honeyrose
Guest
|
«Reply #45 on: February 05, 2008, 08:43:41 PM » |
|
Thanks pooja dear
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #46 on: February 06, 2008, 10:04:20 AM » |
|
bahut ache honey n alll
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #47 on: February 06, 2008, 10:16:35 AM » |
|
di aap ki dil ka darwaaze kyun band hai koun chor hai jo andar band hai..? darwaaza kholo hum bhi jara dekhe aap k dil ke darwaaza me koun band hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #49 on: February 06, 2008, 01:51:38 PM » |
|
Dil ke darwaaze sey Woh mere dil mein band hai. Dil ke darwaaze sey Kaise kahon unka naam ...
Dil ke darwaaze pey Intezaar mein har pal tarasta hai Dil ke darwaaze pey Na aayee hai woh dastak deney mujhe
Dil ke darwaaze pey Chori chori solah singar karrongi Dil ke darwaaze sey Mere Bindiya chamke ghi..
Dil ke darwaaze sey Pukara hai mein dulhan hue aapki.. Dil ke darwaaze sey Meri mohabbat ko pehchan loh mere sanam.. Mashaallah...Honey dear aisa aap hi likh sakti hai. Yu hi likhte rahiyega. Hame intezar hai aur aur padne k liye. Yu hi hamein dil ke darwaze se pukara kariyega. Mai roja wada karti hu her roj aakar aapka pukar sunkar jaungi.
God bless.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #50 on: February 06, 2008, 02:38:49 PM » |
|
Honey di sach me aap jaisa koi aur nahi likh sakta... aap aise hi likhte rahiye..hum padh ke khush hote rahenge..
yeh di aur darwaaza kab khulega jara batana...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #51 on: February 06, 2008, 03:04:54 PM » |
|
Dil ke darwaaze sey Woh mere dil mein band hai. Dil ke darwaaze sey Kaise kahon unka naam ...
Dil ke darwaaze pey Intezaar mein har pal tarasta hai Dil ke darwaaze pey Na aayee hai woh dastak deney mujhe
Dil ke darwaaze pey Chori chori solah singar karrongi Dil ke darwaaze sey Mere Bindiya chamke ghi..
Dil ke darwaaze sey Pukara hai mein dulhan hue aapki.. Dil ke darwaaze sey Meri mohabbat ko pehchan loh mere sanam.. Mashaallah...Honey dear aisa aap hi likh sakti hai. Yu hi likhte rahiyega. Hame intezar hai aur aur padne k liye. Yu hi hamein dil ke darwaze se pukara kariyega. Mai roja wada karti hu her roj aakar aapka pukar sunkar jaungi.
God bless.Honey di sach me aap jaisa koi aur nahi likh sakta... aap aise hi likhte rahiye..hum padh ke khush hote rahenge..
yeh di aur darwaaza kab khulega jara batana...
HONEY, AAP KE SHAYARI MEIN EK AJEEB SI KASHISH HAI JO JUM SAB KO KHEENCH LAATI HAI..MAIN KABHI -KABHI SOCHTA HOON,JAB HUM SAB YEH PADHKAR KHO JAATE HAI TO JIS KE LIYE AAP YEH LIKHT HAI,UNKA KYA HAAL HOGA..WOH TO KHWAABO KI DUNIYA SE BAHAAR HI NAHI AAYENGE..MAIN BHI WAADA KARTA HOON...AAPKI SHAYARI HAMESHA PADUNGA... DIL KE DARWAAZO KO CHEER JAATI HAI AAPKI SHAYARI...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
baadal102
Guest
|
|
«Reply #54 on: February 06, 2008, 05:11:35 PM » |
|
kya baat hai honey ji or sab bahut aache ja rahe hai sab aise hi likhte rahe aap sab ye post to lagta hai golden jubli manayege
honey ji lage raho aap to cha gaye ho
Baadal
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #55 on: February 06, 2008, 05:25:06 PM » |
|
Aap sab ne itna acha reply kar rahe ho.. par mere dil se kuch nikal hi nahi raha.. darwaaza kahan hai mujhe khud ko pata nahi... chalo kuch mil gaya post kar rahi..hope acha lage..
------------------------
Dil ki chokhat pe ek deep jala rakha hai Tere laut aane ka imkaan saja rakha hai
Saans tak bhi nahin lete hain tujhe sochte waqt Hum ne is kaam ko bhi kal pe utha rakha ha Rooth jaate ho to kuch aur haseen lagte ho Hum ne yah soch ke hi tum ko khafa rakha hai
Tum jise rota hua chhorr gaey the ek din Hum ne us shaam ko seeney se laga rakha hai Chein lene nahin deta yeh kisi tor mujhe Teri yaadon ne jo toofaan utha rakha hai
Jaane waale ne kaha tha ke woh laut aaey ga zaroor Ek isi aas pe darwaaza khula rakha hai Tere jaane se jo ek dhool uthi thi ghum ki Hum ne us dhool ko aankhon mein bassa rakha hai
Mujh ko kal shaam se woh bohat yaad aane laga Dil ne muddat se jo ek shaks bhula rakha hai Aakhri baar jo aaya tha mere naam sahil Mein ne is khat ko kalejey se laga rakha hai…NM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #56 on: February 06, 2008, 05:27:31 PM » |
|
Aap sab ne itna acha reply kar rahe ho.. par mere dil se kuch nikal hi nahi raha.. darwaaza kahan hai mujhe khud ko pata nahi... chalo kuch mil gaya post kar rahi..hope acha lage..
------------------------
Dil ki chokhat pe ek deep jala rakha hai Tere laut aane ka imkaan saja rakha hai
Saans tak bhi nahin lete hain tujhe sochte waqt Hum ne is kaam ko bhi kal pe utha rakha ha Rooth jaate ho to kuch aur haseen lagte ho Hum ne yah soch ke hi tum ko khafa rakha hai
Tum jise rota hua chhorr gaey the ek din Hum ne us shaam ko seeney se laga rakha hai Chein lene nahin deta yeh kisi tor mujhe Teri yaadon ne jo toofaan utha rakha hai
Jaane waale ne kaha tha ke woh laut aaey ga zaroor Ek isi aas pe darwaaza khula rakha hai Tere jaane se jo ek dhool uthi thi ghum ki Hum ne us dhool ko aankhon mein bassa rakha hai
Mujh ko kal shaam se woh bohat yaad aane laga Dil ne muddat se jo ek shaks bhula rakha hai Aakhri baar jo aaya tha mere naam sahil Mein ne is khat ko kalejey se laga rakha hai…
hmm lagta hai dil ka darwaza bahut enlarge hogaya hai...Mujhe abhi urgently Carpenter ko bhula na padega emergency main lag raha hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #57 on: February 06, 2008, 05:31:48 PM » |
|
carpenter ko koi bulao na... Darwaaza bada karwao na..
Yeh to Honey Rose ji janti hai....... Kaun hoga dil ke darwaze pe? Yeh suspense kab khulega mai b intezar kar rahi hu dil ka darwaza kholkar...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
|