**dil** RH's Collection

by Rajesh Harish on October 30, 2008, 11:07:41 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 7447 times)
honeyrose
Guest
«Reply #30 on: November 01, 2008, 06:58:10 AM »
Reply with quote
Zakham e dil tumhe dikhaye kaise
Lohu riste hain paani ke boond jaise
Itne tukde hain toote sishe ki tarah
Bikhre hue hain yeh kankadoo ki tarah


Bohat khoob Rajesh ji..

Nice sharing Rishii..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
SMS collection 0.1 by murali in SMS , mobile & JOKES
My SMS Collection! by bybh in SMS , mobile & JOKES « 1 2 ... 116 117 »
JusT a Collection....!!! by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
SMS Collection by Masoom_Badmash in SMS , mobile & JOKES
SMS COLLECTION! by Masoom_Badmash in SMS , mobile & JOKES « 1 2  All »
Rajesh Harish
Guest
«Reply #31 on: November 01, 2008, 12:01:27 PM »
Reply with quote
Teri ek muskurahat ne dil ko khila diya
Par ek hi pal mein tu ne usko todh diya
Agar tu unse chup kar mili hoti
To hum ji lete teri us ek muskurahat liye
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #32 on: November 02, 2008, 10:26:44 AM »
Reply with quote
Neend nahi aati hai saari saari raat
Jab se huyee hai un se malakaat
Dil tarapta hai un ke ek jhalak ke liye
Us ko kaise bataye dil ke haal ke baat
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #33 on: November 02, 2008, 10:27:18 AM »
Reply with quote
Zakhmon se choor choor ho gaya dil mera
Dard itna badh gaya hai shahan nahi hota
Kitna zakhmi hai aaj yeh nadaan dil mera
Ek zakham bhi use dikhane ko dil nahi karta
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #34 on: November 02, 2008, 10:53:33 AM »
Reply with quote
Zakhmon se choor choor ho gaya dil mera
Dard itna badh gaya hai shahan nahi hota
Kitna zakhmi hai aaj yeh nadaan dil mera
Ek zakham bhi use dikhane ko dil nahi karta


Zakhm aur badhane se kya gham kam hoga
Tanhai se mou chupane se kya gham kam hoga
Khushiyan toh bhar ke aayenge aapke daman mein
Aab tak chupa rakha hai pyaar iss dil mein..
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #35 on: November 02, 2008, 11:18:41 AM »
Reply with quote
Zakhm aur badhane se kya gham kam hoga
Tanhai se mou chupane se kya gham kam hoga
Khushiyan toh bhar ke aayenge aapke daman mein
Aab tak chupa rakha hai pyaar iss dil mein..



Dard e zakham sahne ki kuch aadat si ho gayee hai
Tanhai to mere is zindagi ki hum safar ho gayee hai
Is dil ko bhi zakham e dard se mohabbat ho gayee hai
Ab mera pyaar bhi duniya ki bheed mein kho gayee hai
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #36 on: November 02, 2008, 11:30:54 AM »
Reply with quote


Dard e zakham sahne ki kuch aadat si ho gayee hai
Tanhai to mere is zindagi ki hum safar ho gayee hai
Is dil ko bhi zakham e dard se mohabbat ho gayee hai
Ab mera pyaar bhi duniya ki bheed mein kho gayee hai


Jawaani se dukh bardash karte aaye hain
Aaj bhi dukhon ko chupate aaye hain
Muhabbat ke darwaaze se chale aaye hain
Iss umeed ke sahare aaj bhi intzaar karte aaye hain
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #37 on: November 02, 2008, 05:08:49 PM »
Reply with quote
Jawaani se dukh bardash karte aaye hain
Aaj bhi dukhon ko chupate aaye hain
Muhabbat ke darwaaze se chale aaye hain
Iss umeed ke sahare aaj bhi intzaar karte aaye hain


Dukh to apna jeewan ka saathi hai
Yeh to hamesha saath dega hamara
Mohabbat to bewafai kar jaati hai
Ummeed to hi hai ek sahara hamara
Logged
Pooja
Guest
«Reply #38 on: November 02, 2008, 09:49:18 PM »
Reply with quote
nice sharing Rishii, Rajesh, Honey and Lil bro
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #39 on: November 03, 2008, 11:24:06 AM »
Reply with quote
Aye dost to dil ke aur kareeb a jate ho                          Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish karta hoon
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #40 on: November 03, 2008, 11:24:35 AM »
Reply with quote
Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #41 on: November 03, 2008, 11:25:07 AM »
Reply with quote
Din to guzar gaye hanste hanste
Raat bhi dhal gayi sochte sochte
Koshish to bahut ki mere dil ne
Zuban pe baat rah gayee nikalte nikalte
Logged
Sadia Raja
Guest
«Reply #42 on: November 03, 2008, 11:25:43 AM »
Reply with quote
bohat khoob Rajesh g
Logged
Daredevil
Guest
«Reply #43 on: November 03, 2008, 11:26:17 AM »
Reply with quote
Machal Machal kar armaan mere, khud hi dafan ho jate hai,
Jiss dhaage ka main janib hun,Are, Vo dhaage hi kafan ho jate hai!!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #44 on: November 03, 2008, 11:28:34 AM »
Reply with quote
Goon one Rishii Ji
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 01:49:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer