Bheegi Hui Raaton Mein

by majid on July 21, 2009, 10:46:33 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2558 times)
majid
Guest
Reply with quote
Tanha Tanha Si Bheegi Hui Raaton Mein
Neend Nahi Hai Aur Ab In Aankhon Mein.

Ajib Si Hulchul Hai Aaj Seeney Mein.Yeh
Kaun Ja Basa Hai Dil Ke Jharokhon Mein.

Woh Dur Kiske Chehre Ki Chamak He.Jise
Dekh Chand B Chup Gaya Charkhon Mein

Kyunkar Lekar Chain Di Mujhe Bechainiya
Aey Ishq Kya Me Hi Mila Tha Lakhon Mein.

Sochta Hun Ab Sari Umeedon Ko Mita Dun
Kab Tak Rahun Mai,Tere In Dhokhon Mein.!

             

              {Shihab}
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat ki bheegi raaton mein...... by nice_off_me in Shayri for Khumar -e- Ishq
>>>>> Bheegi Hue Palken<<<<< by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 5 6 »
palke hai bheegi.... by sushiljain in Shayari-e-Parastish
{In Anjaani Si Khoyi Hui Si Raaton Mein} by angel4u in Shayri-E-Dard
barsaat mein bheegi hui tasveer by saahill in Share:Love Poetry
cara
Guest
«Reply #1 on: July 21, 2009, 11:34:51 AM »
Reply with quote
wah kya baat hai  shihab ji.....


BHEEGI HUI SI TUM,HAR RAATON MAIN,
ROJ AATI HO KHAWBON MAIN.
HULCHAL SI HO JAATI HAI,ANG-ANG MAIN,
MACHAL JAATE HAI ARMAAN ,MERE MAN MAIN.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #2 on: July 21, 2009, 12:16:29 PM »
Reply with quote
BHAUT KHOOB SHIHAB AND CARA JI Applause Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: July 21, 2009, 12:25:31 PM »
Reply with quote
Wah Shihab ji,mindblowing,very nice and beautiful creation. icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:very nice lines by Cara ji.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: July 21, 2009, 07:17:47 PM »
Reply with quote
Bahaut khoob Majid bhaijan aur Cara jee...Nice ones from both of u
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: July 22, 2009, 02:27:45 AM »
Reply with quote
Tanha Tanha Si Bheegi Hui Raaton Mein
Neend Nahi Hai Aur Ab In Aankhon Mein.

Ajib Si Hulchul Hai Aaj Seeney Mein.Yeh
Kaun Ja Basa Hai Dil Ke Jharokhon Mein.

Woh Dur Kiske Chehre Ki Chamak He.Jise
Dekh Chand B Chup Gaya Charkhon Mein

Kyunkar Lekar Chain Di Mujhe Bechainiya
Aey Ishq Kya Me Hi Mila Tha Lakhon Mein.

Sochta Hun Ab Sari Umeedon Ko Mita Dun
Kab Tak Rahun Mai,Tere In Dhokhon Mein.!

             

              {Shihab}

Wah wahhh.... Bahut bahut acche  Applause Applause
Logged
aaina
Guest
«Reply #6 on: July 22, 2009, 05:25:32 AM »
Reply with quote
Tanha Tanha Si Bheegi Hui Raaton Mein
Neend Nahi Hai Aur Ab In Aankhon Mein.

Ajib Si Hulchul Hai Aaj Seeney Mein.Yeh
Kaun Ja Basa Hai Dil Ke Jharokhon Mein.

Woh Dur Kiske Chehre Ki Chamak He.Jise
Dekh Chand B Chup Gaya Charkhon Mein

Kyunkar Lekar Chain Di Mujhe Bechainiya
Aey Ishq Kya Me Hi Mila Tha Lakhon Mein.

Sochta Hun Ab Sari Umeedon Ko Mita Dun
Kab Tak Rahun Mai,Tere In Dhokhon Mein.!

             

              {Shihab}

kya baat hai shihaab bhut khoob dear mashallah good work
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #7 on: July 22, 2009, 12:02:21 PM »
Reply with quote
Wow so beautiful Written Shihab.. Bahoot hi romantic.. Bahoot Khoob

Good lines Cara Ji.
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: October 29, 2009, 03:50:55 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Shihab ji,very touching and romantic creation.excellent. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: October 30, 2009, 06:18:50 AM »
Reply with quote
Tanha Tanha Si Bheegi Hui Raaton Mein
Neend Nahi Hai Aur Ab In Aankhon Mein.

Ajib Si Hulchul Hai Aaj Seeney Mein.Yeh
Kaun Ja Basa Hai Dil Ke Jharokhon Mein.

Woh Dur Kiske Chehre Ki Chamak He.Jise
Dekh Chand B Chup Gaya Charkhon Mein

Kyunkar Lekar Chain Di Mujhe Bechainiya
Aey Ishq Kya Me Hi Mila Tha Lakhon Mein.

Sochta Hun Ab Sari Umeedon Ko Mita Dun
Kab Tak Rahun Mai,Tere In Dhokhon Mein.!

             

              {Shihab}

Mind Blowimg Creation Yaar Bohat Achche,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 30, 2009, 06:50:35 AM »
Reply with quote
Zahe Naseeb Ki Aap Comment Hume Naseen Hui
Nawazish Bahut Bahut Shukariya Pasand Karne Ke Liye
Aapka Tahe Dil Se Mashqoor Hoon Muhammad Azeem Sahab
Ki Aapne Apna Kimti Waqt Diya.....Shukariya...

Khush Rahe...


Is Kadar Rootha Hai, Doston Koi Mujhse,.
Ke Pehle Jaisi Ab Wo Rafaqat Nahi Rakhta,.

Chahta Hai Dil Se Mujhe, Ye Maloom Hai,.
Magar Ye Bhi Sach Hai Ke Mujhse Sohbat Nahi Rakhta,.

-Azeem-



Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #11 on: October 30, 2009, 06:57:49 AM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob Azeem bhai,very touching n lovely lines. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #12 on: October 30, 2009, 07:56:01 AM »
Reply with quote
Good lines Shihabji.... Applause Applause Applause

Khumar-e-ishq mai kabhi-kabhi
Eysa hota hai kisi ko milti Jannet
Tou kisi ko Zhanum nasib hota hai....


Sanam Bheegi-bheegi raaton mei
Teri Meethi-meethi baaton mei
Mujhe Basa liya tune aakhon mei
Quaid ho gayee lo ab balam main
Teri bahon ki komal salakhon mei


Kya Kahun Kis Qadar Pyaas Hai Aannkhon Mein  
Ik Ajib Si Bechaini Hai Aaj Dil Ki Shakhon Mein.

Raha Kuch Bhi Nahi e dost Ab Mere Hathon Mei
Bas Qaid Sa Ho Gya Hun Pyar Ki Salakhon Mein.

Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #13 on: October 30, 2009, 09:14:15 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Koyal ji,beautiful lines,kamaal ke likhti hai aap.keep it up. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: October 30, 2009, 10:33:22 AM »
Reply with quote
Wah Ustad Kya Andaz e Bayan Hai.

Kabhi Ujhati Hai To Kabhi Sanwarti Hai
Zindagi Aajkal Bas Yun Hi Guzarti Hai.

Tum Kya Jaano Doorie Ki Wajah Ko Azeem
Teri Berukhi Dur Hone Pr Majbur Krti Hai.




Din apane chiraagon kii maanind guzarate hain
Har subah ko bujh jaanaa har shaam jal jaanaa
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:18:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer