Darte hain kyunki tujhe pyar karte hain

by Ricky on October 22, 2004, 02:54:58 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 7210 times)
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
Reply with quote
Chahte hain tujhe hum, Kehne se bhi nahi darte !
Magar phir bhi hum hain darte, kyunki be-inteha pyar tujhe hai karte !!

Mehfil jo saje , ho sada tuh sang, har lamha hum sirf yahi dua hain karte!
Sath hai tuh mere phir bhi hum hain darte, kyunki tera jaana hum nahi seh sakte !!

Tere pyar per yakin hai  pura, hum tumhi per hamesha bharosa hain karte!
Ishq hai tera saath phir bhi hum hain darte, kyunki hum us ishq ki masumiyat hain samajh sakte!!

Tuhi hai meri zindagi, Uss zindagi ki hum hamesha hifazat hai karte!
Phir bhi hum zindagi se darte hain , kyunki apni zindagi ko tere liye kaid nahin kar sakte !!

Mohabbat hai tujhse humey, izhaar se bhi nahin dartey!
Magar phir bhi hum hain darte, kyunki be-inteha pyar tujhe hain karte!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: October 22, 2004, 05:46:01 PM »
Reply with quote
Wah!!! Bahoot Khoob Ricky!!!!

Ek muddat ke baad rooh ko muskurahat mili hai,
Guzarish hai ki dil ke kareeb reh kar muskurana (NM)
Logged
kamran_bombay
Guest
«Reply #2 on: October 22, 2004, 11:49:48 PM »
Reply with quote
Waqt to humein bhula chuka hai,
Kahin Muqaddar bhi na bhula de,
Pyaar Hum isliye nahi karte, kyu ke Darte hain,
Kahin koi phir se na rula de......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: October 23, 2004, 03:26:34 AM »
Reply with quote
Nice Karman_bombay!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: October 23, 2004, 07:02:46 AM »
Reply with quote
wah!!!!!!!!  Ricky......Pooja.........Kamran................ba hot khoob
Logged
kamran_bombay
Guest
«Reply #5 on: October 23, 2004, 09:20:10 AM »
Reply with quote
Thanx pooja, Thanx Waheed
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: October 03, 2006, 02:10:24 PM »
Reply with quote
Too good Ricky....!! Good everyone !!
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #7 on: October 03, 2006, 02:25:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ricky"
Chahte hain tujhe hum, Kehne se bhi nahi darte !
Magar phir bhi hum hain darte, kyunki be-inteha pyar tujhe hai karte !!

Mehfil jo saje , ho sada tuh sang, har lamha hum sirf yahi dua hain karte!
Sath hai tuh mere phir bhi hum hain darte, kyunki tera jaana hum nahi seh sakte !!

Tere pyar per yakin hai  pura, hum tumhi per hamesha bharosa hain karte!
Ishq hai tera saath phir bhi hum hain darte, kyunki hum us ishq ki masumiyat hain samajh sakte!!

Tuhi hai meri zindagi, Uss zindagi ki hum hamesha hifazat hai karte!
Phir bhi hum zindagi se darte hain , kyunki apni zindagi ko tere liye kaid nahin kar sakte !!

Mohabbat hai tujhse humey, izhaar se bhi nahin dartey!
Magar phir bhi hum hain darte, kyunki be-inteha pyar tujhe hain karte!!


wah ricky ji kya likha hai behadd khubsurat!!
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #8 on: October 03, 2006, 04:52:42 PM »
Reply with quote
Well, mein bhi khud hairaan hun ! Usual Smile

And thankyou all.
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: October 04, 2006, 01:18:50 PM »
Reply with quote
Darte hain kyunki tujhe pyar karte hain,
Dar lagta hai apne in jazbaaton se
Dil ka shor kahin itna na barh jaaye
Aur har shakhs ko ye khabar ho jaaye
Ki in dhadkano pe hai naam tumhara
Darte hain zamana ye jaan na jaaye
Zalim hai, dil todne main maahir hai
Isliye chupa ke dil ko rakhte hain
Darte hain, kyunki hum pyar tujhe karte hain !!!
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #10 on: October 11, 2006, 06:54:53 AM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Darte hain kyunki tujhe pyar karte hain,
Dar lagta hai apne in jazbaaton se
Dil ka shor kahin itna na barh jaaye
Aur har shakhs ko ye khabar ho jaaye
Ki in dhadkano pe hai naam tumhara
Darte hain zamana ye jaan na jaaye
Zalim hai, dil todne main maahir hai
Isliye chupa ke dil ko rakhte hain
Darte hain, kyunki hum pyar tujhe karte hain !!!


nice one talat ji.........
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: October 16, 2006, 11:39:40 AM »
Reply with quote
Bohot Shukriya Gesu Usual Smile
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #12 on: October 16, 2006, 11:51:48 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Ricky & Talat...
Logged
Talat
Guest
«Reply #13 on: October 16, 2006, 11:52:30 AM »
Reply with quote
Shukriya Aryaan Usual Smile
Logged
diljala
Guest
«Reply #14 on: April 10, 2008, 03:29:29 AM »
Reply with quote
Dear Pooja ji
Bahut Khoob
hasil nahi hai muskurahat ab ishq walo.n ko
khabi muskurata dekho hum.n to chupke se guzar jana
gum bahut hai khuda ke diye mere daman mai.n
darta hu.n ke mere parchai na pad jaye tujh pe.
mana ke agar aaj zinda hu.n mai.n to ishq ke sadke
par chahta hu.n kayamat tak dekhna thuje muskurate huea...
Wah!!! Bahoot Khoob Ricky!!!!

Ek muddat ke baad rooh ko muskurahat mili hai,
Guzarish hai ki dil ke kareeb reh kar muskurana (NM)
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:30:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer