>>>>>> m:ail
Logged
Soheb_Khan
Guest
«Reply #40 on: December 01, 2004, 01:55:36 PM »
Reply with quote
Thnx fardeen...

Intezar mein aankhein patthar ho gayi hain,
Par is intezaar mein maza kuchh aur hi hai,
Hai yakeen mujhe ke aayegi wo,
Mere marne se pehle aaye to maza aur hi hai
Logged
husain52
Guest
«Reply #41 on: December 01, 2004, 02:22:14 PM »
Reply with quote
KITNI HAI MOHABBAT IS DIL KE KHAZANO MEIN
LEKAR TO DEKHIYE HAMEIN APNE PANAHO MEIN
HAR WAQT HOTA HAI TERA HI INTAJAR DIL KO
MEHSOOS KARNA YE KABHI MERI NIGAHOAN MEIN
Logged
mudassirali
Guest
«Reply #42 on: December 01, 2004, 03:33:56 PM »
Reply with quote
nice all
mohobbat key khazaney ko yoon khol kar mat dikhaoo
koi le jayey ga chura kar is haseen daula ko
har kisi ke lieh apna dil hazir na kar
ghus jayeygi haseena bina liyeh teri ijazat ko
phir dil dukhey ga afsoos hoga royega tu
isliyeh kehta hoon mein apney sey door hi rakhna tu aashiqi ko
Logged
bazish
Guest
«Reply #43 on: December 01, 2004, 06:32:24 PM »
Reply with quote
Kabhii mujh ko saath lekar, kabhii mere saath chal kar
Vo badal gaye achaanak merii zindagii badal kar

Huye jis pe meharabaan tum koii Khushnasiib hogaa
Merii hasaraten to nikaliin mere aansuuon mein Dhal ke

Terii zulf-o-ruKh ke qurbaan dil-e-zaar Dhuundhataa hai
Vahii champai ujaale vahii suramai dhundalake

Koi phuul ban gayaa hai koii chaand koi taaraa
Jo chiraag bujh gaye hain terii anjuman mein jal ke

Mere dosto Khudara mere saath tum bhii Dhuundo
Vo yahin kahin chhupe hain mere Gam kaa rukh badal ke

Terii bejhijhak hansii se na kisii kaa dil ho mailaa
Ye nagar hai aaiinon kaa yahan saans le sambhal ke
Logged
lovebites
Guest
«Reply #44 on: December 02, 2004, 05:40:17 AM »
Reply with quote
TUJHE DEKHNE KE BAAD

Jaane yeh kya hua hai tujhe dekhne ke baad
Tanhayi hai teri yaad hai tujhe dekhne ke baad

Hum to samjh rahe the mile ga sakoon-e- Dil
Dard aur bhar gaya hai tujhe dekhne ke baad

Neendon ka silsila meri aankhon se door hai
Her raat - rat jagah hai tujhe dekhne ke baad

AISA KYUN HUA HAI
TUJHE DEKHNE KE BAAD
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 01:46:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer