DIl ki Kalam se

by nishita on December 15, 2004, 07:04:08 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 7
ReplyPrint
Author  (Read 8273 times)
nishita
Guest
Reply with quote
woh mere dil mein rehtaa hai
main uske dil mein rehtii hoon
woh aaNkh churaa kar taktaa hai
main nazar churaa kar hunstii hoon

jaane na jaane koi na jaane
ye chaand sitaare jaante hai
woh mujh peh jaan chhiRaktaa hai
main uske dam se jeetee hoon

kitni hee dilkash tehreeren
kitne hee pyaare afsaane
woh mere dil peh likhtaa hai
main uskee aankh mein parhtee hoon

merii uskii raaz kii baatein
khushboo kii tarah urr jaatii hain
sau pehre lagaa ke hothon par
jab nazmon mein likh detii hoon  Usual Smile

(NM)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
E-kalam by kaushikbhawna008 in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Is Kalam Me....... by pawan16 in Shairi - E - Zindagi
Kalam..!! by Áɑѕӈίգ in Miscellaneous Shayri
KALAM by lehar srivastava in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
.{ Kalam Ruk Si Gayi Hai }. by Omi-Shru in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Talat
Guest
«Reply #1 on: December 15, 2004, 07:20:34 AM »
Reply with quote
Wow Nishi...too good happy9
Logged
lovebites
Guest
«Reply #2 on: December 15, 2004, 11:22:16 AM »
Reply with quote
wah bohat achey Nishita...............!

Kuch Log Mohabbat ka silah mang rahay hain,
Naadan Hain, Bendon Say Khuda Mang Rahay Hain,
Maslay Howay Pholon Say Umeedain Hai Mehakti,
Jaltay Howay Suraj Say Gata mang rahay hain..
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: December 15, 2004, 12:21:59 PM »
Reply with quote
har lamha teri yaad ki khushbu hai mere paas
is shahar main tanha hoon magar tu hai mere paas
jis shakl ko chahoon teri surat main badal doon
yeh husn-e-tasavvur hai ki jadu hai mere paas
rakhta hai sada jo meri raaton ko muaatar
wo tere badan ka gul-e-khushbu hai mere paas
kya mujh ko pasand ayenge is shahar ke naghme
tu hai meri koyal teri kuku hai mere paas
jab chahun ‘qateel’ us ke nagar tak mujhe le jayen
sochon ka chamakta hua jugnu hai mere paas…!  (NM)
Logged
lovebites
Guest
«Reply #4 on: December 15, 2004, 02:20:40 PM »
Reply with quote
bohat achey Talat.................!



apane haathon se yoon chehare ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho to saamane aate kyon ho
roz mar mar ke mujhe jiine ko kahate kyon ho
milane aate ho to phir laut ke jaate kyon ho
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 36 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #5 on: December 15, 2004, 02:24:39 PM »
Reply with quote
bahut khoob nishi love n talat
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: December 15, 2004, 02:28:42 PM »
Reply with quote
Thanks Samnoj!!!
Logged
lovebites
Guest
«Reply #7 on: December 15, 2004, 02:55:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
bahut khoob nishi love n talat



thanks...................!


tumhaare shehr ka mausam naye andaaz wala hai
hamaare shehr mein bhi ab koi hum sa nahin rehta
mohabbat aik khusboo hai, hamesha saath chalti hai
koi insaan tanhaai mein bhi tanha nahin rehta
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 36 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #8 on: December 15, 2004, 03:18:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
woh mere dil mein rehtaa hai
main uske dil mein rehtii hoon
woh aaNkh churaa kar taktaa hai
main nazar churaa kar hunstii hoon

jaane na jaane koi na jaane
ye chaand sitaare jaante hai
woh mujh peh jaan chhiRaktaa hai
main uske dam se jeetee hoon

kitni hee dilkash tehreeren
kitne hee pyaare afsaane
woh mere dil peh likhtaa hai
main uskee aankh mein parhtee hoon

merii uskii raaz kii baatein
khushboo kii tarah urr jaatii hain
sau pehre lagaa ke hothon par
jab nazmon mein likh detii hoon  Usual Smile

(NM)


ek doosre ke dil me rahte hai
log ishk me kya se kya karte hai
ishk wo shai hai is dunya me
jis me log kaanto se bhi guzarte hai
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: December 15, 2004, 03:41:29 PM »
Reply with quote
Wah!! sam...
Logged
lovebites
Guest
«Reply #10 on: December 15, 2004, 10:11:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
Quote from: "nishita"
woh mere dil mein rehtaa hai
main uske dil mein rehtii hoon
woh aaNkh churaa kar taktaa hai
main nazar churaa kar hunstii hoon

jaane na jaane koi na jaane
ye chaand sitaare jaante hai
woh mujh peh jaan chhiRaktaa hai
main uske dam se jeetee hoon

kitni hee dilkash tehreeren
kitne hee pyaare afsaane
woh mere dil peh likhtaa hai
main uskee aankh mein parhtee hoon

merii uskii raaz kii baatein
khushboo kii tarah urr jaatii hain
sau pehre lagaa ke hothon par
jab nazmon mein likh detii hoon  Usual Smile

(NM)


ek doosre ke dil me rahte hai
log ishk me kya se kya karte hai
ishk wo shai hai is dunya me
jis me log kaanto se bhi guzarte hai


nice Samnoj........................!
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #11 on: December 16, 2004, 07:35:05 AM »
Reply with quote
Quote from: "lovebites"
Quote from: "samnoj"
Quote from: "nishita"
woh mere dil mein rehtaa hai
main uske dil mein rehtii hoon
woh aaNkh churaa kar taktaa hai
main nazar churaa kar hunstii hoon

jaane na jaane koi na jaane
ye chaand sitaare jaante hai
woh mujh peh jaan chhiRaktaa hai
main uske dam se jeetee hoon

kitni hee dilkash tehreeren
kitne hee pyaare afsaane
woh mere dil peh likhtaa hai
main uskee aankh mein parhtee hoon

merii uskii raaz kii baatein
khushboo kii tarah urr jaatii hain
sau pehre lagaa ke hothon par
jab nazmon mein likh detii hoon  Usual Smile

(NM)


ek doosre ke dil me rahte hai
log ishk me kya se kya karte hai
ishk wo shai hai is dunya me
jis me log kaanto se bhi guzarte hai


nice Samnoj........................!



TOO KHOOL NISHI.... N SAMNOJ...!!!
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 36 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #12 on: December 16, 2004, 10:05:17 AM »
Reply with quote
thanx talat love n sadika
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #13 on: December 16, 2004, 10:06:39 AM »
Reply with quote
Wah wah wah !! Bahut Khoob Likh ra Usual Smile he hain sabhi!!!! Very NIce!
Logged
Talat
Guest
«Reply #14 on: December 16, 2004, 02:40:18 PM »
Reply with quote
Quote from: "lovebites"
bohat achey Talat.................!



apane haathon se yoon chehare ko chhupaate kyon ho
mujh se sharmaate ho to saamane aate kyon ho
roz mar mar ke mujhe jiine ko kahate kyon ho
milane aate ho to phir laut ke jaate kyon ho


Thanks lovebites!! n Good one!!!
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:12:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer