Dil ke darwaaze

by honeyrose on January 29, 2008, 08:46:32 PM
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19] 20 21 22 23 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 17821 times)
syednaami
Guest
«Reply #270 on: May 30, 2008, 02:51:49 PM »
Reply with quote
Yeh haalat kyun bigdi hai wajah to bata, -
Jab naam hai man men to zara unko bhi bata, -
Dil ke daravaaze ko aake band karo usse samjha, -
Jo na samjhe gar tujhe to koi aur patta. -
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shabnam ke aasuon ne shaam ke darwaaze seeche.. by @kaash in Ghazals
...mere darwaaze se... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bandh Darwaaze By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
darwaaze...........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Pooja
Guest
«Reply #271 on: May 30, 2008, 02:57:24 PM »
Reply with quote
Jo na samjhe gar tujhe to koi aur patta. -
  Hair Raising Shock Hair Raising Shock
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #272 on: May 30, 2008, 03:01:37 PM »
Reply with quote
Wada kabhi hum aisa kar nahin sakte, -
Armaanon ka khel to aap hi khel sakte, -
Haal-e-dil to humne bejhijhak kah diya tha, -
Par shayad bagalwali ka dil hi sun saka tha, -
Jisse hona tha hamara usse koi rok na paaya, -
Dil ke darvaze se jisse aana tha wohi aaya. -


(Syed Naami)

Mai badnam thi, tum bhi ruswa ho gaye
Afsane hamare pyar ke bayaan ho gaye
Ik doosre ke toh hum dono dost ho na sake
Ek doosre ki AHAM se hi dosti fanah ho gaye  Is it SO!
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #273 on: May 30, 2008, 03:02:33 PM »
Reply with quote

 
Jo na samjhe gar tujhe to koi aur patta. -
Hair Raising Shock Hair Raising Shock

 Giggle Laughing hard Giggle
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #274 on: May 30, 2008, 03:07:41 PM »
Reply with quote

wada kar ke koun mukar gaya
tere armano ke sath woh koun khel gaya
uska pata jara mujhe bhi de do
koun paresan kar raha tujhe mujhe bhi dekhne do...
chalo nikalo wahan se bagal wali ko
jake jaldi khud kabza kar lo...
aur meri mano darwaaza yun kabhi khulla na chodo...


Wada karke bichad gaya, usse ab kya kehna
Mere armano ko kuchal dala, usko ab ruswa kya karna
Wo mere dil main basa, apni muskurahat se pareshan kiya
Ab bagalwali pasand aagayee, us bewafa ka raah kyu dekhna
Dil ka darwaza uska ab bhi khulla hai
Aur ek andhar aane tak bagalwali Dil me Raj Karegi..  Giggle Giggle
Logged
syednaami
Guest
«Reply #275 on: May 30, 2008, 10:51:22 PM »
Reply with quote
Mai badnam thi, tum bhi ruswa ho gaye
Afsane hamare pyar ke bayaan ho gaye
Ik doosre ke toh hum dono dost ho na sake
Ek doosre ki AHAM se hi dosti fanah ho gaye  Is it SO!


Hum to anjaan the teri badnaami se, -
Fasana ban na paya teri nagavari se, -
Dosti ko aise tum khwaar to na karo, -
log nalaan the buhat teri bezaari se. -

Logged
syednaami
Guest
«Reply #276 on: May 30, 2008, 10:52:53 PM »
Reply with quote
  Hair Raising Shock Hair Raising Shock

Yeh shock kyun laga aapko...

Hair Raising Shock Hair Raising Shock

 Giggle Laughing hard Giggle

Ismen hansne ki konsi baat hai?
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #277 on: May 31, 2008, 01:47:33 AM »
Reply with quote
[Ismen hansne ki konsi baat hai?

Big B ... Yeh sochkar hassi aayi k darwaza dil ka  aur kitnon ke liye open hoga...

Now Dil ke Darwaaze ...... conti.... tongue3

Tum hi ko sochti hu tumhi ko saraahti hu
Ab tak toh hum tume dil se mile bhi nahi

Sapno ke Gokul ke kis Kanha ke liye
Banshi ki dhun per Radha si thirakti hai
Palkon tale basi Janakpuri ki Sita bani
Kaun se Ram ki raahein teri aankhein takti hai...?
Winking
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #278 on: May 31, 2008, 01:52:41 PM »
Reply with quote
Kya kar paoon mein tumare mohabbat ke bina
Mujhe chainn na mila tujhe dekhe bina

Kuch na samjo mein tumare mohabbat ke bina
Mujhe chainn na mila tujhe dekhe bina

Band darwaazon mein hum chhupe bethey the
Mujhe chainn na mila tujhe dekhe bina

Aapko dekhe bina roya karte the
Mujhe chainn na mila tujhe dekhe bina..
Logged
syednaami
Guest
«Reply #279 on: May 31, 2008, 02:07:14 PM »
Reply with quote
Big B ... Yeh sochkar hassi aayi k darwaza dil ka  aur kitnon ke liye open hoga...
Now Dil ke Darwaaze ...... conti.... tongue3
Tum hi ko sochti hu tumhi ko saraahti hu
Ab tak toh hum tume dil se mile bhi nahi

Sapno ke Gokul ke kis Kanha ke liye
Banshi ki dhun per Radha si thirakti hai
Palkon tale basi Janakpuri ki Sita bani
Kaun se Ram ki raahein teri aankhein takti hai...?
Winking

Tu Mira ban, daasi koi aur nahin, -
Ja Brindavan, raas lila men nahin, -
Tu Tyag de jeevan shradha men, -
Baadha kar dur Kanha ko leke dil men. -


(SN)
=-=-=-=-=-=-=-=-=-=-=-=-=-=
Nahin, dil ke daravaze ki baat nahin par baat asal men woh thi jo Pooja jee ne quote ki.... hmmmmmmm
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #280 on: June 01, 2008, 10:45:18 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Mehfil Jamaai Hai Aapne,.
yunhi Likhte rahiye,.
 Applause
Logged
syednaami
Guest
«Reply #281 on: June 01, 2008, 03:48:28 PM »
Reply with quote
Kya kar paoon mein tumare mohabbat ke bina
Mujhe chainn na mila tujhe dekhe bina

Kuch na samjo mein tumare mohabbat ke bina
Mujhe chainn na mila tujhe dekhe bina

Band darwaazon mein hum chhupe bethey the
Mujhe chainn na mila tujhe dekhe bina

Aapko dekhe bina roya karte the
Mujhe chainn na mila tujhe dekhe bina..


Bechain kyun karte ho man ko, -
Aajao mere dil men chupke se, -

Dil men utar jao saans ki tarah, -
Iqrar ke alfaaz kahdo aankhon se. -


(Syed Naami)
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #282 on: June 01, 2008, 04:33:51 PM »
Reply with quote


Bechain kyun karte ho man ko, -
Aajao mere dil men chupke se, -

Dil men utar jao saans ki tarah, -
Iqrar ke alfaaz kahdo aankhon se. -


(Syed Naami)



Aap bhi gumsum se humhe dekhte rahete hai
Aapke aane ka raasta hum dekhte rahete hai

Aaogi aapke paas jab aap mujse ishaar kare
Poocho aapne dil se hum aapke dil mein rahete hai
Logged
syednaami
Guest
«Reply #283 on: June 01, 2008, 05:35:41 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Mehfil Jamaai Hai Aapne,.
yunhi Likhte rahiye,.
 Applause


Azeem Bhai, aap bhi kuchh paish karen na, please...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #284 on: June 02, 2008, 12:26:52 PM »
Reply with quote
Great Yaar Din Ba Din Thread Bard Raha hai,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19] 20 21 22 23 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:24:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer