Dil ke darwaaze

by honeyrose on January 29, 2008, 08:46:32 PM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 17647 times)
punam
Guest
«Reply #120 on: March 02, 2008, 04:09:51 PM »
Reply with quote
wah kya baat hai di sach me ..bahot acha likhi ho Honey di...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shabnam ke aasuon ne shaam ke darwaaze seeche.. by @kaash in Ghazals
...mere darwaaze se... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bandh Darwaaze By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
darwaaze...........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
honeyrose
Guest
«Reply #121 on: March 03, 2008, 07:58:46 AM »
Reply with quote
Shukriya Roja aur punam dear..Usual Smile


Tujhe Bhoolkar Bhi Na Bhool Payenge Hum
Bas Yahi Ek Wada Nibha Payenge Hum

Mita Denge Khud Ko Bhi Jahan Se Lekin
Tera Naam Dil Se Na Mita Payenge Hum

Aaj Kuch Aise Aapki Kami Mesus Ki Hai
Dil Se Nikal Jati Hai Aapki Tareef Mesus Ki Hai

Ek Esaas Sa Dil Mein Na Chupke Bhi Na Chup Pata Hai..
Tujhe Bhoolkar Bhi Na Bhool Payenge Hum
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #122 on: March 03, 2008, 12:08:56 PM »
Reply with quote
Nice One Honey Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #123 on: March 03, 2008, 12:12:31 PM »
Reply with quote
Dil Ke Darwaaze Udaas Hain,
Ke Bhool Gaya Yahan Se Aane Waala,.

Yaad Karte Hain Yeh, Us Haseen Lamhe Ko,.
Jahaan Bajte The Ghantiyan,
Aur Aata Tha Dastak Dene Waala,.

____________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #124 on: March 04, 2008, 06:53:41 AM »
Reply with quote
Dil Ke Darwaaze Udaas Hain,
Ke Bhool Gaya Yahan Se Aane Waala,.

Yaad Karte Hain Yeh, Us Haseen Lamhe Ko,.
Jahaan Bajte The Ghantiyan,
Aur Aata Tha Dastak Dene Waala,.

____________-Jaanasheen-


Bohat acha likha hai Azeem bro ji..


Nazar jukh jaati hai unke aane ke baad
Aankhon mein ek chamak aate hai unke aane ke baad

Na kahe aapko koi pyaar me bewafa magar
Yuh na chupa karo mere aane ke baad

Dard-e-tanhai na sahe sake hum unke judai ke baad
Ek aakhri umeed rahe gaye hai aapke chahat ke baad

Aapki khabarain yuni aati rehti hai har dum
Kabhi tere aane se pehle kabhi mere jaane ke baad...

 

 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #125 on: March 04, 2008, 02:45:11 PM »
Reply with quote
Nice One Honey Sis,.
Yunhi Likhte Rahiye
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #126 on: March 05, 2008, 05:46:48 PM »
Reply with quote
Shukriya majid ji aur Azeem bro...Usual Smile

Dil se na ruksat ho jaah mere sanam
Iss pyaar ki geherai mein dekh loh sanam

Aankein tak gaye hai aapki dekhe bina sanam
Bas laut aayo mere pass dil nahi lagta sanam

Kitne dard sahe hai iss bedard duniya mein humne sanam
Dil ke tootne ki awaaz na sunnae aankhon se aasu nikale hai sanam
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #127 on: March 09, 2008, 11:20:39 AM »
Reply with quote
Ae khuda is tadapte dil ko sambhal loh
Iss naadan dil ko mushkil ye waqt humse se chura loh

Waada hai tumse mera fir na denge ye waqt humse chura loh
Kisi pe aithbar ka wafa karte hai hum ye waqt humse chura loh

Raat din aapki tadap me guzar jaate hai ye waqt humse chura loh
Aapse acha chahnewale kon milegha humhe ye waqt humse chura loh

Haal-e-dil humara aab kisi sunaye ye waqt humse chura loh
Kal ki roshini aapke chehera sey gulshan ho ye waqt humse chura loh
 

 
 
 
 
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #128 on: March 11, 2008, 03:26:28 PM »
Reply with quote




Badali yeh hawa hai yah badla mere dil ka alaam hai
Dil ke har kone mein bas muskarta hua sa tum bas gaye

Pighla hai yah aasmaan ya fir ghula hai rang tere pyaar ka
Aaj yah sama gulaabi rang mein kaise nikhar gaye

Naye tarang se khil khila the  kuch jagate hue se ehsaas humare
Ya tum mere khwaabo ki tabeer mein aa ke fir se bas gaye

Aaj mujhe aapne pyaar mein chupa loh fir na jaana
Key na tumare bina yeh sunna dil fir se murja huwa jaye..
 
~honeyrose~


Logged
Roja
Guest
«Reply #129 on: March 11, 2008, 03:30:02 PM »
Reply with quote




Badali yeh hawa hai yah badla mere dil ka alaam hai
Dil ke har kone mein bas muskarta hua sa tum bas gaye

Pighla hai yah aasmaan ya fir ghula hai rang tere pyaar ka
Aaj yah sama gulaabi rang mein kaise nikhar gaye

Naye tarang se khil khila the  kuch jagate hue se ehsaas humare
Ya tum mere khwaabo ki tabeer mein aa ke fir se bas gaye

Aaj mujhe aapne pyaar mein chupa loh fir na jaana
Key na tumare bina yeh sunna dil fir se murja huwa jaye..
 
~honeyrose~




Lovely you expressed your feelings Honey.
Dastak dete rehna.......  tongue3
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #130 on: March 12, 2008, 05:29:27 AM »
Reply with quote
Thank you Roja..Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #131 on: March 13, 2008, 11:14:14 AM »
Reply with quote
Nice One Sis,.
kamaal Ka Likha Hai,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #132 on: March 13, 2008, 11:39:25 AM »
Reply with quote
Thanks you Azeem bro..

Nazar se door hue hai woh kya kami thi mujh mein..
Dhadkan mein sama gaye hai woh unka didaar karu mein..

Yeh isqh se behaal hue hai humare jazbaat kaise aansu dikho mein..
Mere pyaar ki lambi umar tujhe lag jaye kaise kahon mein

Pyaar ka ikraar karu ya inkar yeh uljan se gheri hoon mein
Ghoogat mein chupi hue ek dulhan raasta dekh rahi hoon mein..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #133 on: March 14, 2008, 09:54:28 AM »
Reply with quote
Nice One Again Sis,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #134 on: March 17, 2008, 09:45:51 AM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bro..Usual Smile


Ek zindagi joh na jaane kitne ruk leti hai
Har raaste par ek naya sawal leti hai

Dhundte hai hum jisko woh ek sawal bankar rahe jaate hai
Har khwab mein mesus hoti hai ek anoka dard

Na bhul paye woh ek ajeeb sa dard
Aankhon mein unka intezar hota hai

Aur woh begane se lagte hai
Unhe kya pata kitna dard deta hai

Dar hai mujhe tujhse bichad na jaho
Ye yaadon ka silsila humse juda na ho jaho
 

 
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:54:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer