Dil ke darwaaze

by honeyrose on January 29, 2008, 08:46:32 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 17707 times)
Rajbir
Guest
«Reply #60 on: February 07, 2008, 12:49:36 AM »
Reply with quote
Dil ke darwaaze ki chaabi mil gayi mujhe yaaro
Kaun hai chandramukhi aur kaun hai yahan paro Roll Eyes
Chalo aaj unke dil ke darwaaze ko khol dete hain
Dil mein liye phirte hain kya armaan zara woh bhi dekh lete hain Winking


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shabnam ke aasuon ne shaam ke darwaaze seeche.. by @kaash in Ghazals
...mere darwaaze se... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bandh Darwaaze By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
darwaaze...........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Roja
Guest
«Reply #61 on: February 07, 2008, 02:23:35 AM »
Reply with quote
Dil ke darwaaze ki chaabi mil gayi mujhe yaaro
Kaun hai chandramukhi aur kaun hai yahan paro Roll Eyes
Chalo aaj unke dil ke darwaaze ko khol dete hain
Dil mein liye phirte hain kya armaan zara woh bhi dekh lete hain Winking




Kisi ke dil ko dastak dekar, chup jana gunah hai
Dil komal bawanao se bani rehti hai.
Isko kurechna gunah hota hai
Aaye ho Ishq ladana to nibao b
Yu hi bewajah dastak dekar chup jana gunah hai
Kisii ka dil pyar main dooba hua hai
Us pyar ko andekha karna gunah hai
Khel khel main dillagi kar baity hai ek pagal
Is khel ko anjaam lana yaara tere haat main hai
Yu na khela karo armanose
Armano se khelna gunah hai..
Logged
baadal102
Guest
«Reply #62 on: February 07, 2008, 05:23:18 AM »
Reply with quote
Mere dostho aaj mein bohat
khush hue aap phir sey mera
saath dey rahe hai..
aur punam ,Roja aur baadal ji
bohat shukriya... Usual Smile


Ek khwabon ki duniya mein ek ladki ko
Ek ladke sey pyaar hue..
Aab aghe dekhe ki uska khwabon ka
Shezada use ley jayegha ya
Intezaar karwa yeh gha. tongue3

Shezadi  toh be-tanaha interzaar
Kar rahe hai par uska Shezada ko
Uska pyaar nazar nahi aata..
Aab shezadi ke ankhon mein
Aasu  Crying liye kahe thi hai..



Dil ke darwaaze sey mere shezade aah jahoo
Dil ke darwaaze aab kulle hai shezade aah jahoo..
 
Dil ke darwaaze sey khabon ko hum ne saja liya aah jahoo
Dil sey dil ki duri na sahe aab aah jahoo..
 
Kyun tujhe nazar na aayee mera pyaar aah jahoo..
Pyaar main tho aksar pathar dil bhi pighal jate hai aah jahoo..
 
Dil ke darwaaze sey aapse roshni hua hai aah jahoo..
Pyaar dil mei hai toh zuban pey lahte kyu nahi aah jahoo
 
Aah jahoo dil ke darwaaze sey aah jahoo mere huzur..


Honey aap bahut emotional hokar likha hai. Lagta hai
aapko bahut gehra pyar hai us shaks pe. Dil se likha
hai aapne. Good as usual. and pray k aapko aapka shehzada
mil jaye...

Honey dear ek aur baat, kabhi b kisii se dil na lagana
chot lagegi especially NET pe... Aap bahut accha likhti ho.
Aisa hi likha karo...., but asal main kahi dil na lagana....
I think you got my point.





Honey ji roja ji ne bilkul sach kaha hai ho sake to in ke point ko samajna.

waise raaj ji hume bhi us saksh ka naam batana
intzaar main

Baadal
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #63 on: February 07, 2008, 05:33:41 AM »
Reply with quote

Honey aap bahut emotional hokar likha hai. Lagta hai
aapko bahut gehra pyar hai us shaks pe. Dil se likha
hai aapne. Good as usual. and pray k aapko aapka shehzada
mil jaye...

Honey dear ek aur baat, kabhi b kisii se dil na lagana
chot lagegi especially NET pe... Aap bahut accha likhti ho.
Aisa hi likha karo...., but asal main kahi dil na lagana....
I think you got my point.


.....
ROJA DARLING AAPKA REPLY.. Usual Smile

Haan aap sach kahe thi ho Roja..
Pyaar mein chot to lagti hai net pey..
Hum ko bhi yeh pata hai dear to aap fikar mat karo..
Kabhi kabhi halat sey bhi kuch haseen pal hothe hai..

Yahan toh mein isqh-e-mohabatt ki shayari likh rahe hoon..
Par dil kya kare jab kisi ko kis pe pyaar hoja ye tongue3
Mujhe bhi tumse pyaar hai Roja par tum durr ho..

Aur woh bhi dur hai toh ek hi raasta hai..
Hum aapna haath dosthi ki taraf utha the hai..
Aur hum zindagi mein pyaar aur dosthi aapke naam karthe hai.. Usual Smile
 





Dil ke darwaaze ki chaabi mil gayi mujhe yaaro
Kaun hai chandramukhi aur kaun hai yahan paro Roll Eyes
Chalo aaj unke dil ke darwaaze ko khol dete hain
Dil mein liye phirte hain kya armaan zara woh bhi dekh lete hain Winking



.....

 
Shukriya Rajbir ji aakir aapne chaabi doond
liya dil ke darwaaze ka, yeh dil chaabi
ke saath toh great aur lovely hai ji. tongue3

Aap mere dil ke kareeb hai...
Ek phool hai khaas milthe hai..
Zindagi mein joh mehek bankar..
Rahe thi hai dil mein saans bankar... tongue3 Roll Eyes


Armaan toh hazaron hai iss dil pey
Dil sey dil ka takarana hua unse..
Dil ke darwaaze ke rishtey Dil se jurte hai..

Dil ke darwaaze sey aankhon mein basey ho mere sanam
Dil ke khusiyan simthe hai hum unhe dekhar... 

Dil ke darwaaze sey hum duwa karthe hai kudha sey..
Dil ke darwaaze sey kehe the hai
Pyaar aur dosthi ka ristha hai aapse..


Ek halki sey chingari baadh rahi hai dheere dheere..
Use sajakar rakhe ghe pyaar bankar..

If your the candel am ur light..
If your the star i shine besides you..

If your the sky am the cloud..
Were ever you go am your shade..

Untill light to dark
Your always in my heart..




Quote
Kisi ke dil ko dastak dekar, chup jana gunah hai
Dil komal bawanao se bani rehti hai.
Isko kurechna gunah hota hai
Aaye ho Ishq ladana to nibao b
Yu hi bewajah dastak dekar chup jana gunah hai
Kisii ka dil pyar main dooba hua hai
Us pyar ko andekha karna gunah hai
Khel khel main dillagi kar baity hai ek pagal
Is khel ko anjaam lana yaara tere haat main hai
Yu na khela karo armanose
Armano se khelna gunah hai..





AAPKA REPLY ROJA DEAR Usual Smile
 
Unko na kuch kaho na dear..
Woh toh hai mere khaas dosth..
Unki ek ek rahon mein phool bichakar..
Hum zindagi bhar ki dosthi aur pyaar ka tohfa mangte hai...
...

Friends lets enjoy this life with fun happiness and love around us
Pata nahi kal hum mile ya na mile yeh dosthi ka saath pyaar bankar
hamesha rahe..
Logged
baadal102
Guest
«Reply #64 on: February 07, 2008, 05:45:59 AM »
Reply with quote
bahoot aacha reply diya honey ji
keep going

Baadal
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #65 on: February 07, 2008, 05:52:00 AM »
Reply with quote
Thanks baadal ji yeh dil ka darwaaze hai dosthi ka darwaaza..
aap sab ney mera saath diya iska mein kaise shukriya ada karoon
pata nahi par sab ney bohat acha saath diya hai mera god bless you
my dear friends.. Usual Smile

~honeyrose~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #66 on: February 07, 2008, 11:04:26 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Sab Doston Ne Kamaal Ki Mehfil Sajaai Hai,.
Nice Topic Seeya Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #67 on: February 07, 2008, 11:12:18 AM »
Reply with quote
Veeran Tha Shehar Dil Ka Mera,.
Dastak Darwaaze Pe De Gaya Koi Chupke Se,.

Anjaan Tha Wo Shaks Mere Nigaahon Se,.
Dil Pe Chaa Gaya Koi Chupke Se,.

Khushi To Na Thi Kabhi Itni Mujhe,.
Ehsaas Gham Ka Dilaa Gaya Koi Chupke Se,.

Acha Hota Jo Na Banaata Rishte Kisi Se,.
Dukh Dekar Judaai Ka Rulaa Gaya Koi Chupke Se,.

__________________________________-Azeem-
Logged
punam
Guest
«Reply #68 on: February 07, 2008, 11:20:09 AM »
Reply with quote
Bahot khoob nazeem ji...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #69 on: February 07, 2008, 11:24:45 AM »
Reply with quote
Shukriya azeem bhai aur punam dear.. Usual Smile


Dil ke darwaaze sey chup chupke dekha hai sanam..
Ley aaye hoon mein suhag ka joda sanam.

Bas dulhan banake ley jahoo mujhe sanam.
Iss dard-e-zindagi sey kat tha nahi hai mann..

Dil ke darwaaze sey chupke ley jahoo sanam..
Aaj dil ko hue tasalee aap humare hai meri kush nazeeb..

Aapne aapko na sambhal pah rahi hoon mein..
Dil ke darwaaze sey dekho aapke dil ke kareeb hoon mein

Dil ke darwaaze sey dekh lo mujhe meri khushiyan
zameen ko chumm rahi hai sanam.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #70 on: February 07, 2008, 11:57:26 AM »
Reply with quote
Shukriya Poonam Sis And Seeya Sis,.
And Nice One,.
Logged
punam
Guest
«Reply #71 on: February 07, 2008, 01:06:11 PM »
Reply with quote
Bahot khoob likha aap ne di...
lo yeh dekho...


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #72 on: February 07, 2008, 01:34:26 PM »
Reply with quote
Nice Pict Punam Sis,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #73 on: February 07, 2008, 01:44:05 PM »
Reply with quote
 
 
Bahot khoob likha aap ne di...
lo yeh dekho...



....

Bohat acha hai punam its really great.. Usual Smile

Dost mile toh aap ki taraha pyaara..
Dil ka darwaaze hogaya dost tumara..
Iss jeevan mein kya layee hai..
Bas ek pyaar bhara tohfa ley jaye aapka..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #74 on: February 07, 2008, 01:55:05 PM »
Reply with quote
Nice One Again sis,.
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 02:22:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer