Chale Aao...

by Aryaan on June 03, 2006, 02:38:53 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 6131 times)
Aryaan
Guest
«Reply #45 on: June 17, 2006, 01:32:16 AM »
Reply with quote
Thanks a lot Abeera & Nice One....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
chale gai!!!!!!! by Pooja in Shayri-E-Dard
~~Zindagi seh dur chale hum~~ by honeyrose in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Chale tu saath ager saath aasmaan chale by khalidrawat in Ghazals
chale hen kafile by sidushale in Shayri-E-Dard
nathu lal chale sasural by bekarar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
angel4u
Guest
«Reply #46 on: June 17, 2006, 05:04:29 AM »
Reply with quote
Actually aryaan isliye itna achha likh paate hai kyonki wo magician hai Usual Smile
Nice all...
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #47 on: June 17, 2006, 05:54:56 AM »
Reply with quote
haan ye to mujhe bhi lagta hai angel...........
Logged
abeera
Guest
«Reply #48 on: June 17, 2006, 07:28:05 AM »
Reply with quote
asalam alikum sahi kaha aap na aryaan ki baat hi alag hai
don,t think iam buttering ,but i am appriciating


neend se taluq he nahin barsoon se mera
khwab aaker meri chaat per tehlte kyun hain
mein na jugnu hoon ,na dia,na koi tara
roshni walay phir meray naam se jalte kyun hain
Logged
jalpari
Guest
«Reply #49 on: June 17, 2006, 11:48:26 AM »
Reply with quote
im so agree grils, sach mein aryaan ki baat hi kuch alag hai, unke likhe hue alfaz dil ko choo jate hain.. Usual Smile  keep it up Aryaan.. Usual Smile
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #50 on: June 17, 2006, 04:12:56 PM »
Reply with quote
Thank you so much for appriciating me
  Angel, Tabassum, Abeera & Jalpari..

Good One Abeera...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #51 on: June 18, 2006, 12:37:15 AM »
Reply with quote

Main Tum Ko Bohat Aane Lagoon Jab Yaad, Chale Aana
Bhool Jana Apni Kahi Harr Baat, Chale Aana

Judayi Ka Woh Lamha Aur Woh Manzar Dhalte Sooraj Ka
Yaad Tum Ko Jab Aane Lage Woh Shaam, Chale Aana

Bhool Jaao Tum Agar Manzil Kabhi Apni
Uthana Apne Qadam Phir Meri Taraf, Chale Aanaa

Hadh Se Guzar Jaaye Jab Mera Zabt-E-Gham
Aur Main Pukaroon Tum Ko Baar Baar, Chale Aana


Uss Ke Bin Jeene Ka Ab Tasawwur Nahi Kar Sakta
Meri Maut Ka Gar Tum Ko Mile Payaam, Chale Aana
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #52 on: June 18, 2006, 12:46:58 AM »
Reply with quote
Aryaan

Bahut khoob as always !

Hum bhi sirf yahi kehna chahte hain-->Likhte jaana  :D

Rajbir
Logged
abeera
Guest
«Reply #53 on: June 18, 2006, 05:52:47 AM »
Reply with quote
asalam alikum aryaan hamesha ki tarah bahut acha aur khoobsurat
subhar bakhair  zinadagi


tumhare pyar pey jaana malaal karte rahe
jawab dete rahe khud hi sawaal karte rahe
meray yaqeen ki tijori ab ho chuki khali
mujhe pata na chal aap istamaaal karte rahe
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #54 on: June 20, 2006, 02:05:54 AM »
Reply with quote
jo hukum YoIndia Police(Rajbir).. Aap padhte jaiyega hum likhte jayeinge huzoor... glasses2

Nice One Abeera...
Logged
jalpari
Guest
«Reply #55 on: July 05, 2006, 09:16:52 PM »
Reply with quote
Ab dil ke waswason ka koi kya kare ilaaj
Un ki wafa ka aaj bhi humko yaqeen hai
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #56 on: July 06, 2006, 04:25:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"

Main Tum Ko Bohat Aane Lagoon Jab Yaad, Chale Aana
Bhool Jana Apni Kahi Harr Baat, Chale Aana

Judayi Ka Woh Lamha Aur Woh Manzar Dhalte Sooraj Ka
Yaad Tum Ko Jab Aane Lage Woh Shaam, Chale Aana

Bhool Jaao Tum Agar Manzil Kabhi Apni
Uthana Apne Qadam Phir Meri Taraf, Chale Aanaa

Hadh Se Guzar Jaaye Jab Mera Zabt-E-Gham
Aur Main Pukaroon Tum Ko Baar Baar, Chale Aana

bahut khoob aryan kamaal likhten hain aap

bulenge na aaoge
sada par bhi na bologe
magar jab dil sada dega
vahan par bas chale aana

koi ho raat bheegi si
hamari aankh bhi nam ho
umeeden tootai hon jab
vahan par bas chale aana

karen har shaam tera
intezaar aae ki na aae
magar dil ko lage jab dar
bas ik us sham tu bhi aajana
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #57 on: July 10, 2006, 08:27:41 PM »
Reply with quote
Bohat shukriya Tabassum, aur reply karne mein aapka jawaab nahi..
Logged
amazing_world
Guest
«Reply #58 on: July 11, 2006, 02:53:58 AM »
Reply with quote
bhaut hi achi poem likhi hai aapne

chale aao ki ab tumhe meri tanhayi pukarti hai
chale aao jahaan tak roshni malum hoti hai
Logged
sangy
Guest
«Reply #59 on: July 11, 2006, 06:17:09 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"

Main Tum Ko Bohat Aane Lagoon Jab Yaad, Chale Aana
Bhool Jana Apni Kahi Harr Baat, Chale Aana

Judayi Ka Woh Lamha Aur Woh Manzar Dhalte Sooraj Ka
Yaad Tum Ko Jab Aane Lage Woh Shaam, Chale Aana

Bhool Jaao Tum Agar Manzil Kabhi Apni
Uthana Apne Qadam Phir Meri Taraf, Chale Aanaa

Hadh Se Guzar Jaaye Jab Mera Zabt-E-Gham
Aur Main Pukaroon Tum Ko Baar Baar, Chale Aana

laajawaab Aryanji...

Aane lage ho yaad sanam phirse
hota nahi aur, yeh intezaar mujhse
bas tum chale aao

gujarta nahi ab koi pal tere bin
yaad aathi hain teri yaadein har din
bas tum chale aao

 :D






Uss Ke Bin Jeene Ka Ab Tasawwur Nahi Kar Sakta
Meri Maut Ka Gar Tum Ko Mile Payaam, Chale Aana
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 03:04:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer