^^Dekhte Dekhte Hum Kya Kar Baithe^^

by honeyrose on August 18, 2008, 11:32:37 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2586 times)
honeyrose
Guest
Reply with quote
Dekhte dekhte hum kya kar baithe
Khel khel mein hum dil kho baithe
 
Kadmo tale rukh gaye hai fizayen
Aasmaan ko dekhte hue zameen kho baithe
 
Kaise hue dillagi hum kya kar baithe
Kadam kadam pe khud ko gawa baithe
 
Dil hi dil unse muhabbat kar ne lage
Unse muhabatt karte karte hosh khone lage
 
Ek hasrath dil mein raha gaye
Unse milne ki tamana aduri raha gaye
 
Chupke chupke unko dekhte rahe
Unka likha hue paigaam dheere se padne lage
 
Tanhaye mein mulaaqaten yaad aane lage
Roshini mein doh dil milne lage
 
Halke bharish mein bheeg rahe meri choli
Muskurate mein chali unse milne chori chori
 
Hanste hanste mann se mann gungunaye
Muhabbat-e-gulzaar mein mann se mann milgaye

~*honeyrose*~
Logged
k.shael
Guest
«Reply #1 on: August 18, 2008, 12:09:35 PM »
Reply with quote
EXCELLENT WORK SO NICE,
TRULY TOUCHED THE HEART,
KEEP GOING DI,
BY. K.SHAEL
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #2 on: August 18, 2008, 05:13:44 PM »
Reply with quote
Achha likha honeyrose ji....
Logged
Kanta
Guest
«Reply #3 on: August 19, 2008, 03:07:41 AM »
Reply with quote
ishaq mein tum ne so cute likha he honeyrose, very nice laga
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: August 19, 2008, 10:15:06 AM »
Reply with quote
Thank you shally sis..

Shukriya Sayyid ji...

Thank you Kanta sis..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: August 19, 2008, 12:15:56 PM »
Reply with quote
Dekhte dekhte hum kya kar baithe
Hum unke muhabbat mein needein kho baithe
Har taraf dikhne lagi unki tasveer
Mere jismon jaan se lagi hai unki taqdeer..
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #6 on: August 20, 2008, 04:23:49 AM »
Reply with quote
Dekhte dekhte hum kya kar baithe
Khel khel mein hum dil kho baithe
 
Kadmo tale rukh gaye hai fizayen
Aasmaan ko dekhte hue zameen kho baithe
 
Kaise hue dillagi hum kya kar baithe
Kadam kadam pe khud ko gawa baithe
~*honeyrose*~

Dekhte dekhte hum kya kar baithe
Hum unke muhabbat mein needein kho baithe
Har taraf dikhne lagi unki tasveer
Mere jismon jaan se lagi hai unki taqdeer..

Jee Honey..Bahot der ho gayee aane Me.Maaf Karna
Sub Sho'ara Hazraat ne sub alfaaz keh daale..Taareef k liye koi alfaaz hi baaki nahi rakha..

Sirf Duaa eeaa Kalemaat kehta hoon ki allaah aapko " Kalum-e-Mehfooz " se Nawaaze..Wo Kalum ki Jo Kabhi Khata Kare Hi Nahi aur wo alfaaz saadir ho ki,,aap k kalaam ko padhne k liye har Shauk-e-dil betaab ho aur padh k Sairaab Ho.

Logged
Sammual
Guest
«Reply #7 on: August 20, 2008, 05:35:34 AM »
Reply with quote
Good Work Honeyrose Ji. Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: August 20, 2008, 09:04:07 AM »
Reply with quote
Jee Honey..Bahot der ho gayee aane Me.Maaf Karna
Sub Sho'ara Hazraat ne sub alfaaz keh daale..Taareef k liye koi alfaaz hi baaki nahi rakha..

Sirf Duaa eeaa Kalemaat kehta hoon ki allaah aapko " Kalum-e-Mehfooz " se Nawaaze..Wo Kalum ki Jo Kabhi Khata Kare Hi Nahi aur wo alfaaz saadir ho ki,,aap k kalaam ko padhne k liye har Shauk-e-dil betaab ho aur padh k Sairaab Ho.



Muhammed ji bohat shukriya joh aapne aapna
waqt diya humari kalam padne mein ye mujhe
bohat khushi hue hai..  happy9

   




Good Work Honeyrose Ji. Applause

Thanks so much Sammual... happy9
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: August 20, 2008, 09:10:54 AM »
Reply with quote
Subhan Allah,.
Bahoot Khoob Badi Behna,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: August 20, 2008, 09:14:21 AM »
Reply with quote
Dekha Na Samjha Ye Kya Kar Diya,.
Ek Ajnabi Ko Apna Dil De Diya,.

Apno Ka Aitbaar Na Kiya Zindagi Bhar,.
Lamho Me Ek Gair Par Jaan Nisar Kar Diya,.

Hay Ue Humne ye Kya Kar Diya,.
Ye Kya Kar Diya,.

__________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: August 20, 2008, 09:19:15 AM »
Reply with quote
Dekha Na Samjha Ye Kya Kar Diya,.
Ek Ajnabi Ko Apna Dil De Diya,.

Apno Ka Aitbaar Na Kiya Zindagi Bhar,.
Lamho Me Ek Gair Par Jaan Nisar Kar Diya,.

Hay Ue Humne ye Kya Kar Diya,.
Ye Kya Kar Diya,.

__________________-Jaanasheen-

 

Great lines Azeem bhai jaan.. Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP

Aur shukriya.. happy9
Logged
baadal102
Guest
«Reply #12 on: August 20, 2008, 11:42:43 AM »
Reply with quote
bahut khoob honey ji  Applause keep it up






Baadal
Logged
Talat
Guest
«Reply #13 on: August 20, 2008, 02:09:20 PM »
Reply with quote
Achaa likha hai Honey sis.....good lines Azeem
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #14 on: August 20, 2008, 05:13:35 PM »
Reply with quote
Thanks baadal ji..

Thanks Celmira sis...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:48:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer