Dil ke darwaaze

by honeyrose on January 29, 2008, 08:46:32 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 28
ReplyPrint
Author  (Read 17971 times)
punam
Guest
«Reply #90 on: February 10, 2008, 06:55:47 AM »
Reply with quote
kya baat hai di..aap ka dil bahot hi bada hai..aur pyar bhara..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shabnam ke aasuon ne shaam ke darwaaze seeche.. by @kaash in Ghazals
...mere darwaaze se... .. . /annu/ by annu_genis in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bandh Darwaaze By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shayri-E-Dard
darwaaze...........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
honeyrose
Guest
«Reply #91 on: February 10, 2008, 07:04:06 AM »
Reply with quote
kya baat hai di..aap ka dil bahot hi bada hai..aur pyar bhara..
...

Thanks punam... Usual Smile

Dil to bade hai aayoo chalo
Iss dil mein bass jahoo aap
Yeh raab sey fariyad hai  tongue3
Logged
Roja
Guest
«Reply #92 on: February 10, 2008, 08:54:34 AM »
Reply with quote


Dil ke darwaaze sey aaj aapko meine dil diya
Dil ke darwaaze sey kash woh samajhtey
Iis dil ki tadap ko

Chupke sey kahe gayee hai dil ke baatein...
Dil ke darwaaze sey aaj aapko meine dil diya..

Zuban sey na kehe paaye woh haaseen khwab..
Aapke paas na hone ki kami mehsus hoti hai.

Dil mein humare kayi khayal sa utha hai..
Khwab toot ney ka durr humhe hota hai..

Yun hi intezaar mein guzar gayee yaadon ke pal..
Dil ke darwaaze sey aapko meine dil diya..

Hum tere dil mein rahe gayee ek yaad bankar..
Aapke labh pa khilenge hum muskaan bankar..


Dhadkan tez ho rahi hai
Shayad unka paigam aaya hai dil k darwaze se

Aana chahte hai wo kareeb hum se
Isliye paigam pe paigam diya jaa rahe hai..




Logged
honeyrose
Guest
«Reply #93 on: February 11, 2008, 09:07:23 PM »
Reply with quote
Dhadkan toh tham gayee hai humare..
Dil ke darwaaze sey na aayaa hai koi paigham unke..

Bebas intezaar mein aasu baha gayee humare..
Dil ke darwaaze sey na aayaa hai koi paigham unke

Itna tarpata hai mujhe aur tarsate hai..
Kyun chupa the ho aapne nazar humse..

Bahon mein bhar loh mujhe aapne aashiq bana ke
Dil ke darwaaze sey na aayaa hai koi paigham unke..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #94 on: February 12, 2008, 08:55:59 AM »
Reply with quote
Nice One Jaya Sis.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #95 on: February 12, 2008, 10:12:07 AM »
Reply with quote
Shukriya azeem bro.. Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #96 on: February 12, 2008, 11:33:21 AM »
Reply with quote
U Are Welcome Sis,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #97 on: February 14, 2008, 05:18:04 AM »
Reply with quote



Jab jab bahar aaye aur phool muskaraye,
Dil ke darwaaze sey tum mujhe yaad aaye

Dil ke darwaaze sey rukhe hum aasu bahaye..
Jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaaye,

Dil ke darwaaze sey tum mujhe yaad aaye.
Tumne mere labon pe har ek sur sajayaa

Jab jab mere taraane duniyane gungunaaye
Dil ke darwaaze sey tum mujhe yaad aaye.

Meine tumhe aapne zindagi ki tasveer manti hoon
Ek chota sah toofa aapke naam karti hoon

Dekhi nazar ne khushiyaan, ya dekhe gum ke saaye
Dil ke darwaaze sey tum mujhe yaad aaye..

Dil ke darwaaze sey yeh paigham hai aapka
Happy Valentine Day ho khushiyan bhara aapka
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #98 on: February 14, 2008, 07:10:21 AM »
Reply with quote
Dil ke darwaaze sey sab dostho ko mera pyaar bhara
wishes aur salam ,
HAPPY VALENTINE DAY FRIENDS.. Usual Smile



BOHAT SEH DARWAAZE DEKHE HAI,
AISA DIL KA DARWAAZA NAHI DEKHA HAI,
JOH DOSTHO KEY SAATH NIBHAYA HAI,
DOSTHO KEY BINA YEH DIL KA DARWAAZA ADURA HAI,
AAP TOH ISS DARWAAZE KE MEHEMAN HAI,
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #99 on: February 17, 2008, 09:36:20 AM »
Reply with quote



Jab jab bahar aaye aur phool muskaraye,
Dil ke darwaaze sey tum mujhe yaad aaye

Dil ke darwaaze sey rukhe hum aasu bahaye..
Jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaaye,

Dil ke darwaaze sey tum mujhe yaad aaye.
Tumne mere labon pe har ek sur sajayaa

Jab jab mere taraane duniyane gungunaaye
Dil ke darwaaze sey tum mujhe yaad aaye.

Meine tumhe aapne zindagi ki tasveer manti hoon
Ek chota sah toofa aapke naam karti hoon

Dekhi nazar ne khushiyaan, ya dekhe gum ke saaye
Dil ke darwaaze sey tum mujhe yaad aaye..

Dil ke darwaaze sey yeh paigham hai aapka
Happy Valentine Day ho khushiyan bhara aapka


SACH KEHTA HOON, BAHUT KHOOBSURAT LIKHA HAI YEH AAPNE..BAHUT ACHE HONEYJI...
Logged
punam
Guest
«Reply #100 on: February 17, 2008, 09:38:51 AM »
Reply with quote
di bahot khoob likha aap..really nice..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #101 on: February 17, 2008, 01:49:29 PM »
Reply with quote
Thanks so much khawish ji aur punam ... Usual Smile

Dil ke darwaaze sey dekho mere dil koh dekho..
Karti hoon aapka intezar yeh tadap toh dekho..

Nazar hai bekara aapke liye aayee sab..
Dostho ke sang manaye hum valentines day
sang hi sang
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #102 on: February 20, 2008, 09:20:09 AM »
Reply with quote
Nice One Seeya Sis,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #103 on: February 24, 2008, 11:30:13 AM »
Reply with quote
Dil ke darwaaze sey yaadon ke rishta kal bhi tha aur aaj bhi hai
Dil ke darwaaze sey tanha hoon mein aaj bhi hoon

Kyun durr hua tum meri nighaon sey teri raha tak jahu akele pal pal
Dil ke darwaaze sey kabhi waqt mile toh lout aana

Yeh dil ka dard samjh jana mere sanam..
Hum toot gaye hai iss duri mein..

Aapki khushi meri sar aankhon par.
Khawab jhoota kissi ko dikhaya nahi karte

Meri jaan yuhi aapne honeyrose ko satya nahi karte 
Dil ke darwaaze sey yaadon ke rishta kal bhi tha aur aaj bhi hai
 
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #104 on: February 24, 2008, 11:41:41 AM »
Reply with quote
Dil ke darwaaze sey yaadon ke rishta kal bhi tha aur aaj bhi hai
Dil ke darwaaze sey tanha hoon mein aaj bhi hoon

Kyun durr hua tum meri nighaon sey teri raha tak jahu akele pal pal
Dil ke darwaaze sey kabhi waqt mile toh lout aana

Yeh dil ka dard samjh jana mere sanam..
Hum toot gaye hai iss duri mein..

Aapki khushi meri sar aankhon par.
Khawab jhoota kissi ko dikhaya nahi karte

Meri jaan yuhi aapne honeyrose ko satya nahi karte 
Dil ke darwaaze sey yaadon ke rishta kal bhi tha aur aaj bhi hai
 


Bahut khoob honeyji...
aaj aapke dil ki baat kisi ko keh dunga...
aur yeh bhi keh dunga ke chaabi ke liye yahan par bahut logo mein jung ho rahi hai.. tongue3 :D  Grin
bahut log jhooti chaabi lekar dastak de rahe hai...

jiske paas original chabi hai woh jaldi aaye...
aur apni jagah banaye dil ke darwaze par... :D  tongue3
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 01:23:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer