chand tum aur main

by tabassum shakeel on June 14, 2006, 04:42:59 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 11
ReplyPrint
Author  (Read 8353 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #60 on: June 24, 2006, 01:11:22 PM »
Reply with quote
bahut khoob prem aur shukriya

kabhi jo chaand hamko dekhta hai
to tumko kyun bura itna hai lagta
azal ke hain bas teen saathi
chaand tum aur main...............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
""Jab Serd Bhoji Si Ratoon Main Tum Chand Ko Tanha by qakhs in Shayri for Khumar -e- Ishq
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
chand lamhon main by assi in Ghazals
Chand Aur Main ..! by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
Main Aur Chand! by Shireen Hakani in Shayri for Dard -e- Judai
PREMANSHU
Guest
«Reply #61 on: June 24, 2006, 03:13:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"


to tumko kyun bura itna hai lagta



Here's the Reply . . .

Hai bas sirf issi baat ka rona :cry:
Ki Chaand ko bhi tha Raat main hona
Bahut kam samay milta hain
Aapke saath bitnane ke liye :razz:
Aur Kabhakt Chaand aaj jaata hai
PREM mein rukawat lane ke liye Puzzled !
Kar bhi kya saakte hain jo laage Bura :?:
Raheinge toh humesha yuhi
Chaand Tum aur Main . . .  :!:  :!:
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #62 on: June 24, 2006, 04:18:27 PM »
Reply with quote
ye chaand hi to hai dukh ka sathi apna
saare aansu to isko pata hain
sare toote sapne dekhe isane
ye apne saath hi roya bahut hai
tabhi se saath ye apne chala hai
ki taariki ke saathi hain ab
chaand tum aur main...........................
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #63 on: June 25, 2006, 07:35:36 AM »
Reply with quote
excellent stuff by all Usual Smile
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #64 on: June 25, 2006, 11:45:55 AM »
Reply with quote
bahut  bahut shukriya sd ji
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #65 on: June 25, 2006, 02:05:49 PM »
Reply with quote
Dekh rahein hain Sapney naye
Chun rahe hain nayi Raahein
Ho khusiyan jisse Raste par
Gam kabhi na nazar aayein
Hal pal ummeed karte ke
na tute yeh naye sapney
Chaand Tum aur Main . . .
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #66 on: June 25, 2006, 07:13:33 PM »
Reply with quote
ye tare sare dost hamare hain
bas ik suraj se hi apna jhagada hai
usake aate hi hain bichhadte
 chaand tum aur main.................
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #67 on: June 26, 2006, 02:15:26 AM »
Reply with quote
tabassum ji and prem ji in cool form
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #68 on: June 26, 2006, 03:07:42 AM »
Reply with quote
Taare, Jugnu, Raat ka Andhera,
Saare Saath Nibhate hain
Par Suraj ke aate hi,
Jaane kahan chup jaate hain
Phir se milne ki aas liye,
Dekho bishad jaate hain,
Chaand Tum aur Main . . .
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #69 on: June 26, 2006, 03:10:43 AM »
Reply with quote
Thanks SD . . .  Usual Smile
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #70 on: June 26, 2006, 05:14:22 AM »
Reply with quote
hammne kab tha raat ko chuna
ya phir raat ne hamko chuna tha
raat ke sang  hi khwab kyon bunte
chaand tum aur main
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #71 on: June 26, 2006, 02:53:03 PM »
Reply with quote
The Style Guru Says.......


Ye ajeeb daastan hai ishq ki,
Yahan pareshan Tum aur main,
Main tumko khojun-tum mujhko khojo,
Rahen pareshan tum aur main,
Ye un dino ki baat hai jab ishq apne ufaan pe tha,
Aur saath saath rehte the Chand tum aur main.......
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #72 on: June 26, 2006, 03:00:48 PM »
Reply with quote
chaand ko raat se pyar hai kitna chaand ne abhi abhi hi kaha hai
ham ne suna to gum  sum se hain kya kah sakte zuban nahi hai
ye ik kaisa bandhan sa hai  hai bhi kuchh aur kuchh bhi nahi hai
isake liye alfaz kahaan hain sab sochon se alag kahin hain
chaand tum ayr main.................
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #73 on: June 26, 2006, 04:47:33 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Tabssum ji and Style Guru ji

Well Badnaam Says.... :wink:


Jahan tu Muskuraye meri Manzil wahi Basar karegi.....
Dekh ke tera Noor Chandani bhi aahein bharegi......

Dilon ko kya Thaamte ho apni Manzilon ki socho.....
Dhunn ki tarah sajke yeh meri ek Nazm banegi........!!!!!!!
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #74 on: June 26, 2006, 06:30:01 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya bs ji
aur bahut koob aapne likha hai..............
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 07:35:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer