Dil ke darwaaze

by honeyrose on January 29, 2008, 08:46:32 PM
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 17973 times)
honeyrose
Guest
«Reply #255 on: May 27, 2008, 01:38:56 PM »
Reply with quote

Wah wah waaaaah  tongue3

Nahi bhool sakte hai yeh pyar tera
Yaadon ke sahare ab jeena mushkil hua
Dil ke aaine main dikha soorat tera
Tab se chain ke neend aana mushkil hua .........  tongue3


..

Nice lines Sonia..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shabnam ke aasuon ne shaam ke darwaaze seeche.. by @kaash in Ghazals
...mere darwaaze se... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bandh Darwaaze By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
darwaaze...........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Sonia01
Guest
«Reply #256 on: May 27, 2008, 01:43:24 PM »
Reply with quote
..

Nice lines Sonia..

 notworthy notworthy
Logged
syednaami
Guest
«Reply #257 on: May 27, 2008, 07:32:02 PM »
Reply with quote
Pyar karti hu, tumse bas itna chahti hu
Tumhe apna humraj aur humdam manti hu

Gam nahi hai aaj tumara judayi ka
Pyar kiya hai humne wo b dil ka darwaza kholke...  tongue3

Jisne ki dosti wohi dard de gaya, -
Jisse mangi ulfat usne hi gham diya, -
Dil ka tala khola jisne woh koi aur tha, -
Le uda mera dil aur chain bhi le gaya. -


(Syed Naami)
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #258 on: May 28, 2008, 03:44:10 AM »
Reply with quote
Jisne ki dosti wohi dard de gaya, -
Jisse mangi ulfat usne hi gham diya, -
Dil ka tala khola jisne woh koi aur tha, -
Le uda mera dil aur chain bhi le gaya. -


(Syed Naami)

Gam jo dete hai wo Ishq kya jane
Sirf ik din ka dosti, woh pyar kya jane
Ik anjaan kashish mein keech gayi thi
Chahat ke naam se darte darte..
Khuda jane kab dil ke darwaza khulla
aur kab mohabbat ho gayi..  tongue3


Logged
syednaami
Guest
«Reply #259 on: May 28, 2008, 06:36:02 AM »
Reply with quote
Very nice Syed..Usual Smile

Rokhe nahi kadam mere tere aane se
Kaise batao tumhe aapne dil se
Kuch halchul se mesus hoti hai mere dil main
Saasen tham jaati hai tumare aane se..
Pukar the hai hum aapko aapne dil se
Na Tanha chhod jaho mujhe ye kahete hai dil se


Hamne badhaye qadam aur woh chal diye, -
Na dil ka haal poochha na sunni meri baat, -
Armaan dabe ke dabe dil men rah gaye, -
Dil ke darvaaze khule ke khule hi rahgaye, -


(Syed Naami)
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #260 on: May 28, 2008, 07:56:46 AM »
Reply with quote
Hamne badhaye qadam aur woh chal diye, -
Na dil ka haal poochha na sunni meri baat, -
Armaan dabe ke dabe dil men rah gaye, -
Dil ke darvaaze khule ke khule hi rahgaye, -


(Syed Naami)
..

Humne bhi poocha tha aapse
Aapne kuch kaha hi nahi mujhse
Phir intezaar karti rahi aapki 
Dil ka dawaaze pa mayus khadi hue
Logged
syednaami
Guest
«Reply #261 on: May 28, 2008, 05:31:42 PM »
Reply with quote
Gam jo dete hai wo Ishq kya jane
Sirf ik din ka dosti, woh pyar kya jane
Ik anjaan kashish mein keech gayi thi
Chahat ke naam se darte darte..
Khuda jane kab dil ke darwaza khulla
aur kab mohabbat ho gayi..  tongue3



Ishq mushkil tha to na karte, -
Dosti aur pyar men zara farq rakhte, -

Jab prem kashish se chur chur huey, -
Dil ka haal na sahi ishara to dete, -

Dil ke darvaze to sada khule the, -
Kabhi mazaaq men hi iqrar kar dete. -


(Syed Naami)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #262 on: May 29, 2008, 12:16:31 PM »
Reply with quote
Nice One Again,.
 Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #263 on: May 29, 2008, 12:35:58 PM »
Reply with quote
Thank you Azeem bro..Usual Smile
Nice lines Syed and Sonia..Usual Smile


Waqt ka intezaar karte rahe
Aap ki mulaqat ko taraste rahe

Iqrar hi tha to kahe kyun nahi
Mujhse pyaar hai kahete kyun nahi

Waqt ka intezaar karte rahe
Aapka paigham ka muhtaj karte rahe



 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #264 on: May 29, 2008, 02:23:45 PM »
Reply with quote
U Are Welcome and Nice One Again,.
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #265 on: May 29, 2008, 02:35:27 PM »
Reply with quote
Hamne badhaye qadam aur woh chal diye, -
Na dil ka haal poochha na sunni meri baat, -
Armaan dabe ke dabe dil men rah gaye, -
Dil ke darvaaze khule ke khule hi rahgaye, -


(Syed Naami)


Her kadam pe saat dene ka wada kiya
Mere armano ke saat yu hi time pass kiya
Dil ka haap pooche bi toh kaise
Darwaza khulla dekhkar
bagalwali ne apna dil tujpe kurban kiya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #266 on: May 29, 2008, 03:01:58 PM »
Reply with quote
Nice One Sonia
Logged
punam
Guest
«Reply #267 on: May 30, 2008, 05:51:49 AM »
Reply with quote

Her kadam pe saat dene ka wada kiya
Mere armano ke saat yu hi time pass kiya
Dil ka haap pooche bi toh kaise
Darwaza khulla dekhkar
bagalwali ne apna dil tujpe kurban kiya



wada kar ke koun mukar gaya
tere armano ke sath woh koun khel gaya
uska pata jara mujhe bhi de do
koun paresan kar raha tujhe mujhe bhi dekhne do...
chalo nikalo wahan se bagal wali ko
jake jaldi khud kabza kar lo...
aur meri mano darwaaza yun kabhi khulla na chodo...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #268 on: May 30, 2008, 06:38:50 AM »
Reply with quote
Her kadam pe saat dene ka wada kiya
Mere armano ke saat yu hi time pass kiya
Dil ka haap pooche bi toh kaise
Darwaza khulla dekhkar
bagalwali ne apna dil tujpe kurban kiya

Wada kabhi hum aisa kar nahin sakte, -
Armaanon ka khel to aap hi khel sakte, -
Haal-e-dil to humne bejhijhak kah diya tha, -
Par shayad bagalwali ka dil hi sun saka tha, -
Jisse hona tha hamara usse koi rok na paaya, -
Dil ke darvaze se jisse aana tha wohi aaya. -


(Syed Naami)
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #269 on: May 30, 2008, 10:27:18 AM »
Reply with quote
Very nice Syed aur Punam dear..Usual Smile

Samjaho kaise mein dil ki haalat ko
Mere dhadkan mein sirf unka hi naam hai
kaise samajo dil ki haalat ko
Unka pata to mere dil mein hai
Dil ka darwaaza sirf unka hai.. tongue3
Logged
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:52:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.156 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer