Dil ke darwaaze

by honeyrose on January 29, 2008, 08:46:32 PM
Pages: 1 ... 22 23 24 25 [26] 27 28
ReplyPrint
Author  (Read 17640 times)
syednaami
Guest
«Reply #375 on: July 30, 2008, 07:11:01 AM »
Reply with quote
Thanks HoneyRose Saahiba... Aap ne bhi kamaal ka likha hai...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shabnam ke aasuon ne shaam ke darwaaze seeche.. by @kaash in Ghazals
...mere darwaaze se... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bandh Darwaaze By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
darwaaze...........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
honeyrose
Guest
«Reply #376 on: July 30, 2008, 07:53:51 AM »
Reply with quote
Thanks HoneyRose Saahiba... Aap ne bhi kamaal ka likha hai...


Shukriya aapka Syed..

Har waqt humse door rahete ho
Koi chitti na koi paigaam dete ho
Kaise karu mein tumpe aithbaar
Na meri khushi na gum ka izhaar karte ho
Logged
syednaami
Guest
«Reply #377 on: July 30, 2008, 09:37:49 AM »
Reply with quote
Jo dil men rahe saath,,
Woh door nahin hota,,
Aitibaar muhabbat ka,,
Khushi gham se nahin toot-ta..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #378 on: July 30, 2008, 10:45:17 AM »
Reply with quote
Jo dil men rahe saath,,
Woh door nahin hota,,
Aitibaar muhabbat ka,,
Khushi gham se nahin toot-ta..

..

Very nice lines Syed  Applause

Jise yaad karte hai
Woh humse door chale
Zindagi ka saath tood chale
Gham bhi naasur ban gaye
Zakhmon ko dil se cheer kar chale
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #379 on: August 03, 2008, 05:41:53 AM »
Reply with quote
Dil ka darwaaza khali hain
Yahan koi nahi chale aaya
Gham se lad rahe hain
Koi dil ka haal na pooch raha
Zakhm badh rahe hain
Unki yaadon me.n dil roh raha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #380 on: August 03, 2008, 10:24:33 AM »
Reply with quote
Shukriya Syed naami Bhai,.
Roja Sis,.
Honey Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #381 on: August 03, 2008, 10:29:34 AM »
Reply with quote
Nazrein Jo Milaa Baithe Humse Mehfil Mein,.
Darwaaze Khule Rakh Diye Humne Is Dil Mein,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
syednaami
Guest
«Reply #382 on: August 03, 2008, 07:59:06 PM »
Reply with quote
Pahle darvaaza khola tha
Ab dil hi chaak kar diya hai
Insaaniyat ki muhabbat Se
Khud ko sarshaar kar diya hai. -
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #383 on: August 04, 2008, 06:41:22 AM »
Reply with quote
Nazrein Jo Milaa Baithe Humse Mehfil Mein,.
Darwaaze Khule Rakh Diye Humne Is Dil Mein,.

______________________________-Jaanasheen-


Applause khoob likha hai Azeem bro..Shukriya bro

Quote from: syednaami

link=topic=25961.msg789269#msg789269 date=1217793546
Pahle darvaaza khola tha
Ab dil hi chaak kar diya hai
Insaaniyat ki muhabbat Se
Khud ko sarshaar kar diya hai. -

 Applause Wah khoob likha hai aapne Syed..


Dil pe pehle unka pehra tha
Daman humne bhi unse bachaya tha
Dil ke haaton se woh bhi majboor hain
Isliye dil se dil milne ka intzaar hain
Logged
syednaami
Guest
«Reply #384 on: August 04, 2008, 04:12:28 PM »
Reply with quote
Shukriya Honeyrose jee. -
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #385 on: August 07, 2008, 08:07:39 AM »
Reply with quote
Shukriya Syed ..

Joh dil hi na raha
Darwaaza kis kaam ka
Muhabatt bhara pyar toota
Dard dil ka dikh na raha sad5
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #386 on: August 11, 2008, 05:47:07 PM »
Reply with quote
Aaj mujhe aise ek uljan hain
Ek anjani si udaasi ho rahi hain

Nazar na aaye woh jiska intzaar hain
Woh kaal se kyun humse kafa hain

Pathar bhi muhabbat mein pigalte hain
Woh dil ki baat hoton se nahi kahete hain
Logged
syednaami
Guest
«Reply #387 on: August 18, 2008, 03:50:28 PM »
Reply with quote
Thanks Honeyrose jee.

Dil gaya doob samandar men,
Darvaza gaya toot bhikar kar,
Sab baaten hain dil bahlaane ki,
Bas apne jaan ki tu fikar kar. -

SN**
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #388 on: August 19, 2008, 12:24:00 PM »
Reply with quote
Thanks Honeyrose jee.

Dil gaya doob samandar men,
Darvaza gaya toot bhikar kar,
Sab baaten hain dil bahlaane ki,
Bas apne jaan ki tu fikar kar. -

SN**

Very nice lines Syed ...

Kabhi ishq hue kabhi ruswai
Dil ka haat koi nahi samjhe
Doob rahe hum bhi iss pyaar me.n
Darwaaze pe intzaar karte ashq bahaye
Logged
syednaami
Guest
«Reply #389 on: August 19, 2008, 03:37:58 PM »
Reply with quote
bahut sundar, Honeyrose jee.
Logged
Pages: 1 ... 22 23 24 25 [26] 27 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:33:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer