Dil ke darwaaze

by honeyrose on January 29, 2008, 08:46:32 PM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 17830 times)
Roja
Guest
«Reply #165 on: April 04, 2008, 01:51:15 AM »
Reply with quote
Teinku Gulab nd Roja Di!! Usual Smile

...Bas......hai ek......

      Khud Koh Sambhalnai Ka Waqt Tho Nikal Gaiya,
        Abb Tho Wohi Iss Dil Koh Sambhal Saktha Hai,
          Ussi Kai Naam Ka Sindhoor Abb Sawarna Hai Iss Maangh Mein,
 Dard-E-Dil Ki Baath Tho Yeh Hai,
   Woh Ajj Bhi Humari Mohabbat Se Anjaan Hai.......
        

bahut acche... palkhi....

Waqt her gum ko bhula deta hai
Sambalna seekha hai tumne aaj
Pyara dil hai to Dard-e-dil b rehta hai
Taqdeer main hai to aayega wo
Tujhe le jayega maang main sindur berke  love4

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shabnam ke aasuon ne shaam ke darwaaze seeche.. by @kaash in Ghazals
...mere darwaaze se... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bandh Darwaaze By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
darwaaze...........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #166 on: April 04, 2008, 06:22:26 AM »
Reply with quote
Nice One Roja Ji,.
palkhi Sis,.
Yunhi Likhte Raho,. Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #167 on: April 04, 2008, 06:29:03 AM »
Reply with quote
Band Hogaya Wo Dil Ka Darwaaza Jo Khulaa Tha Kabhi,.
Judaa Hogaya Wo Shama-e-Wafa Jalaakar, Jo Milaa Tha Kabhi,.

________________________________-Azeem-
Logged
palkhi
Guest
«Reply #168 on: April 04, 2008, 09:28:52 PM »
Reply with quote
Teinku Azeem Bhai or Roja DI!!!!

 SOOOOOOOOOOOOO CUTEEEEEEEEE Roja Di nd Azeem Bhai!!! Usual Smile

     Khul Kai Usski Bewafai Pai Baand Na Ho Sakai Iss Dil Kai Darwaaze,
       Uskai Har Kadam Ki Aahaat Sunai Dehthi Hai Iss Dil Koh,
    Uskai Har Adah Yuhn Ghayal Kar Jaathi Hai Iss Dil Koh,
   Uss Bewafa Koh Tho Hum Bewafai Ka Ilzaam Bhi Nahin Deh Sakthai, Kayun Kai Usne Kabhi Humari Wafai Jaane Hi Nahin,
Baand Ho Ke Bhi Baand Na Ho Sakai Iss Dil Kai Darwaaze Uss Bewafa Par.........
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #169 on: April 05, 2008, 01:53:28 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Palu,Roja aur Azeem bro..Usual Smile


Joh dil ke kareeb hai woh bewafa nahi hote
Ek mushkil sawal poocha the uska jawab nahi poochte

Zamane main hue hum ruswa woh bewafa nahi hote
Jinhe dil se lagaya hai humne use bewafa nahi kahete

Toote hai humara dil bhi kaise kahe ki woh bewafa nahi hote
Dil ka darwaaza toh khula hai woh aayeghe joh bewafa nahi hote
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #170 on: April 07, 2008, 12:56:37 PM »
Reply with quote
Nice One Honey Sis,
Palkhi Sis,.
And Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #171 on: April 07, 2008, 01:00:58 PM »
Reply with quote
Hai Aaj Bhi Khulaa Dil Ka Darwaaza,.
Jo Na Band Ho Saka Tere Jaane Ke Baad,.

Har Pal Hoti Hai Aahat Teri, Is Dil Ko,.
Jo Na So Saka Kabhi, Tere Jagaane Ke Baad,.

Ab To Bas Ek Shart Pe Jeena Manzoor Hai,.
Ke Maut Aa Jaaye Mujhe Teri Baahon Mein Aane Ke Baad,.

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #172 on: April 09, 2008, 05:16:16 AM »
Reply with quote
very nice Azeem bro..Usual Smile

Iss darwaaze se judh gaye hai yaadein meri
Bohat se dosth hai joh dil ke kareeb hai meri

Ek zindagi pe na katam hota hai ye darwaaza meri
Rukh jahu toh dekhoge janaza ye darwaaze pe meri

(MINE)
Logged
diljala
Guest
«Reply #173 on: April 10, 2008, 03:42:55 AM »
Reply with quote
Nice All
Arj Hai
Dill ke darwaze per aaj phi dastak hui hai
na jane kaun se gurdis aaj phir chali aye hai
dard walo.n ke dard ko samjho dosto..
ab to darwaze per ahat se bhi hum dara kartai.n kai.n
na hasil ho saki khushi humai.n khushi bbatne ki
ab to hum band darwazoo.n mai.n hi raha kartai hai
ishq e dard hi ab to bahut hai zeene ke liye
hum ab to khusi naam se bhi dara kartai.n kai.n
guzarish hai mere mujhe rahne do in band darwojoo.n main.
andhro.n ki adat hai ab hum roshni se bhi dara katai.n hain.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #174 on: April 10, 2008, 11:08:49 AM »
Reply with quote
Nice dil jala..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #175 on: April 13, 2008, 01:31:54 PM »
Reply with quote
Nice One Dil Jale,.
And Honey Sis,. Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #176 on: April 13, 2008, 02:10:05 PM »
Reply with quote
Thanks Azeem bro..Usual Smile

Dard kuch aisa hai ke kaise kaho
Hum bhi unke taraf mudh chale kaise kaho

Mohabatt main ho jaye na duniya humse door kaise kaho
Woh yaadein joh dil pe qayaam hai humse kaise kaho

(MINE)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #177 on: April 13, 2008, 02:45:29 PM »
Reply with quote
Nice One Again Sis,.
yunhi Likhte Rahiye
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #178 on: April 20, 2008, 06:47:24 AM »
Reply with quote
Thank you Azeem bro..Usual Smile

Dil se tumare mohabatt na chor paye hum
Iss pyar ki gehere khwab na chor paye hum
Diwana dil bekara hota hai tumare liye na chor paye hum
Ek intezar main na guzar jaye mera pyaar na chor paye hum
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #179 on: April 20, 2008, 01:54:03 PM »
Reply with quote
Aaj ek sawal dil main mehsus kiya hai
Unke dil main mere liye pyaar kyun nahi hai
Taras jaate hai jab unki aankhon ko dekh kar
Woh jab bhi milte hai kyun mere pass nahi hote hai
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 01:14:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer