Bewafa yaar

by Deewana29 on August 02, 2004, 03:32:19 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 5691 times)
Deewana29
Guest
Reply with quote
Zulam duniya key a teri bewafi se,
Kiya kahon,kis-se main hara hoon.
Tu aabad hai,aabad hai duniya tumse,
Ik main he be-sahara hon.
Bhula sakta hon berukhi teri
Hum who khushnasib nahi jo
Teri zulfoyon mein phul lagaya karte hai,
Hum who badnasib hai jo
Phulon se bhi apna daman bachaya karte hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bewafa ko bewafa hi kahenge by sabreena in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafa ki jagah koi yaar apna by akela_musafir in Shayri-E-Dard
Yaar Ko Maine, Mujhe Yaar Ne Sone Na Diya,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
yaar by mann_bebba in Love Poetry in Punjabi
Deewana29
Guest
«Reply #1 on: August 02, 2004, 03:32:47 PM »
Reply with quote
Dastan-e-gam meri sunke,
Aasman bhi roya barish karke.
Kona dupate ka tera na bhiga,
Bewafa kabhi hume yaad karke
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #2 on: August 02, 2004, 03:33:08 PM »
Reply with quote
Has-le jhi barke hum pet u zamane,
Phir bhi hum toh wefa nibhayege.
Dawa hai uttne par aarti meri,
Nahi aanson,katre khun ke who bahayege
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #3 on: August 02, 2004, 03:33:46 PM »
Reply with quote
Sher mere yoon toh zamane keliye hai,
Kuch sher mere onn ko sunane ke liye hai
Aankhon mein bar loge toh kaanton mein chubege,
Yeh kheyal toh palko pe sajane ke liye hai.
Aab yeh bhi nahi ki har dard mita de,
Dard toh sine se lagan ke liye hai.
Logged
nishita
Guest
«Reply #4 on: August 02, 2004, 03:33:49 PM »
Reply with quote
waah
Logged
nishita
Guest
«Reply #5 on: August 02, 2004, 03:34:45 PM »
Reply with quote
yaad mein tere aankhen bharta hai koi,
saans ke saath tujhe yaad karta hai koi,
maut sachai hai ek roz sabko aani hai,
teri judaai mein har roz marta hai hoi!!!
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #6 on: August 02, 2004, 03:35:43 PM »
Reply with quote
vo aaye humari kabr par
diye bujha kar chal diye
nishan to mita hi diya tha
rooh ko bhi roola kar chal diye
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #7 on: August 02, 2004, 03:36:17 PM »
Reply with quote
hai naam honto pe ab bhi tumhara
lekin awaaz main pad gayee daraarein
tumhe ye zid hai ke hum bhula de
sawaal hai duniya ko ya apne aapko
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #8 on: August 02, 2004, 03:36:53 PM »
Reply with quote
tumhe dil main basaye rakhta hoon
aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon
tumhe meri nazar na lag jaye
apni nazarein jukhaye rakhta hoon
Logged
sanju
Guest
«Reply #9 on: August 02, 2004, 03:46:27 PM »
Reply with quote
nazren jo jukhaoge do deedar kaise hoga..
nighaen jo chupaoge to ikraar kaise hoga..
pyaar mein to hoti hain aankhon se baaatein...
ankhen jo churaoge to pyaar kaise hoga....
Logged
sanju
Guest
«Reply #10 on: August 02, 2004, 03:48:03 PM »
Reply with quote
nazron se keh do ki nazar naa lagayen..
iss kadar na dekho joo mohabbat ho jaye..!!
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #11 on: August 02, 2004, 03:49:46 PM »
Reply with quote
Ab ke hum bitchre to shayad kabhi khawbon main mile
jis tarah sukhay hue patte kitabon main mile
dhoond ujray hue logon main wafa ke moti
ye khazane tujhe mumkin hai kharabon main mile
ghum-e-duniya bhi ghum-e-yaar main shamil kar loon
nasha barhta hai sharabain jo sharabon main mile
too khuda hai na mera ishq farishton jaisa
dono insaan hain to kyon hijabon main mile
aaj hum dar ye khainchainge jin baton par
kya ajub kal woh zamane ko nasibon main mile
ab na woh hain, na woh tu hai, na woh maze hain faraz
jaise do shakhs tamanna ke sailabon main mile
ab ke hum bitchre to shayad kabhi khawbon main mile
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #12 on: August 02, 2004, 03:50:16 PM »
Reply with quote
Sapna dekhte hain raat ko aashiqui ka
aur darte hain ki jaldi subah na ho
mashooq dhoondhte hain khoobsurat koi
aur darte hain ki wo bewafa na ho
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #13 on: August 02, 2004, 03:51:17 PM »
Reply with quote
Woh kya jaane kiss haal mein hai hum
hanste hain wau, raute hain hum
humme hai yakeen akayle wau nahin
bin unke magur kittne tanhaa hain hum
Logged
nishita
Guest
«Reply #14 on: August 04, 2004, 09:41:06 AM »
Reply with quote
goood
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 04:25:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer