Dil ke darwaaze

by honeyrose on January 29, 2008, 08:46:32 PM
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 17722 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #225 on: May 14, 2008, 02:33:11 PM »
Reply with quote
Thank U Sis,.
And Nice One,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shabnam ke aasuon ne shaam ke darwaaze seeche.. by @kaash in Ghazals
...mere darwaaze se... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bandh Darwaaze By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
darwaaze...........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
syednaami
Guest
«Reply #226 on: May 14, 2008, 09:40:44 PM »
Reply with quote
Yeh sadiyan jeete hain, -
kahin shamshaan ki devi hain, -
Dil ka darvaza hai inke paas, -
Koi bhoot khole yeh hai raaz. -



Logged
honeyrose
Guest
«Reply #227 on: May 15, 2008, 07:10:57 AM »
Reply with quote
Tamana Hai Humko Ke Unse Milege Hum
Yeh Aarzoo Dil Ke Arman Jab Milege Hum
Jis Roz Se Unse Mile Hai Dil Ghayal Hue Hai
Jaan Bhi Jayegi Unke Saath Jab Milege Hum
Logged
syednaami
Guest
«Reply #228 on: May 15, 2008, 10:45:51 AM »
Reply with quote

Tamana Hai Humko Ke Unse Milege Hum
Tamanna hai abhi aapko unse milne ki, -
Yeh Aarzoo Dil Ke Arman Jab Milege Hum
Dil ke armaan bhi aapke milne se rahe, -
Jis Roz Se Unse Mile Hai Dil Ghayal Hue Hai
Phir aap unse milbhi gaye ajeeb baat hai, -
Jaan Bhi Jayegi Unke Saath Jab Milege Hum
Ab yeh kya phir upar aap kisse mile. -


Logged
punam
Guest
«Reply #229 on: May 15, 2008, 10:59:24 AM »
Reply with quote
wah kya baat hai..bahot khoob di and syed ji...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #230 on: May 15, 2008, 11:02:49 AM »
Reply with quote
Very nice syed ji..Usual Smile

Mulakat ka intezar hum bhi karte hai
Yeh dil bekarar main hum bhi tadapte hai
Kya pata jab milege woh hum bhi milne ki duwa karte hai
Jis roz woh mil jaye humhe dil ki chaabi poochege unhe
Logged
syednaami
Guest
«Reply #231 on: May 15, 2008, 12:09:03 PM »
Reply with quote
Wah jee wah wah jee wah wah  icon_thumleft
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #232 on: May 16, 2008, 12:45:14 PM »
Reply with quote
  Thanks Punam  ..Usual Smile


Thanks Samy bohat acha likha hai aapne..Usual Smile
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #233 on: May 16, 2008, 12:54:30 PM »
Reply with quote
Tamana Hai Humko Ke Unse Milege Hum
Tamanna hai abhi aapko unse milne ki, -
Yeh Aarzoo Dil Ke Arman Jab Milege Hum
Dil ke armaan bhi aapke milne se rahe, -
Jis Roz Se Unse Mile Hai Dil Ghayal Hue Hai
Phir aap unse milbhi gaye ajeeb baat hai, -
Jaan Bhi Jayegi Unke Saath Jab Milege Hum
Ab yeh kya phir upar aap kisse mile. -




Perfect reply..
Good Going Syed Ji..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #234 on: May 16, 2008, 01:00:17 PM »
Reply with quote
Ajnabi Shaher Hai Na Door Jaho Mujse Sanam
Ek An Bhuji Pyaas Hai Na Door Jaho Mujse Sanam
 
Koi Aitbar Na Raha Iss Zindagi Par Na Door Jaho Mujse Sanam
Har Pal Yaad Karti Hai Tujhe Yeh Dil Na Door Jaho Mujse Sanam
 
Joh Tum Kahoge Woh Hum Ne Sun Liya Hai Na Door Jaho Mujse Sanam
Katam Na Ho Yeh Kaise Ehsaas Na Door Jaho Mujse Sanam

Dil Ki Dil Se Dastaan Na Kum Hogi Na Door Jaho Mujse Sanam
Aaj Dil Ke Darwaaze Pe Roz Aankhon Pe Aansu Lekar Aaye Hoon Sanam
Logged
syednaami
Guest
«Reply #235 on: May 16, 2008, 01:05:16 PM »
Reply with quote
Perfect reply..
Good Going Syed Ji..

Jee Thanks Mahiya, Reply hamare aise hi hain, kya karen. Shukriya.  Winking
Logged
Roja
Guest
«Reply #236 on: May 16, 2008, 01:58:48 PM »
Reply with quote
Tamana Hai Humko Ke Unse Milege Hum
Tamanna hai abhi aapko unse milne ki, -
Yeh Aarzoo Dil Ke Arman Jab Milege Hum
Dil ke armaan bhi aapke milne se rahe, -
Jis Roz Se Unse Mile Hai Dil Ghayal Hue Hai
Phir aap unse milbhi gaye ajeeb baat hai, -
Jaan Bhi Jayegi Unke Saath Jab Milege Hum
Ab yeh kya phir upar aap kisse mile. -




Ajnabi ek aur yahan dastak dena aagaya hai
Sab diwano aaj darwaze ke samne khade hai
Darwaza toh ek hai magar dastak denewale anek
Us ajnabi ko pata ab chala hai ke
Uske haat main jo chavi hai wo duplicate hai.. Laughing hard

======================================
Good going Honey dear and Syed ji...... tongue3
Logged
syednaami
Guest
«Reply #237 on: May 16, 2008, 06:35:21 PM »
Reply with quote
Thanks and Welcome
Logged
syednaami
Guest
«Reply #238 on: May 16, 2008, 10:42:18 PM »
Reply with quote
Ajnabi Shaher Hai Na Door Jaho Mujse Sanam
Ek An Bhuji Pyaas Hai Na Door Jaho Mujse Sanam

Ajnabi to har shakhs bhi hai, -
Dur bhaagun men kyun unse phir, -


Koi Aitbar Na Raha Iss Zindagi Par Na Door Jaho Mujse Sanam
Har Pal Yaad Karti Hai Tujhe Yeh Dil Na Door Jaho Mujse Sanam

Maot kab aye kisse khabar hai, -
Gin kar apna waqt haasil kya phir, -

 
Joh Tum Kahoge Woh Hum Ne Sun Liya Hai Na Door Jaho Mujse Sanam
Katam Na Ho Yeh Kaise Ehsaas Na Door Jaho Mujse Sanam

Tumne jo kaha woh hai meri tabaahi, -
Khatam hi ho gaya hai yeh jism phir, -


Dil Ki Dil Se Dastaan Na Kum Hogi Na Door Jaho Mujse Sanam
Aaj Dil Ke Darwaaze Pe Roz Aankhon Pe Aansu Lekar Aaye Hoon Sanam

Dastaan hi to ban gaya hun men, -
Mera pyar hai mujhse kitna dur phir. -


Logged
palkhi
Guest
«Reply #239 on: May 17, 2008, 01:23:56 AM »
Reply with quote
......Gosh Ithni Si Umaar Mein Hum Mohabat Na Kar Baithai, Gosh Yuhn Nadani Mein Main Appnai Dil Ka Darwaza Yuhn Khula Na Rakthi, Gosh Ithni Si Umaar Mein Mera Dil Na Yuhn Toot Tha, Gosh Merai Dil Ki Halaath Koy Samajh Patha, Kayun Har Bhar Mera Dil Hi Sab Thor Dehthai Hain?, Kayun Har Lamha Main Kissi Ki Mohabbat Kai Liyai Tharasthi Rehthi Hoon?, Kayun Yeh Dil Kai Darwaze Yuhn Dil Koh Thor Kai Dhaam Lehthai Hai???
Logged
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:54:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer