Charcha-e-aam

by vimmi singh on August 22, 2012, 12:04:32 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 867 times)
vimmi singh
Guest
Reply with quote
Tumhe chahte hain
tumse pyaar karte hain
is mehfeel me
ye charcha-e-aam karte hain
tum kya jaano
ye muhabbat kya hai

tum kya jaano
ye muhabbat kya hai
hum ne kiya hai hume pata
kaise diin raat kat'te hain
tumhe chahte hain
tumse pyaar karte hain


subah ka kissa sunaayen
ya raat ka aalam
tum toh apne ho chalo
is dil se didaar karaate hain
tanhai thi jo umra bhar
tanhai thi jo umra bhar
wo ab meet gayin
hum toh akele me hin
aap se baat karte hain

tumhe chahte hain
tumse pyaar karte hain

is mehfeel me
ye charcha-e-aam karte hain


intezaar aapka rahega umra bhar
aap jaise ho
hm aap hi ko swikaar karte hain
tum kya jaano
tum kya jaano
ye muhabbat kya hai
samajh gaye toh
samajh gayr toh
chale aao iqraar karte hain

tumhe chahte hain
tumse pyaar karte hain

is mehfeel me
ye charcha-e-aam karte hain...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
charcha nahiN hota....... by HumTum in Shayri-E-Dard
Charcha Hussain (A.S.) Ka by Bored in Shayari-e-Parastish
Unka Charcha by Nino in Shayri-E-Dard
charcha by nandbahu in Shayri for Khumar -e- Ishq
charcha bahut hua..... by SURESH SANGWAN in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #1 on: August 22, 2012, 12:19:56 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob, bahut pyaaraa likha hai aapne vimmi ji... mazaa aa gayaa padh ke... bahut bahut khoob....!!!


tumhi to ho jispe hum aetbaar karte hain
haan hum bas tumhi se pyaar karte hain
tumhe maaloom na ho shayad ye baat lekin
hum tumhi se pyaar beshumaar karte hain

lo tumhaare saamne hum iqraar karte hain
aankhen tumhi se hum do chaar karte hain
miloge to tumhe seene se lagaake kahenge
haan hum tumhi se bas pyaar karte hain...
Logged
Sps
Guest
«Reply #2 on: August 22, 2012, 12:36:21 PM »
Reply with quote
Very nice
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: August 22, 2012, 12:37:26 PM »
Reply with quote
Tumhe chahte hain
tumse pyaar karte hain
is mehfeel me
ye charcha-e-aam karte hain
tum kya jaano
ye muhabbat kya hai

tum kya jaano
ye muhabbat kya hai
hum ne kiya hai hume pata
kaise diin raat kat'te hain
tumhe chahte hain
tumse pyaar karte hain


subah ka kissa sunaayen
ya raat ka aalam
tum toh apne ho chalo
is dil se didaar karaate hain
tanhai thi jo umra bhar
tanhai thi jo umra bhar
wo ab meet gayin
hum toh akele me hin
aap se baat karte hain

tumhe chahte hain
tumse pyaar karte hain

is mehfeel me
ye charcha-e-aam karte hain


intezaar aapka rahega umra bhar
aap jaise ho
hm aap hi ko swikaar karte hain
tum kya jaano
tum kya jaano
ye muhabbat kya hai
samajh gaye toh
samajh gayr toh
chale aao iqraar karte hain

tumhe chahte hain
tumse pyaar karte hain

is mehfeel me
ye charcha-e-aam karte hain...



naaaaaaaaaaaaaice
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: August 22, 2012, 02:38:45 PM »
Reply with quote
Vimmi Jee Aadaab!

Nice One achchi koshish hai ...
Humari daad kabul kijiye... Usual Smile

Hryday Jee aapka toH jawaab nahi behad khoob jawaab
pesh kiya hai janab..
Humari daad aapke is khoob reply par..

likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile                   

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: August 22, 2012, 02:46:00 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Parwaaz ji....!!!

Vimmi Jee Aadaab!

Nice One achchi koshish hai ...
Humari daad kabul kijiye... Usual Smile

Hryday Jee aapka toH jawaab nahi behad khoob jawaab
pesh kiya hai janab..
Humari daad aapke is khoob reply par..

likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile                   


Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #6 on: August 22, 2012, 06:17:01 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya..... Hriday ji and parwaaz ji
aur aap sabhi logon ka... meri rachna sweekar karne k liye.......
bahut bahut dhanyawaad.......  Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #7 on: August 23, 2012, 01:07:22 AM »
Reply with quote
beautiful
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #8 on: November 30, 2012, 08:51:11 AM »
Reply with quote
beautiful

Thank you sir jee..........  Usual Smile Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:51:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.174 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer