Chalo chalein.......

by jannatjahan on April 30, 2009, 09:00:34 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1592 times)
jannatjahan
Guest
Reply with quote
Chalo chalein dur kahin tum aur hum
behati ho sheetal bayar jahan
ho rumaani mausam
jahan hansi najare ho
jharne ki ho kal kal
farsh par bichi ho jahan
dur talak hariyaali makhmal
jahan parindon ki gunjan ka shor ho
jahan faili rumaniyat har oar ho
gagan ke tale baithein
dharti ki godd me
kisi ghane pipal ki chhanv me
kisi ped ki oat me
jahan nach uthe mann mayura
jahan pura ho jaye har sapna adhura
jahan ho faili dur talak
chhahat ki bahar
jahan baith karein dono
apni mohabbat ka izhaar
lehron ka saahil se milan ho jahan
amber dharti par jhukta ho jahan
chalo chalein wahan
banaye apni chhahat ka jahan
jahan mohabbat hamari
kare har najara bayan
jahan har taraf ho bas pyaar hi pyaar ka shamman
chalo chalein wahan tum aur hum
ho sheetal bayar jahan ho rumani mausam
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
le chalo by nishita in Ghazals « 1 2  All »
Chalo..! by nishita in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 8 9 »
chal chalein by younus_syed in Shayri for Khumar -e- Ishq
Saath chalein.......... AnMoL ArOrA by anmolarora in Shayri for Khumar -e- Ishq
aa ab ghar chalein by aru12 in Shairi - E - Zindagi
junaidqadir
Guest
«Reply #1 on: April 30, 2009, 09:21:13 AM »
Reply with quote
bahoth umda jannathjahan ji acha khasa geet likh diya apne hame bahoth pasand aya likhte rahiyega !! Rub tumhe khush rakhe !!

JQ
Logged
k.shael
Guest
«Reply #2 on: April 30, 2009, 09:29:52 AM »
Reply with quote
Chalo chalein dur kahin tum aur hum
behati ho sheetal bayar jahan
ho rumaani mausam
jahan hansi najare ho
jharne ki ho kal kal
farsh par bichi ho jahan
dur talak hariyaali makhmal
jahan parindon ki gunjan ka shor ho
jahan faili rumaniyat har oar ho
gagan ke tale baithein
dharti ki godd me
kisi ghane pipal ki chhanv me
kisi ped ki oat me
jahan nach uthe mann mayura
jahan pura ho jaye har sapna adhura
jahan ho faili dur talak
chhahat ki bahar
jahan baith karein dono
apni mohabbat ka izhaar
lehron ka saahil se milan ho jahan
amber dharti par jhukta ho jahan
chalo chalein wahan
banaye apni chhahat ka jahan
jahan mohabbat hamari
kare har najara bayan
jahan har taraf ho bas pyaar hi pyaar ka shamman
chalo chalein wahan tum aur hum
ho sheetal bayar jahan ho rumani mausam


Bahut Khoob JJ Dear,  Applause  Applause

Shally.
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #3 on: April 30, 2009, 09:56:42 AM »
Reply with quote
bahoth umda jannathjahan ji acha khasa geet likh diya apne hame bahoth pasand aya likhte rahiyega !! Rub tumhe khush rakhe !!

JQ
Shukriyaa Qadir ji...Itni khubsurat dua ke liye ek baar aur shukriyaa notworthy
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #4 on: April 30, 2009, 10:01:12 AM »
Reply with quote

Bahut Khoob JJ Dear,  Applause  Applause

Shally.

Hey Thanks Dear shally..First time on my thread...achha laga Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: April 30, 2009, 12:07:34 PM »
Reply with quote
Chalo chalein dur kahin tum aur hum
behati ho sheetal bayar jahan
ho rumaani mausam
jahan hansi najare ho
jharne ki ho kal kal
farsh par bichi ho jahan
dur talak hariyaali makhmal
jahan parindon ki gunjan ka shor ho
jahan faili rumaniyat har oar ho
gagan ke tale baithein
dharti ki godd me
kisi ghane pipal ki chhanv me
kisi ped ki oat me
jahan nach uthe mann mayura
jahan pura ho jaye har sapna adhura
jahan ho faili dur talak
chhahat ki bahar
jahan baith karein dono
apni mohabbat ka izhaar
lehron ka saahil se milan ho jahan
amber dharti par jhukta ho jahan
chalo chalein wahan
banaye apni chhahat ka jahan
jahan mohabbat hamari
kare har najara bayan
jahan har taraf ho bas pyaar hi pyaar ka shamman
chalo chalein wahan tum aur hum
ho sheetal bayar jahan ho rumani mausam


Waah...Bohot Khoob Jannat
Logged
salil2002
Guest
«Reply #6 on: April 30, 2009, 12:18:18 PM »
Reply with quote
Chalo chalein dur kahin tum aur hum
behati ho sheetal bayar jahan
ho rumaani mausam
jahan hansi najare ho
jharne ki ho kal kal
farsh par bichi ho jahan
dur talak hariyaali makhmal
jahan parindon ki gunjan ka shor ho
jahan faili rumaniyat har oar ho
gagan ke tale baithein
dharti ki godd me
kisi ghane pipal ki chhanv me
kisi ped ki oat me
jahan nach uthe mann mayura
jahan pura ho jaye har sapna adhura
jahan ho faili dur talak
chhahat ki bahar
jahan baith karein dono
apni mohabbat ka izhaar
lehron ka saahil se milan ho jahan
amber dharti par jhukta ho jahan
chalo chalein wahan
banaye apni chhahat ka jahan
jahan mohabbat hamari
kare har najara bayan
jahan har taraf ho bas pyaar hi pyaar ka shamman
chalo chalein wahan tum aur hum
ho sheetal bayar jahan ho rumani mausam



good work jannat......... beautiful aap toh lagta hai kii mohabbat main likhwa kar hi maanengi aur mujhe dard meinlikhna chhodna padega

mohabbat ko dhoondne saath tere chal diye
kya doond paunga , tere sapno ka sansaar
baahon main ho bahein, aur ho neela  aasmaan
jahan ho bas mohabbat aur ho khushiyaan beshumaar
hawaon main , darakhton main bas ho pyaar hi pyaar
khilti har kali ho ,jahan bhawara ho bekaraar
behta ho paani jaise sangeet kii lehrein
aa chal chale hum wahin par ja k thehre
jahan na dushmani ho, aur na ho bhedbhaav
kaahin toh hogi duniya aisi, hoga ek gaanv
meethi meethi baatein jahan karte ho sab
aa chal chale hum, jahan hai rehta RAB


Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: April 30, 2009, 01:00:22 PM »
Reply with quote
Bohat khoob JJ... and Salil
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #8 on: May 02, 2009, 12:23:27 PM »
Reply with quote
Waah...Bohot Khoob Jannat
Thanks Dear Celmira Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: May 02, 2009, 01:33:40 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Jannat dear and Salil ji
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #10 on: May 03, 2009, 05:42:00 AM »
Reply with quote


good work jannat......... beautiful aap toh lagta hai kii mohabbat main likhwa kar hi maanengi aur mujhe dard meinlikhna chhodna padega

mohabbat ko dhoondne saath tere chal diye
kya doond paunga , tere sapno ka sansaar
baahon main ho bahein, aur ho neela  aasmaan
jahan ho bas mohabbat aur ho khushiyaan beshumaar
hawaon main , darakhton main bas ho pyaar hi pyaar
khilti har kali ho ,jahan bhawara ho bekaraar
behta ho paani jaise sangeet kii lehrein
aa chal chale hum wahin par ja k thehre
jahan na dushmani ho, aur na ho bhedbhaav
kaahin toh hogi duniya aisi, hoga ek gaanv
meethi meethi baatein jahan karte ho sab
aa chal chale hum, jahan hai rehta RAB



Bahut Achhe Salil....Char din ki zindagi hai mere Dost..mohabbat karo aur mohabbat me jiyo...is kambakhat Dard me kya rakha hai......

Chal chalein door kahin
baadlon ke paar
dono mil banaye apne
sapno ka sansaar
rashq kare jahan sara
dekh hamara pyar
jahan ho tumhe hum par
hume tum par aitbaar
jahan mil jaye do bechain
dilon ko karar
jahan na ho kahin
kisi ranjeeson ki deewar
chal chalein ho kar
mohabbat ki kasti me sawar
is jahan se door kahin
chal chalein baadlon ke paar
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #11 on: May 03, 2009, 05:57:09 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Jannat dear and Salil ji
Thanks Dear Roja
Logged
sanya310
Guest
«Reply #12 on: May 03, 2009, 04:29:12 PM »
Reply with quote
beautiful, jannat ji.. bohot hi khubsoorat likha hai.. loved it!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #13 on: May 03, 2009, 05:29:06 PM »
Reply with quote
Bahut Khoooooooob JANNAT & SALIL.. Bahut Pyaara Bhara Likha hai aap dono ne... Applause


**~** Mann **~**
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: May 03, 2009, 05:30:12 PM »
Reply with quote
wah good work Jannat and Salil ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:23:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.157 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer