BhAtKe HaRdUm MuSaFiR NaHi HaI.....

by nice_off_me on May 27, 2005, 08:18:57 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2075 times)
nice_off_me
Guest
Reply with quote
BHaTkE ju hardum musafir nahi hai,
tham jaye pal bhar hawa wo nahi hai,

zindagi mein tufaan se ju naa ghira hu,
pahucha hua koi shayar nahi ha,

kanto se jis ka daman hu khali,
shayad chaman mein koi gul nahi hai,

bin dard ke hi dil ko ju choo le
aisi koi bhi gazal ek nahi hai,

pighla sake ju naa pathar ka seena
phir ye samjh lo wo ansu nahi hai,

ek pyass ke mare ko ju sakoon de
jaha mein koi ek sagar nahi hai.........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Musafir manzil se kareeb nahi to kia... by talha_inr in Shayri-E-Dard
alfaazon se hardum prahaar karta hai !!!!! by sarfira in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Bhatke...., by Dil Shah in Share:Love Poetry
Jise Khuda se bhi badkar pooja hardum by Advo.RavinderaRavi in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Musafir raaston pe ghar banaya nahi karte...................masoom by saahil masoom in Miscellaneous Shayri
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #1 on: May 27, 2005, 10:21:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "nice_off_me"
BHaTkE ju hardum musafir nahi hai,
tham jaye pal bhar hawa wo nahi hai,

zindagi mein tufaan se ju naa ghira hu,
pahucha hua koi shayar nahi ha,

kanto se jis ka daman hu khali,
shayad chaman mein koi gul nahi hai,

bin dard ke hi dil ko ju choo le
aisi koi bhi gazal ek nahi hai,

pighla sake ju naa pathar ka seena
phir ye samjh lo wo ansu nahi hai,

ek pyass ke mare ko ju sakoon de
jaha mein koi ek sagar nahi hai.........
wow simran sis,again a gr8 work :D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #2 on: May 27, 2005, 12:51:02 PM »
Reply with quote
Wah! Bohat khoob Simran........................
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: May 27, 2005, 01:59:23 PM »
Reply with quote
wowwwwwwww simran sis!!!!!!!! bohot pyara likha apne!!!

 :D
Logged
DARD or ULFAT
Guest
«Reply #4 on: May 27, 2005, 02:03:10 PM »
Reply with quote
[QUOTE=Yun gungunate hue raste per chala jaaraha tha terii bahon ke sparsh ko yaad kiye jaa raha tha....teri khushbooo to gulab se jyada khushboodaar hai terii khushbooo ko apnii dharkan me dharkaaye chala jaa raha tha....  


yeh merii muhabbat merii MUSSKAAN ke liye jisse mein dil se pyar karta hoon


merii jindagii ek RAAZ hai merii jindagii ek ALFAAZ hai.karta hu mein muhabbat tumse kyonkii merii jindagii ka ek tu hii SARTAAZ hai........

ILOVEU MUSSKAAN
Logged
DARD or ULFAT
Guest
«Reply #5 on: May 27, 2005, 02:07:39 PM »
Reply with quote
Yun gungunate hue raste per chala jaaraha tha terii bahon ke sparsh ko yaad kiye jaa raha tha....teri khushbooo to gulab se jyada khushboodaar hai terii khushbooo ko apnii dharkan me dharkaaye chala jaa raha tha....  


yeh merii muhabbat merii MUSSKAAN ke liye jisse mein dil se pyar karta hoon


merii jindagii ek RAAZ hai merii jindagii ek ALFAAZ hai.karta hu mein muhabbat tumse kyonkii merii jindagii ka ek tu hii SARTAAZ hai........

ILOVEU MUSSKAAN
Logged
mudassirali
Guest
«Reply #6 on: May 27, 2005, 03:44:34 PM »
Reply with quote
nice work simran ,realy good.

main musafir nahin hoon bhatka hoon phir bhi
manzil ko har dam main tarsa hoon phir bhi
mohobbat jo meri kho si gayi hai
dhoondney ko usko nikla hoon phir bhi
safar, zindgi hai, kya maut hai manzil
pyar zindigi ka kinara hai phir bhi
rakhta hoon dil key lahoo mein duboo kar
kya karon usko nafrat hai phir bhi.
(mudassir-)
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #7 on: May 27, 2005, 08:16:05 PM »
Reply with quote
oye simran buhat khoob dear..................


tuney tu mera dil hi chlni chlni kr diya......


The rainbow is a sign of God's promise,
that He will guide us through all our troubles,
no matter what their form.
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #8 on: May 28, 2005, 11:26:13 AM »
Reply with quote
HeY tHaNk YoU nidhi sis,meena sis,aryaan,dard aur ulfat ji and thanx fakhar dost..........thank you for ur supports thanx again........

dil ke khayalo mein hai wo basa
dil ki dharkano mein hai wo basa
har saans mein hai wo
lakin kismat nahi hai wo.............
Logged
Tosha
Guest
«Reply #9 on: May 28, 2005, 11:56:32 AM »
Reply with quote
Quote from: "nice_off_me"
BHaTkE ju hardum musafir nahi hai,
tham jaye pal bhar hawa wo nahi hai,

zindagi mein tufaan se ju naa ghira hu,
pahucha hua koi shayar nahi ha,

kanto se jis ka daman hu khali,
shayad chaman mein koi gul nahi hai,

bin dard ke hi dil ko ju choo le
aisi koi bhi gazal ek nahi hai,

pighla sake ju naa pathar ka seena
phir ye samjh lo wo ansu nahi hai,

ek pyass ke mare ko ju sakoon de
jaha mein koi ek sagar nahi hai.........


amazing .... aur kya kahun
bahut khoob likha hai aap ne simran
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #10 on: May 28, 2005, 12:44:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "nice_off_me"
BHaTkE ju hardum musafir nahi hai,
tham jaye pal bhar hawa wo nahi hai,

zindagi mein tufaan se ju naa ghira hu,
pahucha hua koi shayar nahi ha,

kanto se jis ka daman hu khali,
shayad chaman mein koi gul nahi hai,

bin dard ke hi dil ko ju choo le
aisi koi bhi gazal ek nahi hai,

pighla sake ju naa pathar ka seena
phir ye samjh lo wo ansu nahi hai,

ek pyass ke mare ko ju sakoon de
jaha mein koi ek sagar nahi hai.........


haway bhi rok sakta hu mai,....
toofan bhi rok sakta hu,..

meri chahat me hai itna dum,,...
tu kahe to mai aapni jaa bhi chor sakta hu,..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #11 on: May 28, 2005, 11:09:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "nice_off_me"
BHaTkE ju hardum musafir nahi hai,
tham jaye pal bhar hawa wo nahi hai,

zindagi mein tufaan se ju naa ghira hu,
pahucha hua koi shayar nahi ha,

kanto se jis ka daman hu khali,
shayad chaman mein koi gul nahi hai,

bin dard ke hi dil ko ju choo le
aisi koi bhi gazal ek nahi hai,

pighla sake ju naa pathar ka seena
phir ye samjh lo wo ansu nahi hai,

ek pyass ke mare ko ju sakoon de
jaha mein koi ek sagar nahi hai.........


haway bhi rok sakta hu mai,....
toofan bhi rok sakta hu,..

meri chahat me hai itna dum,,...
tu kahe to mai aapni jaa bhi chor sakta hu,..
nice
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #12 on: May 30, 2005, 05:53:37 AM »
Reply with quote
tushar its really nice dear sach mein buhut acha  likha hai apne bhi..........................
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #13 on: May 30, 2005, 10:53:18 AM »
Reply with quote
Quote from: "nice_off_me"
BHaTkE ju hardum musafir nahi hai,
tham jaye pal bhar hawa wo nahi hai,

zindagi mein tufaan se ju naa ghira hu,
pahucha hua koi shayar nahi ha,

kanto se jis ka daman hu khali,
shayad chaman mein koi gul nahi hai,

bin dard ke hi dil ko ju choo le
aisi koi bhi gazal ek nahi hai,

pighla sake ju naa pathar ka seena
phir ye samjh lo wo ansu nahi hai,

ek pyass ke mare ko ju sakoon de
jaha mein koi ek sagar nahi hai.........


very nice ..................

kabhi judta ya phir toot jata ho jhat se
meri nazar mein shayad wo pyar he nahi hai.
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #14 on: May 31, 2005, 04:39:35 AM »
Reply with quote
thank you tanha dil ji for replying and liking it and thank you tosha sis
thanx for ur support....................aur apne bhi  acha likha hai tanha dil ji..............
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:26:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer