tabassum shakeel
Guest
|
«Reply #60 on: May 23, 2006, 06:36:37 AM » |
|
thanxx aryan dil roya bhi to geet bana dil jab bhi hansa ek geet bana in men koi geet tumhara bhi hoga
kuch khwab sada aankhon men rahe kuch khwab jo sach na ho pae inme koi khwab tumhara bhi hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
tabassum shakeel
Guest
|
|
«Reply #61 on: May 24, 2006, 07:37:59 AM » |
|
tumne kitane spne dekhe maine kitane khwab bune is duniya ke shor men lekin dil ki dhadkan kon sune
nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tabassum shakeel
Guest
|
|
«Reply #62 on: May 26, 2006, 02:36:51 PM » |
|
dil aur mujhme ik hod si hai yu samjho ki ik daud si hai jab main ik baat likhati hun ye dasiyon soche milta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mrkotians
Guest
|
|
«Reply #63 on: May 27, 2006, 06:04:38 AM » |
|
good one... TS dil ki kya baat karen ye to bada hi nazuk hai phool badal titliyon ki baat karta rehta hai zindagi ki thokaron ka isko dard hai magar phirbhi chand aur taron men udan bharta rehta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tabassum shakeel
Guest
|
|
«Reply #64 on: May 28, 2006, 06:39:46 AM » |
|
thanxx mrk
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tabassum shakeel
Guest
|
|
«Reply #65 on: May 29, 2006, 03:01:19 AM » |
|
ek dil par jo ikhtiyar hota zindagi hi badal gai hoti
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tabassum shakeel
Guest
|
|
«Reply #66 on: June 02, 2006, 07:23:18 AM » |
|
khabar nahi vo khud aae hain dil mere khush ho ja tu dekha main sach hi kahti thi ho nahi sakta jhootha tu aane me kuchh der hui thi shayed kuch majboori thi qismat me shayed likhi thi kuchh dino ki hi doori thi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tabassum shakeel
Guest
|
|
«Reply #67 on: June 02, 2006, 03:23:46 PM » |
|
dil ki baaten tum jaano ya main jaanu ye kyon khush hai tum jano ya main jaanun tum ho kon ye main bhi to na jaan saki dil ka kya naata tumse ye uljhan hai tum ho apne bas itna hi jaanu main tum bin sab anjaan hi lagte hain mujhko
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #68 on: June 03, 2006, 01:53:46 AM » |
|
Bohat khoob Tabassum...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tabassum shakeel
Guest
|
|
«Reply #69 on: June 03, 2006, 02:44:26 AM » |
|
shukriya aryan ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tabassum shakeel
Guest
|
|
«Reply #70 on: June 09, 2006, 02:40:24 PM » |
|
dil ki barbadiyan thin likhi hui log kyun le rahe hain tera naam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Style_guru
Guest
|
|
«Reply #71 on: June 09, 2006, 02:47:58 PM » |
|
The Style Guru Says.......
Jo le rahe the log mere jane ke baad wo tera naam tha, Jo labon pe tha mere aakhri shaam wo tera naam tha,
Meri zindagi ki kitaab ke har harf pe jo lahu se likha tha, Wo mera hi lahu tha aur tera naam tha,
Is baat se nahi inkaar ki ishq khuda ki naimat hai, Is Ishq me jo bhi mila wo tera diya hua inaam tha......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tabassum shakeel
Guest
|
|
«Reply #72 on: June 09, 2006, 03:02:56 PM » |
|
mera naam jo gham hai laya to phir kaise main tabassum tera dil jo khil na paya to phir kaisi main tabassum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #73 on: August 10, 2009, 03:04:12 PM » |
|
Pooja ji Aur tabshum ji kya bat kya likha h apne
kya likhe hum in kore kagaj per dil ka her arman nikalna chahte h lekar hath me kalam sab kuch bayan krna chahte h kya likhe hum apke bare me.... likhte likhte hum khud ek gajal ban jana chahte h likhne ko to bahut kuch likh denge hum Per hum khud aapse kuch alfaj sunna chahte h....
per kya ye kagaj ur kalam humari chahat ka ijhar kar payenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #74 on: August 17, 2009, 03:02:21 AM » |
|
dil ki baaten tum jaano ya main jaanu ye kyon khush hai tum jano ya main jaanun tum ho kon ye main bhi to na jaan saki dil ka kya naata tumse ye uljhan hai tum ho apne bas itna hi jaanu main tum bin sab anjaan hi lagte hain mujhko
Bahut bahut pyara kalam aaj padne ko mila Tabassum di... Miss yr shayaries.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|