Bohat Haseen, Woh Apni MohabbatoN Ka Ghar Hoga..!!...Shireen Hakani

by Shireen Hakani on November 19, 2012, 10:27:40 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1504 times)
Shireen Hakani
Guest
Reply with quote
Ek Din Apne KhwaaboN Ka, ChahatoN Ka Ghar Hoga,
Bohat Haseen, Woh Apni MohabbatoN Ka Ghar Hoga..!!

TanhaiyoN, FaasloN Ko Is Dar Par Aane Ki Izazat Nahi,
Humara Woh KhushiyoN Ki HukumatoN Ka Ghar Hoga..!!

Rang Doongi Har Deewaar Ko Main Apni Mohabbat Se,
Saath Tere, Woh Meri MuskurahatoN Ka Ghar Hoga..!!

Kar Lena Aaraam Mere Aachal Ki Chao Mein Har Shaam,
Mile Jahaan Sukoon Aaisa Woh RaahatoN Ka Ghar Hoga..!!

Sajda Karega Chand Bhi Har Raat Apne Aangan MeiN,
Kitna Khubsurat, Woh Ishq Ki IbadatoN Ka Ghar Hoga..!!

Thodi Tum Se, Thodi Hum Se, Yeh WafayeiN Maangega,
Hum Dono Se Bana Woh Apni HasratoN Ka Ghar Hoga..!!

Shireen Hakani
Logged
aqsh
Guest
«Reply #1 on: November 19, 2012, 11:08:25 AM »
Reply with quote
 Applause Applause bahut khoob shireen ji  Applause Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: November 19, 2012, 11:27:16 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #3 on: November 19, 2012, 12:27:30 PM »
Reply with quote
Ek Din Apne Khwabon Ka, Chahaton Ka Ghar Hoga,
Bohat Haseen, Woh Apni Mohabbaton Ka Ghar Hoga..!!

Tanhaiyon, Faaslon Ko Is Dar Par Aane Ki Izazat Nahi,
Humara Woh Khushiyon Ki Hukumaton Ka Ghar Hoga..!!

Rang Dungi Har Deewar Ko Main Apni Mohabbat Se,
Saath Tere, Woh Meri Muskurahaton Ka Ghar Hoga..!!

Kar Lena Aaram Mere Aachal Ki Chao Mein Har Shaam,
Mile Jahan Sukoon Aaisa Woh Raahaton Ka Ghar Hoga..!!

Sajda Karega Chand Bhi Har Raat Apne Aangan Mein,
Kitna Khubsurat, Woh Ishq Ki Ibadaton Ka Ghar Hoga..!!

Intezaar Karenge Hum Mil Kar Us Nanhi Si Zindagi Ka,
Hum Dono Se Bana Woh Apni Hasraton Ka Ghar Hoga..!!

Shireen Hakani


waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah
Applause Applause Applause Applause
Logged
laaiba
Guest
«Reply #4 on: November 19, 2012, 12:41:54 PM »
Reply with quote
Ek Din Apne Khwabon Ka, Chahaton Ka Ghar Hoga,
Bohat Haseen, Woh Apni Mohabbaton Ka Ghar Hoga..!!

Tanhaiyon, Faaslon Ko Is Dar Par Aane Ki Izazat Nahi,
Humara Woh Khushiyon Ki Hukumaton Ka Ghar Hoga..!!

Rang Dungi Har Deewar Ko Main Apni Mohabbat Se,
Saath Tere, Woh Meri Muskurahaton Ka Ghar Hoga..!!

Kar Lena Aaram Mere Aachal Ki Chao Mein Har Shaam,
Mile Jahan Sukoon Aaisa Woh Raahaton Ka Ghar Hoga..!!

Sajda Karega Chand Bhi Har Raat Apne Aangan Mein,
Kitna Khubsurat, Woh Ishq Ki Ibadaton Ka Ghar Hoga..!!

Intezaar Karenge Hum Mil Kar Us Nanhi Si Zindagi Ka,
Hum Dono Se Bana Woh Apni Hasraton Ka Ghar Hoga..!!

Shireen Hakani

bohat khoobsurat kalaam shirin ji,...bohat c daad,......
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #5 on: November 19, 2012, 01:00:20 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
Logged
prashad
Guest
«Reply #6 on: November 19, 2012, 04:19:07 PM »
Reply with quote
wah wah Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #7 on: November 19, 2012, 04:46:56 PM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #8 on: November 19, 2012, 08:50:41 PM »
Reply with quote
Shireen Jee Aadaab!


bahut khoob jee bahut khoob, apni hasratoN ko khoob lafzoN meiN
piroyaa hai aapne... Usual Smile

Sabhi ashaar behad khoob rahe... HUmari dheroN dili daad O
mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile

AllaaH aapki tamaam jayaz kwahishoN ko pura kare...
Likhati rahiye... aati rahiye..
Shaad O aabaad rahiye....

Khuda Hafez... Usual Smile                   

Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #9 on: November 20, 2012, 04:02:44 AM »
Reply with quote
bahut khoob ,shireenji.daad hazir hai.
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #10 on: November 20, 2012, 08:28:34 AM »
Reply with quote
Shireen Jee Aadaab!


bahut khoob jee bahut khoob, apni hasratoN ko khoob lafzoN meiN
piroyaa hai aapne... Usual Smile

Sabhi ashaar behad khoob rahe... HUmari dheroN dili daad O
mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile

AllaaH aapki tamaam jayaz kwahishoN ko pura kare...
Likhati rahiye... aati rahiye..
Shaad O aabaad rahiye....

Khuda Hafez... Usual Smile                   



Thanq So Much Parwaaz Jee!!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 06:13:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer