Dil ke darwaaze

by honeyrose on January 29, 2008, 08:46:32 PM
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 17653 times)
honeyrose
Guest
«Reply #240 on: May 17, 2008, 12:35:16 PM »
Reply with quote
Very Nice Samy..Usual Smile


Ajnabi Hoon Yeh Gum Nahi Mujhe
Dur Jaane Se Dil Main Ek Hiraas Hoti Hai Mujhe
 
Maut Ka Interzar Nahi Hai Mujhe
Har Naseem Walon Ka Yahi Muqaddar Hai
 

Wadha Nibhay Kar Chale Gaye Hai Sanam
Pyaar Ko Ruswa Kar Gaye Hai Sanam
 
Jab Tak Nazar Rakhe Hum Iss Ghadi Ki Hefaazat Karte Hai
Kal Ka Hosh Nahi Hai Humhe Hum Agar Iss Zindagi Se Door Jaa Rahe Hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shabnam ke aasuon ne shaam ke darwaaze seeche.. by @kaash in Ghazals
...mere darwaaze se... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bandh Darwaaze By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
darwaaze...........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
syednaami
Guest
«Reply #241 on: May 17, 2008, 03:19:57 PM »
Reply with quote
Very Nice Samy..Usual Smile


Ajnabi Hoon Yeh Gum Nahi Mujhe
Dur Jaane Se Dil Main Ek Hiraas Hoti Hai Mujhe
Maut Ka Interzar Nahi Hai Mujhe
Har Naseem Walon Ka Yahi Muqaddar Hai
 
Wadha Nibhay Kar Chale Gaye Hai Sanam
Pyaar Ko Ruswa Kar Gaye Hai Sanam
Jab Tak Nazar Rakhe Hum Iss Ghadi Ki Hefaazat Karte Hai
Kal Ka Hosh Nahi Hai Humhe Hum Agar Iss Zindagi Se Door Jaa Rahe Hai


Ghair apne hon to achha nahin, -
Duriyon se rishta toot-ta nahin, -
Mujhe maot se dar nahin koi, -
Naseeb men likhi hai to aayegi, -
Wada to tumne hi bhulaya tha, -
Pyaar ke naam par mera dil toda tha, -
Hifaazat ki thi tumne kab pyar ki, -
Dhokha dekar ban gayi kissi aur ki. -


(Syed Naami)

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #242 on: May 18, 2008, 07:11:02 AM »
Reply with quote
Very nice Syed..Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #243 on: May 25, 2008, 11:05:01 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Sabki Bhi Ek Se Bardkar Ek Shayari Hai,. Clapping Smiley
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #244 on: May 25, 2008, 01:38:12 PM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bro..Usual Smile


Muskhil main koi saath nahi deta
Aapne hai woh koi ghair nahi koi sath nahi deta
 
Mujhe zindagi ka koi ghum nahi
Naseeb main joh hai woh khushaiyan hai koi ghum nahi
 
Wada karke hum kabhi na bhul paye tumhe
pyaar ke Himaayat ki hai tumse pyaar manga tha
 
Khoob saath dete the pyaar main dil tumare hawale kiya tha
Dhokha kabhi na diya aapko dil tumare hawale kiya tha
 
Yakeen nahi hai toh meri aankhon ko pehchano
Ya fir mere janaze pe mere dushmano ko pehchano
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #245 on: May 25, 2008, 04:34:16 PM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bro..Usual Smile


Muskhil men koi saath nahi deta
Aapne hai woh koi ghair nahi koi sath nahi deta
 
Mujhe zindagi ka koi ghum nahi
Naseeb men joh hai woh khushaiyan hai koi ghum nahi
 
Wada karke hum kabhi na bhul paye tumhe
pyaar ke Himaayat ki hai tumse pyaar manga tha
 
Khoob saath dete the pyaar men dil tumare hawale kiya tha
Dhokha kabhi na diya aapko dil tumare hawale kiya tha
 
Yakeen nahi hai toh meri aankhon ko pehchano
Ya fir mere janaze pe mere dushmano ko pehchano


accha likha hai.
But sab jagah main aapne men likha hai. edit karlena jee.
Logged
syednaami
Guest
«Reply #246 on: May 25, 2008, 05:25:22 PM »
Reply with quote
Very nice Syed..Usual Smile
Bahoot Khoob Sabki Bhi Ek Se Bardkar Ek Shayari Hai,. Clapping Smiley

Thanks Jaanasheen saahib, Thanks HoneyRose saahiba....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #247 on: May 25, 2008, 05:51:08 PM »
Reply with quote
Thanks sammy..Usual Smile


 
Logged
deetri1
Guest
«Reply #248 on: May 26, 2008, 09:00:30 PM »
Reply with quote
Dil ke darwaaze pey mein khadi hoon..
Dil ke darwaaze pey Shayad dastak dey rahe ho tum..

bahut meetha khayal laga.laga jaise kisi maheen si ummeed ko chhoo liya ho.
par baki lines aur behtar ho sakti thi.... Thumbs UP
Logged
syednaami
Guest
«Reply #249 on: May 26, 2008, 09:50:19 PM »
Reply with quote
Dil ke darwaaze pey mein khadi hoon..
Dil ke darwaaze pey Shayad dastak dey rahe ho tum..

bahut meetha khayal laga.laga jaise kisi maheen si ummeed ko chhoo liya ho.
par baki lines aur behtar ho sakti thi.... Thumbs UP

Yeh dil ke darvaaze hain meri jaan, -
Inke jazbaat ko zara dil se samjho, -
Yeh khulte hain to bahar aajati hai, -
In ki naadan baaton ko zara dil se parkho. -


(Syed Naami)
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #250 on: May 27, 2008, 01:32:16 AM »
Reply with quote

Yeh dil ke darvaaze hain meri jaan, -
Inke jazbaat ko zara dil se samjho, -
Yeh khulte hain to bahar aajati hai, -
In ki naadan baaton ko zara dil se parkho. -


(Syed Naami)

Dil ka darwaza mein jaan meri atki
Meri jazbaat ko koyi samaj na paye
Ab kaise koyi nadaan samjhe inhe
Jo pyar main diwani ho chali  Giggle
Logged
syednaami
Guest
«Reply #251 on: May 27, 2008, 09:05:12 AM »
Reply with quote
Dil ka darwaza mein jaan meri atki
Meri jazbaat ko koyi samaj na paye
Ab kaise koyi nadaan samjhe inhe
Jo pyar main diwani ho chali  Giggle

Dil ka darvaaza khule ek bar, -
Pukare priya ko aur roye zar zar, -
Jo apne huey woh deewane aur the, -
Nasamajh the jo dahleez pe rote rahe, -


(Syed Naami)
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #252 on: May 27, 2008, 01:16:13 PM »
Reply with quote
Dil ka darvaaza khule ek bar, -
Pukare priya ko aur roye zar zar, -
Jo apne huey woh deewane aur the, -
Nasamajh the jo dahleez pe rote rahe, -


(Syed Naami)

Pyar karti hu, tumse bas itna chahti hu
Tumhe apna humraj aur humdam manti hu

Gam nahi hai aaj tumara judayi ka
Pyar kiya hai humne wo b dil ka darwaza kholke...  tongue3
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #253 on: May 27, 2008, 01:30:45 PM »
Reply with quote
Dil ka darvaaza khule ek bar, -
Pukare priya ko aur roye zar zar, -
Jo apne huey woh deewane aur the, -
Nasamajh the jo dahleez pe rote rahe, -


(Syed Naami)
..

Very nice Syed..Usual Smile

Rokhe nahi kadam mere tere aane se
Kaise batao tumhe aapne dil se
Kuch halchul se mesus hoti hai mere dil main
Saasen tham jaati hai tumare aane se..
Pukar the hai hum aapko aapne dil se
Na Tanha chhod jaho mujhe ye kahete hai dil se
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #254 on: May 27, 2008, 01:36:03 PM »
Reply with quote
..

Very nice Syed..Usual Smile

Rokhe nahi kadam mere tere aane se
Kaise batao tumhe aapne dil se
Kuch halchul se mesus hoti hai mere dil main
Saasen tham jaati hai tumare aane se..
Pukar the hai hum aapko aapne dil se
Na Tanha chhod jaho mujhe ye kahete hai dil se



Wah wah waaaaah  tongue3

Nahi bhool sakte hai yeh pyar tera
Yaadon ke sahare ab jeena mushkil hua
Dil ke aaine main dikha soorat tera
Tab se chain ke neend aana mushkil hua .........  tongue3

Logged
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 09:41:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer