Darte hain kyunki tujhe pyar karte hain

by Ricky on October 22, 2004, 02:54:58 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 7173 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: March 04, 2009, 09:14:46 AM »
Reply with quote
BOhat Achche, Ricky Bhai,.
Talat Sis,.
Dil Jala Ji,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #16 on: April 02, 2009, 02:36:07 AM »
Reply with quote
Chahte hain tujhe hum, Kehne se bhi nahi darte !
Magar phir bhi hum hain darte, kyunki be-inteha pyar tujhe hai karte !!

Mehfil jo saje , ho sada tuh sang, har lamha hum sirf yahi dua hain karte!
Sath hai tuh mere phir bhi hum hain darte, kyunki tera jaana hum nahi seh sakte !!

Tere pyar per yakin hai  pura, hum tumhi per hamesha bharosa hain karte!
Ishq hai tera saath phir bhi hum hain darte, kyunki hum us ishq ki masumiyat hain samajh sakte!!

Tuhi hai meri zindagi, Uss zindagi ki hum hamesha hifazat hai karte!
Phir bhi hum zindagi se darte hain , kyunki apni zindagi ko tere liye kaid nahin kar sakte !!

Mohabbat hai tujhse humey, izhaar se bhi nahin dartey!
Magar phir bhi hum hain darte, kyunki be-inteha pyar tujhe hain karte!!

Wonderful... Simply good  Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #17 on: April 02, 2009, 02:50:05 AM »
Reply with quote
Sukoon milta hai jab unse baat hoti hai
Hazaron raaton mein wo ek hi raat hoti hai
Nigah uta ke dekhein kabhi jo meri taraf
Wohi ek nigah meri toh kainat hoti hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: April 03, 2009, 06:31:16 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Roja!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #19 on: April 04, 2009, 01:54:43 AM »
Reply with quote
Thanks Di  Usual Smile
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #20 on: April 04, 2009, 05:37:32 AM »
Reply with quote
Chahte hain tujhe hum, Kehne se bhi nahi darte !
Magar phir bhi hum hain darte, kyunki be-inteha pyar tujhe hai karte !!

Mehfil jo saje , ho sada tuh sang, har lamha hum sirf yahi dua hain karte!
Sath hai tuh mere phir bhi hum hain darte, kyunki tera jaana hum nahi seh sakte !!

Tere pyar per yakin hai  pura, hum tumhi per hamesha bharosa hain karte!
Ishq hai tera saath phir bhi hum hain darte, kyunki hum us ishq ki masumiyat hain samajh sakte!!

Tuhi hai meri zindagi, Uss zindagi ki hum hamesha hifazat hai karte!
Phir bhi hum zindagi se darte hain , kyunki apni zindagi ko tere liye kaid nahin kar sakte !!

Mohabbat hai tujhse humey, izhaar se bhi nahin dartey!
Magar phir bhi hum hain darte, kyunki be-inteha pyar tujhe hain karte!!

So sweet Ricky Sir. Kya baat hai bahoot khobsurati se dil ka haal bayan kiya hai...
Logged
thewassi19
Guest
«Reply #21 on: August 05, 2009, 02:54:38 PM »
Reply with quote
Chahte hain tujhe hum, Kehne se bhi nahi darte !
Magar phir bhi hum hain darte, kyunki be-inteha pyar tujhe hai karte !!

Mehfil jo saje , ho sada tuh sang, har lamha hum sirf yahi dua hain karte!
Sath hai tuh mere phir bhi hum hain darte, kyunki tera jaana hum nahi seh sakte !!

Tere pyar per yakin hai  pura, hum tumhi per hamesha bharosa hain karte!
Ishq hai tera saath phir bhi hum hain darte, kyunki hum us ishq ki masumiyat hain samajh sakte!!

Tuhi hai meri zindagi, Uss zindagi ki hum hamesha hifazat hai karte!
Phir bhi hum zindagi se darte hain , kyunki apni zindagi ko tere liye kaid nahin kar sakte !!

Mohabbat hai tujhse humey, izhaar se bhi nahin dartey!
Magar phir bhi hum hain darte, kyunki be-inteha pyar tujhe hain karte!!
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #22 on: November 24, 2009, 05:39:16 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Ricky ji,very touching n mindblowing creation.lovel lines by,Pooja ji,Celmira ji,Roja ji,Diljala ji,aap sabhi ne bahut khoob likha.excellent Thumbs UP Applause Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #23 on: March 28, 2010, 01:56:10 PM »
Reply with quote
bahut khoob Ricky ji.
Chahte hain tujhe hum, Kehne se bhi nahi darte !
Magar phir bhi hum hain darte, kyunki be-inteha pyar tujhe hai karte !!

Mehfil jo saje , ho sada tuh sang, har lamha hum sirf yahi dua hain karte!
Sath hai tuh mere phir bhi hum hain darte, kyunki tera jaana hum nahi seh sakte !!

Tere pyar per yakin hai  pura, hum tumhi per hamesha bharosa hain karte!
Ishq hai tera saath phir bhi hum hain darte, kyunki hum us ishq ki masumiyat hain samajh sakte!!

Tuhi hai meri zindagi, Uss zindagi ki hum hamesha hifazat hai karte!
Phir bhi hum zindagi se darte hain , kyunki apni zindagi ko tere liye kaid nahin kar sakte !!

Mohabbat hai tujhse humey, izhaar se bhi nahin dartey!
Magar phir bhi hum hain darte, kyunki be-inteha pyar tujhe hain karte!!
Logged
muhammad kamran
Guest
«Reply #24 on: March 18, 2011, 07:11:52 AM »
Reply with quote
sakoon nahin pyar ki ess baat main. tora aur koshish ki jiyee shayari main bihtari hogeeee.

kamran afridi icon_silent
Logged
muhammad kamran
Guest
«Reply #25 on: March 18, 2011, 07:17:00 AM »
Reply with quote
ess tarah se PYAR , ZINDAGI, & DOSTI sab bko apas milaney se he shayari banti hain nakih pyar alida bhoo dosti alida hoo aur zindagi alida b,, ZINDAGI Ek SAAZ Hai, DOSTI AUR PYAAR Iski Aawaz Hai, Aur Aap Hamare Liye Inse Bana Wo GEET Hai, Jispar Hame NAAZ Hai.
Logged
IndianRani98
Guest
«Reply #26 on: February 16, 2015, 09:31:10 PM »
Reply with quote
Ek Dum Mast Hain Yaar!!!!   crybaby2
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 12:45:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer