Dil ke darwaaze

by honeyrose on January 29, 2008, 08:46:32 PM
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22 23 24 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 17713 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #285 on: June 02, 2008, 12:29:44 PM »
Reply with quote
Azeem Bhai, aap bhi kuchh paish karen na, please...

Syed Naami Ji,.
Hum Ishq Ke Khumaar Mein Kuch Aata Nahi,.
Bas Doston Ka Likha Pardh Lete Hain,.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shabnam ke aasuon ne shaam ke darwaaze seeche.. by @kaash in Ghazals
...mere darwaaze se... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bandh Darwaaze By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
darwaaze...........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
punam
Guest
«Reply #286 on: June 02, 2008, 01:40:36 PM »
Reply with quote
chalo koi baat nahi hum likh dete hain na azeem bhaiya....

samajhne samjhaane men der huyi to kya
likha tha jo naam taqdir men wo mil gaya aise...

jinke liye yeh dil dhadak raha tha
dil ke darwaaze se wo aagaya jaise taise...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #287 on: June 02, 2008, 01:44:25 PM »
Reply with quote
Haan iss thread men kuchh to aisi baat hai jo badh raha hai... par aap kabhi kabhi ek do line hi nazar karden...

Kuchh arz hai iss thread ke bare men shayad aisa tha...


Dushmanon ne var kiye aise, -
chahate the ki band ho dil ke darvaaze, -
Humne bhi thhaan li hai yeh jang jeetne ki, -
Dushmanon ki sifon ko tahis nahis kardenge. -


(Syed Naami)

Syed Naami Ji,.
Hum Ishq Ke Khumaar Mein Kuch Aata Nahi,.
Bas Doston Ka Likha Pardh Lete Hain,.


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #288 on: June 02, 2008, 06:26:54 PM »
Reply with quote
chalo koi baat nahi hum likh dete hain na azeem bhaiya....

samajhne samjhaane men der huyi to kya
likha tha jo naam taqdir men wo mil gaya aise...

jinke liye yeh dil dhadak raha tha
dil ke darwaaze se wo aagaya jaise taise...

..

Wah kya jawab diya aapne punam dear ye aap ka
pyaar hai jo hum saath saath chal rahe hai...Usual Smile bohat khoob




Haan iss thread men kuchh to aisi baat hai jo badh raha hai... par aap kabhi kabhi ek do line hi nazar karden...

Kuchh arz hai iss thread ke bare men shayad aisa tha...


Dushmanon ne var kiye aise, -
chahate the ki band ho dil ke darvaaze, -
Humne bhi thhaan li hai yeh jang jeetne ki, -
Dushmanon ki sifon ko tahis nahis kardenge. -


(Syed Naami)


Haan sahi kah aapne iss thread pe kuchh baat hai ye aap
sab ke pyaar hai joh hum iss thread ko badha denge..Usual Smile




Na mumkin ko bhi aasan kar denge hum
Iss muhabbat ki jung ko na rukhne denge hum

Muhabbat men har muskhil ko samna kar denge hum
Iss dil ka darwaaze ko na band hone denge hum

Sawal dosti aur vishwas ka hai jo aasan kar denge hum
Na mumkin ko bhi aasan kar denge hum..
Logged
syednaami
Guest
«Reply #289 on: June 03, 2008, 02:26:36 PM »
Reply with quote
..
Haan sahi kah aapne iss thread pe kuchh baat hai ye aap
sab ke pyaar hai joh hum iss thread ko badha denge..Usual Smile


Ji bilkul durust farmaaya...

Hum ladte hain pyar ki jang, -
Nafraton ko kardenge hum bhang, -
Jo ladega humse usko kahenge, -
Pyar se jaan bhi lelo dedenge hum, -


(Syed Naami)
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #290 on: June 03, 2008, 02:40:31 PM »
Reply with quote
Ji bilkul durust farmaaya...

Hum ladte hain pyar ki jang, -
Nafraton ko kardenge hum bhang, -
Jo ladega humse usko kahenge, -
Pyar se jaan bhi lelo dedenge hum, -


(Syed Naami)

Applause  Bohat khoob Samy..

Hum nafrat se nahi pyaar se jung jeet jaayege
Khushiyan hi khushiyan barsenge hum jung jeet jaayege
Agar mile raahon par kaante toh hum phool barsenge
Dil ka darwaaza hum pyaar se jeet jaayege
Logged
ayesha ghazali
Guest
«Reply #291 on: June 03, 2008, 02:47:14 PM »
Reply with quote
aaj dil pooch betha apni hi tasweer sai tu nai kya paya hai duniya ki bheer sai aap ki tasweer dil k aayena ko dikhai or kaha asa dost payahai duniya ki bheer sai
icon_flower icon_flower love9 love9 love9
Logged
syednaami
Guest
«Reply #292 on: June 03, 2008, 03:05:48 PM »
Reply with quote
Applause  Bohat khoob Samy..

Hum nafrat se nahi pyaar se jung jeet jaayege
Khushiyan hi khushiyan barsenge hum jung jeet jaayege
Agar mile raahon par kaante toh hum phool barsenge
Dil ka darwaaza hum pyaar se jeet jaayege


Wah ji wah, aap ne to Dil Ke Darvaaze ka sahih arth samjhaya hai...
Yeh Dil Ke Darvaaze Thread men jo jaadu hai, shayad hi aisa jadu kisi thread men ho... bas likhte raho Dil Ke Darvaaze Khulte hi jaayenge...


Subhanallah...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #293 on: June 03, 2008, 03:08:56 PM »
Reply with quote
aaj dil pooch betha apni hi tasweer sai
tu nai kya paya hai duniya ki bheer sai
aap ki tasweer dil k aayena ko dikhai or kaha
asa dost payahai duniya ki bheer sai
icon_flower icon_flower love9 love9 love9

Wah jee Ayesha Ghazali Saahiba aap ne bhi iss Thread ko jila bakhshi, aage bhi sharing karte rahiye... Aur bhi shayiri add kijiye...
Shukriya...

Aur Welcome to YoIndia...
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #294 on: June 03, 2008, 04:25:15 PM »
Reply with quote
aaj dil pooch betha apni hi tasweer sai tu nai kya paya hai duniya ki bheer sai aap ki tasweer dil k aayena ko dikhai or kaha asa dost payahai duniya ki bheer sai
icon_flower icon_flower love9 love9 love9

Accha likha hai Ayisha jee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #295 on: June 04, 2008, 12:44:03 PM »
Reply with quote
Subhan Allah Wakhai Doston Aap Sabne Kamaal Ka Likha Hai,.
Nice One Punam Sis,.\
Honey Sis,.
Syed Bhai,. Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #296 on: June 04, 2008, 12:54:00 PM »
Reply with quote
Ek Koshish Shayad Aapko Pasand Aaaye,.

Kaun Tha Wo Shaks Jo Dil Ka Darwaaza Paar Kargaya,.
Rahat Mand Dil Ko Mere, Kaun Bekaraar Kargaya,.

Kahin Ghera To Nahi Hai, Mujhe Mohabbat Ke Parindo Ne,.
Ke Har Waqt Wo Chehra Hawaaon Ki Tara Dil Par Waar Kargaya,.

_____________________________________________-Jaanasheen-




Logged
honeyrose
Guest
«Reply #297 on: June 04, 2008, 01:15:08 PM »
Reply with quote
Ek Koshish Shayad Aapko Pasand Aaaye,.

Kaun Tha Wo Shaks Jo Dil Ka Darwaaza Paar Kargaya,.
Rahat Mand Dil Ko Mere, Kaun Bekaraar Kargaya,.

Kahin Ghera To Nahi Hai, Mujhe Mohabbat Ke Parindo Ne,.
Ke Har Waqt Wo Chehra Hawaaon Ki Tara Dil Par Waar Kargaya,.

_____________________________________________-Jaanasheen-







Bohat khoob Azeem bro wah kya likha hai aapne ...


Meri muhabbat ko na samaje tum
Iss dil ke darwaaze pe aakar milo tum

Nazar aayegi tumhe aapki muhabbat
Meri tanhaiyon ka jawab de do tum

Mana ke hum haseen nahi hai auron ki tarah
Mana hum khush naseeb nahi hai auron ki tarah

Dil ki nazaar se dekho aapni muhabbat ko
Milegi tumhe ek din samjoge aapni muhabbat ko
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #298 on: June 04, 2008, 02:29:47 PM »
Reply with quote
Shukiya Jaya Sis,.
And Nice One As Usual,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #299 on: June 06, 2008, 10:25:59 AM »
Reply with quote
Shukiya Jaya Sis,.
And Nice One As Usual,.


Shukriya Azeem bro aap bhi kuch likhye..

Phoolon men faraq ho sakta hai
Rangon men faraq ho sakta hai
Dosti ka pyaar aise naazuk rishta hai
Humare chehere se ashq ke lakir mitta sakta hai
Logged
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22 23 24 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 08:07:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer