DhadkanoN Ko Aas Hai Jab Tak..!!...Shireen Hakani

by Shireen Hakani on April 16, 2013, 03:49:25 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2456 times)
Shireen Hakani
Guest
Reply with quote
DhadkanoN Ko Aas Hai Jab Tak,
Ba-Hosh-O-Hawaas Hai Jab Tak..!!

Karenge Tumhara Intezaar Hum,
Jaan-E-Zindagi Paas Hai Jab Tak..!!

Qayaam Rahega Tera Hi Naam,
Jazbaa-E-Ehsaas Hai Jab Tak..!!

Tere Bagair Maut Bhi Naa Aayegi,
Baki Ishq Ki Pyaas Hai Jab Tak..!!

Naa Mitegi Dil Se YeH Mohabbat,
YeH Jism Ka Libaas Hai Jab Tak..!!

Hai Wada Nahi Bhulenge Tumhe,
Saans Mein Saans Hai Jab Tak..!!

Shireen Hakani
Logged
dead heart
Guest
«Reply #1 on: April 16, 2013, 04:20:04 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah
Kya baat hai Shireen jee..
Bahaut hi umda likha hai apne..
Applause Applause Applause Applause
Khush rahiye..!
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #2 on: April 16, 2013, 04:34:44 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: April 16, 2013, 01:39:25 PM »
Reply with quote
DhadkanoN Ko Aas Hai Jab Tak,
Ba-Hosh-O-Hawaas Hai Jab Tak..!!

Karenge Tumhara Intezaar Hum,
Jaan-E-Zindagi Paas Hai Jab Tak..!!

QAAYAM Rahega TerA Hi Naam,
Jazbaa-E-Ehsaas Hai Jab Tak..!!

Tere Bagair Maut Bhi Na Aayegi,
Baki Ishq Ki Pyaas Hai Jab Tak..!!

Naa Mitegi Yeh Mohabbat Meri,
Is Jism Ka Libaas Hai Jab Tak..!! icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch

Hai Wada Nahi Bhulenge Tumhe,
Saans Mein Saans Hai Jab Tak..!!

Shireen Hakani



shiireen jee, jo log sahee se nahin padhte hain wahee itnee taaliyaa.n bajaate hain!!!!!!!!


 Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
suman59
Guest
«Reply #4 on: April 16, 2013, 01:54:18 PM »
Reply with quote
DhadkanoN Ko Aas Hai Jab Tak,
Ba-Hosh-O-Hawaas Hai Jab Tak..!!

Karenge Tumhara Intezaar Hum,
Jaan-E-Zindagi Paas Hai Jab Tak..!!

Kayaam Rahega Tere Hi Naam,
Jazbaa-E-Ehsaas Hai Jab Tak..!!

Tere Bagair Maut Bhi Na Aayegi,
Baki Ishq Ki Pyaas Hai Jab Tak..!!

Naa Mitegi Yeh Mohabbat Meri,
Is Jism Ka Libaas Hai Jab Tak..!!

Hai Wada Nahi Bhulenge Tumhe,
Saans Mein Saans Hai Jab Tak..!!

Shireen Hakani


bahut pyara kalam pesh kiya hai as usual shireen jee. bahut c daad  Thumbs UP
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #5 on: April 16, 2013, 02:18:46 PM »
Reply with quote
DhadkanoN Ko Aas Hai Jab Tak,
Ba-Hosh-O-Hawaas Hai Jab Tak..!!

Karenge Tumhara Intezaar Hum,
Jaan-E-Zindagi Paas Hai Jab Tak..!!

Kayaam Rahega Tere Hi Naam,
Jazbaa-E-Ehsaas Hai Jab Tak..!!

Tere Bagair Maut Bhi Na Aayegi,
Baki Ishq Ki Pyaas Hai Jab Tak..!!

Naa Mitegi Yeh Mohabbat Meri,
Is Jism Ka Libaas Hai Jab Tak..!!

Hai Wada Nahi Bhulenge Tumhe,
Saans Mein Saans Hai Jab Tak..!!

Shireen Hakani

waah waah zabardast
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #6 on: April 16, 2013, 04:27:21 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut khoob shireen ji..
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: April 16, 2013, 06:09:25 PM »
Reply with quote
Shireen Jee Aadaab..!


WaaH waaH waaH bahut umda kalaam kahi hai waaH... behad khoobsurat aur qabil e daad ahsaas O khayaaloN ko khoobsurat lafzoN meiN dhala hai aapne... Usual Smile


Sabhi ashaar gazab ke rahe... is umdaa kalaam par humari hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye ... Usual Smile


Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez.. Usual Smile






Naa Mitegi Dil Se Yeh Mohabbat,
YeH jism ka Libaas Hai Jab Tak..!!
!

Shireen Hakani

Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #8 on: April 16, 2013, 07:12:13 PM »
Reply with quote
DhadkanoN Ko Aas Hai Jab Tak,
Ba-Hosh-O-Hawaas Hai Jab Tak..!!
Karenge Tumhara Intezaar Hum,
Jaan-E-Zindagi Paas Hai Jab Tak..!!
Kayaam Rahega Tere Hi Naam,
Jazbaa-E-Ehsaas Hai Jab Tak..!!
Tere Bagair Maut Bhi Na Aayegi,
Baki Ishq Ki Pyaas Hai Jab Tak..!!
Naa Mitegi Yeh Mohabbat Meri,
Is Jism Ka Libaas Hai Jab Tak..!!
Hai Wada Nahi Bhulenge Tumhe,
Saans Mein Saans Hai Jab Tak..!!
Shireen Hakani

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Wah,Wah,Wah Really Nice.
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #9 on: April 16, 2013, 07:26:52 PM »
Reply with quote
DhadkanoN Ko Aas Hai Jab Tak,
Ba-Hosh-O-Hawaas Hai Jab Tak..!!

Karenge Tumhara Intezaar Hum,
Jaan-E-Zindagi Paas Hai Jab Tak..!!

Qayaam Rahega Tera Hi Naam,
Jazbaa-E-Ehsaas Hai Jab Tak..!!

Tere Bagair Maut Bhi Na Aayegi,
Baki Ishq Ki Pyaas Hai Jab Tak..!!

Naa Mitegi Dil Se Yeh Mohabbat,
YeH Jism Ka Libaas Hai Jab Tak..!!

Hai Wada Nahi Bhulenge Tumhe,
Saans Mein Saans Hai Jab Tak..!!

Shireen Hakani


achchcha likha hai Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 16, 2013, 07:41:39 PM »
Reply with quote
DhadkanoN Ko Aas Hai Jab Tak,
Ba-Hosh-O-Hawaas Hai Jab Tak..!!

Karenge Tumhara Intezaar Hum,
Jaan-E-Zindagi Paas Hai Jab Tak..!!

Jazbaa-E-Ehsaas Hai Jab Tak..!!
Qayaam Rahega Tera Hi Naam,

Tere Bagair Maut Bhi Na Aayegi,
Baki Ishq Ki Pyaas Hai Jab Tak..!!

Naa Mitegi Dil Se Yeh Mohabbat,
YeH Jism Ka Libaas Hai Jab Tak..!!

Hai Wada Nahi Bhulenge Tumhe,
Saans Mein Saans Hai Jab Tak..!!

Shireen Hakani





Qayaam Rahega Tera Hi Naam,
Jazbaa-E-Ehsaas Hai Jab Tak..!!

Naa Mitegi Dil Se Yeh Mohabbat,
YeH Jism Ka Libaas Hai Jab Tak..!!


Aapki Kavish Padhe Baad Mujhse Taaliyan Naa Baje Yeh Na-Mumkin Hai..

Bahutttttttttt bahuttttttttttttt khoooob Shireen...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #11 on: April 16, 2013, 10:26:08 PM »
Reply with quote
Beautiful ! Shireen ji , bahut khubsurat ghazal likhi hai. Har sher qabil e daad. bahut mubarak ho .
Logged
mkv
Guest
«Reply #12 on: April 16, 2013, 10:30:52 PM »
Reply with quote
Karenge Tumhara Intezaar Hum,
Jaan-E-Zindagi Paas Hai Jab Tak..!!

Bahut hi pyari peshkash..shireen jee

Logged
laaiba
Guest
«Reply #13 on: April 16, 2013, 11:10:57 PM »
Reply with quote
DhadkanoN Ko Aas Hai Jab Tak,
Ba-Hosh-O-Hawaas Hai Jab Tak..!!

Karenge Tumhara Intezaar Hum,
Jaan-E-Zindagi Paas Hai Jab Tak..!!

Qayaam Rahega Tera Hi Naam,
Jazbaa-E-Ehsaas Hai Jab Tak..!!

Tere Bagair Maut Bhi Na Aayegi,
Baki Ishq Ki Pyaas Hai Jab Tak..!!

Naa Mitegi Dil Se Yeh Mohabbat,
YeH Jism Ka Libaas Hai Jab Tak..!!

Hai Wada Nahi Bhulenge Tumhe,
Saans Mein Saans Hai Jab Tak..!!

Shireen Hakani

waah shirin ji khubsoorat ghazal haseen ihsasat ,.....aapki sab se behtereen ghazal hai yeh ,.....yeh sher hasil e ghazal rahaa,..
Naa Mitegi Dil Se Yeh Mohabbat,
YeH Jism Ka Libaas Hai Jab Tak..!!

waah

Logged
champak
Guest
«Reply #14 on: April 17, 2013, 12:41:33 AM »
Reply with quote
waah very nice shireen Ji!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 06:12:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer