chahne lage hain......p

by parinde on September 29, 2011, 05:10:21 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1014 times)
parinde
Guest
Reply with quote
Dheere dheere chupke chupke
 wo dil mein chale aaye.
jaise din dhale aur sham aaye
 fir raat mein chhup jaye.
Aisa nahin karte jaane jaan
 izazat to ek baar lete.
Mujhe kuch pal ke liye hi sahi
 sochne ka mauka to dete.
Ab hum badal se gaye hain
hum kuch kho se gaye hain.
Hum aapko na chahte hue bhi
shayad  chahne lage hain.
apne aap muskurane lage hain.
baat sunte sunte gum ho jane lage hain.
Ab khuda ko bhi kuchh kuchh
pehchanane lage hain.


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Duniya mein chahne waale kam hi mila karte hain…… by Aman_rahi in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
badalne lage aaine hain※※※※※ by sarfira in Miscellaneous Shayri
LOOTNE LAGE HAIN.... by pritam tripathi in Shayri-E-Dard
Nikalne lage hain naqab mein....soudagar by soudagar in Miscellaneous Shayri
Gam na kar --haalaat waqt se hain badlne lage .........bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: September 29, 2011, 05:49:21 AM »
Reply with quote
Dheere dheere chupke chupke
 wo dil mein chale aaye.
jaise din dhale aur sham aaye
 fir raat mein chhup jaye.
Aisa nahin karte jaane jaan
 izazat to ek baar lete.
Mujhe kuch pal ke liye hi sahi
 sochne ka mauka to dete.
Ab hum badal se gaye hain
hum kuch kho se gaye hain.
Hum aapko na chahte hue bhi
shayad  chahne lage hain.
apne aap muskurane lage hain.
baat sunte sunte gum ho jane lage hain.
Ab khuda ko bhi kuchh kuchh
pehchanane lage hain.




acha hai parinda ji Applause Applause Applause
Logged
parinde
Guest
«Reply #2 on: September 29, 2011, 06:20:14 AM »
Reply with quote
thanks ji adil ji.
acha hai parinda ji Applause Applause Applause
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #3 on: September 29, 2011, 12:37:22 PM »
Reply with quote
,,,BAHUT KHUB ,,,PARINDA JI,,,,,,,,
Dheere dheere chupke chupke
 wo dil mein chale aaye.
jaise din dhale aur sham aaye
 fir raat mein chhup jaye.
Aisa nahin karte jaane jaan
 izazat to ek baar lete.
Mujhe kuch pal ke liye hi sahi
 sochne ka mauka to dete.
Ab hum badal se gaye hain
hum kuch kho se gaye hain.
Hum aapko na chahte hue bhi
shayad  chahne lage hain.
apne aap muskurane lage hain.
baat sunte sunte gum ho jane lage hain.
Ab khuda ko bhi kuchh kuchh
pehchanane lage hain.



Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: September 29, 2011, 07:11:47 PM »
Reply with quote
Aadaab Janab...!

Bahut khoob ,, behad achchi kalaam kahi hai
aapne.. ahsaas O khayaal kafi achche rahe..

Humari dili daad O mubarakbad kabul kijiye..

Likhate rahiye.. Aate rahiye..
Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez...           

Logged
khujli
Guest
«Reply #5 on: October 01, 2011, 01:32:05 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:31:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer