Dil ke darwaaze

by honeyrose on January 29, 2008, 08:46:32 PM
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 17723 times)
honeyrose
Guest
«Reply #210 on: May 09, 2008, 01:53:36 PM »
Reply with quote
Very nice sonia and syed..Usual Smile

Dil ney phir yaad kiya unko yeh ajeeb si tanhayi hai
Dil se bekarar hoon main mujse na poocho yeh ajeeb si tanhayi hai

Lakh chupon na chupa sake hum aise ek uljan hai
Jaan na le jaye woh meri yeh ajeeb si tanhayi hai

Kismat bhi saath na deti kya karen yeh ajeeb si tanhayi hai
Mang loh mera dil hai tumara yeh kaise dil ki iqteza hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shabnam ke aasuon ne shaam ke darwaaze seeche.. by @kaash in Ghazals
...mere darwaaze se... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bandh Darwaaze By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
darwaaze...........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
punam
Guest
«Reply #211 on: May 09, 2008, 02:16:06 PM »
Reply with quote
wah honey di bahot khoob likha aapne...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #212 on: May 09, 2008, 02:20:06 PM »
Reply with quote
Thanks punam dear aap bhi kuch likho missing you..
Logged
syednaami
Guest
«Reply #213 on: May 11, 2008, 08:11:08 AM »
Reply with quote
Very nice sonia and syed..Usual Smile

Dil ney phir yaad kiya unko yeh ajeeb si tanhayi hai
Dil se bekarar hoon main mujse na poocho yeh ajeeb si tanhayi hai

Lakh chupon na chupa sake hum aise ek uljan hai
Jaan na le jaye woh meri yeh ajeeb si tanhayi hai

Kismat bhi saath na deti kya karen yeh ajeeb si tanhayi hai
Mang loh mera dil hai tumara yeh kaise dil ki iqteza hai


Aagar tum dil ka darvajja ho to
main hun dil ka taala kholne waala
Chaabi tujhe kisi ki lagti nahin kya
La dil to hathode se tod dun taala.


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #214 on: May 11, 2008, 10:52:04 AM »
Reply with quote
Suni Bangayi Hai Dil Ke Duniye Tere Jaane Ke Baad,.
Aaa Ke Tujhe Dil Ka Darwaaza Intezaar Karta Hai,.

Gumaan Hai Tujhe Meri Mohabbat Par "Jaanasheen",.
Tu Kya Jaane Ke Dil Tujhse Kitba Pyaar Karta Hai,.

_______________________________-Azeem-
Logged
syednaami
Guest
«Reply #215 on: May 11, 2008, 11:14:46 AM »
Reply with quote
Hum bhi majboor the apne dil se, -
Tum bhi bechain the apne man men, -
Dil ke darvaaze khule the dono ke, -
Kyun nahin jhaanka dilon men apne. -



Logged
honeyrose
Guest
«Reply #216 on: May 12, 2008, 12:48:36 PM »
Reply with quote
Bohat khoob likha hai Azeem bro aur Syed ji..Usual Smile


Mere Dil Sirf Unhi Ki Intezar Main Hai
Dil Ki Bechaini Sirf Woh Hi Jante Hai Joh Mere Dil Ke Malik Hai

Kisi Roz Aayege Woh Mera Hal Poochege Woh
Us Din Tak Yeh Dil Hasrat-E-Deedar Kar Baitein Hai

Kuch Dino Ka Pyaar Nahi Hai Yeh Sadiyon Ka Dil Ka Naata Hai
Rakhege Sambhal Kar Iss Dil Ko Jab Tak Aakri Saason Ka Silsila Hai
Logged
punam
Guest
«Reply #217 on: May 12, 2008, 12:56:29 PM »
Reply with quote
wah ji wah bahot khoob likha aap ne....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #218 on: May 12, 2008, 12:57:57 PM »
Reply with quote
Thanks punam dear..Usual Smile
Logged
syednaami
Guest
«Reply #219 on: May 12, 2008, 01:17:39 PM »
Reply with quote
Dil ke darvaaze khulte nahin ab, -
Band galiyon se koi lot raha hai, -
Aap ki awaaz na sun kar jal raha hai, -
Sunle uski aah khol de dil beparwah, -
Chaabi hai woh teri aur to hai darvaaza. -


(Syed Naami)

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #220 on: May 12, 2008, 01:27:59 PM »
Reply with quote
Dil ke darvaaze khulte nahin ab, -
Band galiyon se koi lot raha hai, -
Aap ki awaaz na sun kar jal raha hai, -
Sunle uski aah khol de dil beparwah, -
Chaabi hai woh teri aur to hai darvaaza. -


(Syed Naami)




Very nice Syed ji..Usual Smile

Itna Aasaan Nahi Hai Yeh Dil Ka Darwaaza Kholna.
Kitni Minat Lagae Hai Hum Ney Yeh Darwaaza Banaana
Sirf Ek Hi Ke Paas Hogi Chaabi Jiske Paas Mera Dil Hai
Yeh Khaas Dil Ka Darwaaza Hai Nahi Aasaan Hoga Kholna
~honeyrose~
Logged
punam
Guest
«Reply #221 on: May 12, 2008, 01:41:10 PM »
Reply with quote
wah di bahot khoob..syed ji bahot acha...

Aap yun hi mehfil sajati raho
Khud bhi uro auro ko urate raho...@ syed ji...


darwaaza dikh raha chabi ka kuch hai pata
koun hai woh dil wala jo uda liya tera ata pata..@ Honey di...

Logged
Roja
Guest
«Reply #222 on: May 12, 2008, 02:04:06 PM »
Reply with quote
Chaabi meri dil unka
aap ko mile to kehna
Sami ke paas jakar khulavao
Dil ka darawaza apna.






haha... kya baat hai.Syed ji.. Giggle

Logged
syednaami
Guest
«Reply #223 on: May 12, 2008, 04:52:28 PM »
Reply with quote
Thanks for asking.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #224 on: May 14, 2008, 02:21:30 PM »
Reply with quote
Mujhe To Uss Chaabi Ki Talash Hai Joh Koh Gaye Hai Sadiyon Se
Kaise doonde Hum Aapni Chaabi Joh Koh Gaye Hai Sadiyon Se
Ek Din Aayege Woh Joh Rakhte Hai Khayal Meri Dil Ke
Phir Khol Denge Woh Joh Darwaaza Bund Tha Sadiyon Se tongue3
Logged
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:59:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer