Chaahat

by muskaan.hir on April 20, 2008, 01:44:29 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1071 times)
muskaan.hir
Guest
Reply with quote
Chaahat, uska naam nahi, jise chaaho use paa lo,
Chaahat to vo dariya hai, jisme maujaun ke saath khud ko baha lo...

Chaahat bhale hi sachhi ho, par kabhi puri nahi hoti
Aur zindagi, hamsafar ke bina, adhuri nahi hoti

Isliye hamne mohabbat ko apna dushman maan liya
akele hi zindagi ko jeena seekh liya

Phir bhi hamari chahat ko, ham bhula nahi paaye
chaahat unki sachhi ho ya joothi, ham uske bina reh nahi pate

pyaar karke bhi ham tanha hue, bhari mehfil me ham rusva hue
Dil se chaahat ko bhulakar bhi ham kabhi na aabad hue.....  love9
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
chaahat kaa ek miithaa..... by pappu in Shayri for Khumar -e- Ishq
chaahat by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
chaahat by sanya310 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
heraani chaahat ki by Ravi_Dave in Shayri-E-Dard
Chaahat.... by Anushka in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 20, 2008, 02:43:43 PM »
Reply with quote
Nice One Muskaan Ji,. Applause
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #2 on: April 20, 2008, 02:54:21 PM »
Reply with quote
Chaahat, uska naam nahi, jise chaaho use paa lo,
Chaahat to vo dariya hai, jisme maujaun ke saath khud ko baha lo...

Chaahat bhale hi sachhi ho, par kabhi puri nahi hoti
Aur zindagi, hamsafar ke bina, adhuri nahi hoti

Isliye hamne mohabbat ko apna dushman maan liya
akele hi zindagi ko jeena seekh liya

Phir bhi hamari chahat ko, ham bhula nahi paaye
chaahat unki sachhi ho ya joothi, ham uske bina reh nahi pate

pyaar karke bhi ham tanha hue, bhari mehfil me ham rusva hue
Dil se chaahat ko bhulakar bhi ham kabhi na aabad hue.....  love9


Muskaan... bahut accha aur sahi likha hai. mujhe bahut pasand aaya ye poem.

Phir bhi hamari chahat ko, ham bhula nahi paaye
chaahat unki sachhi ho ya joothi, ham uske bina reh nahi pate

bahut khoob  Applause


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 20, 2008, 03:39:33 PM »
Reply with quote
Chahat Humne Bhi Ki Thi, Lekin Paa Na Sake,.
Khissa Likha Mohabbat Ka, Lekin Sunaa Na Sake,.

Ab Hasi Aati Hai Jab Koi kehta Hai Ke Hume Chahat Hai,.
Ek Daur Wo Tha, Ke Hum Chahkar Bhi Ashq Bahaa Na Sake,.

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #4 on: April 21, 2008, 05:28:27 AM »
Reply with quote
jisne hamein chaha ham use chah na sake
hamne jisko chaha ham use paa na sake
jaante the ki dil tutta hai har kisi ka pyaar mein
hamne kisi ka toda aur apna bacha na sake
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: April 21, 2008, 03:58:03 PM »
Reply with quote
Nice One Kaushik Ji,.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:23:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer