Dil ke darwaaze

by honeyrose on January 29, 2008, 08:46:32 PM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 17979 times)
Sonia01
Guest
«Reply #180 on: April 20, 2008, 01:59:09 PM »
Reply with quote
Aaj ek sawal dil main mehsus kiya hai
Unke dil main mere liye pyaar kyun nahi hai
Taras jaate hai jab unki aankhon ko dekh kar
Woh jab bhi milte hai kyun mere pass nahi hote hai

Ishq k badle yeh udasi aur mayusi kyu hai?

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shabnam ke aasuon ne shaam ke darwaaze seeche.. by @kaash in Ghazals
...mere darwaaze se... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bandh Darwaaze By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
darwaaze...........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
honeyrose
Guest
«Reply #181 on: April 20, 2008, 02:07:38 PM »
Reply with quote
Ishq k badle yeh udasi aur mayusi kyu hai?

 Winking Aise hi hai dear kisi ki yaad aaye hai.. tongue3
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #182 on: April 20, 2008, 02:10:07 PM »
Reply with quote
Winking Aise hi hai dear kisi ki yaad aaye hai.. tongue3

Kisi k yaad main rote ho kyu?
dil se pyar kiya hai to udasi kyu

Logged
jianrangrej
Guest
«Reply #183 on: April 20, 2008, 02:17:01 PM »
Reply with quote
such a gud posting....

  Dil ke darwaaze
« on: January 29, 2008, 03:46:32 PM »   

--------------------------------------------------------------------------------
Dil ke darwaaze pey mein khadi hoon..
Dil ke darwaaze pey Shayad dastak dey rahe ho tum..

Dil ke darwaaze pey aapka intezar hai..
Dil ke darwaaze sey meri awaaz sunn loh tum..

Dil ke darwaaze sey pukara hai tumhe..
Dil ke darwaaze sey mujhe laachar karte hain..

Dil ke darwaaze sey dekho mujhe..
Dil ke darwaaze sey appna bana loh mujhe..

Dil ke darwaaze sey aayeney diktha hai..
Dil ke darwaaze sey mohabatt diktha hai
 
  Logged 
Add This Thread To: 
--------------------------------------------------------------------------------

Zindagi thi ajeeb sab ke sab ek khwaab they
jo khushi nahi mili uske gam behisaabthey..
tha samander apna firbhikyu pyase they
hum ek hi baat main chupe kayi hijaab they.

"Aajkal tum bahut chupchap rehte ho
Kya pata tum bhi pareshan ho shayad

Bewajah gul nahin khilte yun hi
Labon pe unke bhi muskan ho shayad"
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #184 on: April 20, 2008, 02:22:01 PM »

apne accha sms share kiya hai jianrangrej jee  Giggle
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #185 on: April 20, 2008, 03:00:22 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob sabne Achcha Likha Hai,. Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #186 on: April 20, 2008, 03:04:25 PM »
Reply with quote
Dil Ke Darwaaze Khule Hain Jaane Kiska Intezaar Hai,.
Khushnasib Hjaayenge Hum Agar Aaajaye Jinse Hume Pyaar hai,.

____________________-Jaanasheen-
Logged
palkhi
Guest
«Reply #187 on: April 23, 2008, 02:25:36 AM »
Reply with quote
Wow........awesoem every1!!!!!!!!! tongue3

     Khulai Hai Humare Dil Kai Darwaze Usskai Liyai,
       Na Jaane Kayun Hai Baand Uskai Dil Kai Darwaze Humare Liyai,
 Mohabbat Se Hai Bhara Uskai Liyai, Na Jaane Kayun Har Lafz Uska Hai Nafraat Se Bhara Humare Liyai,
  Jab Thak Woh Humare Dil Ki Baat Samajhai Ga, Lagtha Hai Ho Jayengai Iss Dhoonya Kai Darwaze Baand Humpe.....Hamesha Ki Tarah.....
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #188 on: April 23, 2008, 02:35:29 AM »
Reply with quote
Wow........awesoem every1!!!!!!!!! tongue3

     Khulai Hai Humare Dil Kai Darwaze Usskai Liyai,
       Na Jaane Kayun Hai Baand Uskai Dil Kai Darwaze Humare Liyai,
 Mohabbat Se Hai Bhara Uskai Liyai, Na Jaane Kayun Har Lafz Uska Hai Nafraat Se Bhara Humare Liyai,
  Jab Thak Woh Humare Dil Ki Baat Samajhai Ga, Lagtha Hai Ho Jayengai Iss Dhoonya Kai Darwaze Baand Humpe.....Hamesha Ki Tarah.....

hehehe darwaza kitna dher se khulla hai..!! tongue3

Her kisii ko dil ka darwaza khulla nahi rakhte
kya pata kahi 4 paiya wala andar aagaya to?  Giggle
sambalkar dil lagana palkhi
dil ka mamla hai, dhoka b ho sakta hai sad5
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #189 on: April 23, 2008, 08:41:10 AM »
Reply with quote
Azeem bro ,Palu, Sonia..bohat acha likha hai aapne..Usual Smile

Dil pe koi dastak deta hai
Phir bhi humhe unki kami reheta hai

Jiye jaa rahe hai unki yaadon main
Kabhi toh milege mujhe khwabon main

Jis pyaar ka intezar karte hai
Woh hi dil ki majburi hoti hai..
Logged
palkhi
Guest
«Reply #190 on: April 23, 2008, 10:11:45 PM »
Reply with quote
hehehe darwaza kitna dher se khulla hai..!! tongue3

Her kisii ko dil ka darwaza khulla nahi rakhte
kya pata kahi 4 paiya wala andar aagaya to?  Giggle
sambalkar dil lagana palkhi
dil ka mamla hai, dhoka b ho sakta hai sad5

 HEHEHE..nice di. tongue3

    Yeh Baat Kehnai Mein Appnai Bohooth Dher Kar Di Hai,
      Hum Nai Tho Kabse Kar Diya Hai Iss Dil Uskai Naam,
       Magar Woh Deewana Suntha Nahin Iss Dil Ki Dharkan Koh,
  Gosh Hum Yuhn nadani Mein Dil Na Lagathai, Shayid Pir Rooz Yuhn Na Toot Tha Yeh DIl Humara.....

      Pari.........
Logged
palkhi
Guest
«Reply #191 on: April 23, 2008, 10:17:46 PM »
Reply with quote
Azeem bro ,Palu, Sonia..bohat acha likha hai aapne..Usual Smile

Dil pe koi dastak deta hai
Phir bhi humhe unki kami reheta hai

Jiye jaa rahe hai unki yaadon main
Kabhi toh milege mujhe khwabon main

Jis pyaar ka intezar karte hai
Woh hi dil ki majburi hoti hai..

     Teinku Di......Fabulous Gulab Di!! tongue3

    Subah Utt Thi Hoon Tho Uska Kayal Atha Hai,
      Kuch Kehthi Hoon Tho Ussi Ka Naam In Honton Pai Atha Hai
        Raat Koh Woh Hi Kwabon Mein Atha Hai,
         Majboor Hai Hum Kai Chaa Kar Bhi Hum Usko Iss Dil Ki Baat Batha Nai Sakthai, Majboor Hai Hum Kai Chaathai Huwai Bhi Hum Ek Nahin Ho Sakthai,
  Nafraath Hai Humko Dhoonya Walon Se, Jinno Nai Bana Diya Hai Mujko Kissi Or Ki Humsafar, Majboor Hai Hum Na Chaah Thai Huai Bhi Banaya Jaa Raha Hai Humko Kissi OR Ki Dulhan....

     Pari..........
Logged
jianrangrej
Guest
«Reply #192 on: April 24, 2008, 06:57:09 AM »
Reply with quote
sad5 maine kuchh bhi nahi likha janab,, sirf " nice one" ke sivaa...
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #193 on: April 24, 2008, 01:28:43 PM »
Reply with quote
HEHEHE..nice di. tongue3

    Yeh Baat Kehnai Mein Appnai Bohooth Dher Kar Di Hai,
      Hum Nai Tho Kabse Kar Diya Hai Iss Dil Uskai Naam,
       Magar Woh Deewana Suntha Nahin Iss Dil Ki Dharkan Koh,
  Gosh Hum Yuhn nadani Mein Dil Na Lagathai, Shayid Pir Rooz Yuhn Na Toot Tha Yeh DIl Humara.....

      Pari.........

Palkhi... confused1

Itni bi kya jaldi hai
dil lagane k liye zindagi padi hai
ab kuch padayi karle dost 
nahi to sirf aata golte reh jaogi tongue3
aur wo dil ka darwaza se fisalkar bhaag jayega

 Laugh-Hysterically
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #194 on: April 25, 2008, 08:56:28 AM »
Reply with quote
Shukriya And Nice One,./
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:45:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer