Do alfaj likh paaye hain

by poem143s on July 03, 2007, 04:15:33 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1024 times)
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004

View Profile
Reply with quote
Tumhare husan ki kaya taarif karu is main hajaron rang samaye hain
Is jahan pe tumhen inshan nahi khud farishte le ke aaye hain
Phoolon main bhi yesi ronak kahan ab to bhaware bhi gungu naye hain  
Dekh is sang marmari badan ko tumhare khilte kawal bhi murjhaye hain

Tum kisi apshara se bhi kam nahi dekh tumhen chaand sitare bhi sarmaaye hain
Hamare sune dil main bhi par jaaye kadam tumhare dil main aash lagaye hain

Hum to kuch bhi nahi is apshara ke samane bas youn hi chale aaye hain
Inki khoobsurati ko dekh ab hosh kahan bas do hi alfaaj likh paaye hain

Sameer
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003

View Profile
«Reply #1 on: July 03, 2007, 11:29:19 AM »
Reply with quote
Umda..

Khoobsurat .. aapki alfaaz bhi husnwale hain yahaan!
Logged
Jiya
Guest
«Reply #2 on: July 03, 2007, 04:28:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "poem143s"
Tumhare husan ki kaya taarif karu is main hajaron rang samaye hain
Is jahan pe tumhen inshan nahi khud farishte le ke aaye hain
Phoolon main bhi yesi ronak kahan ab to bhaware bhi gungu naye hain  
Dekh is sang marmari badan ko tumhare khilte kawal bhi murjhaye hain
Tumhare husan ki kaya taarif karu is main hajaron rang samaye hain
Tum kisi apshara se bhi kam nahi dekh tumhen chaand sitare bhi sarmaaye hain
Hamare sune dil main bhi par jaaye kadam tumhare dil main aash lagaye hain
Tumhare husan ki kaya taarif karu is main hajaron rang samaye hain
Hum to kuch bhi nahi is apshara ke samane bas youn hi chale aaye hain
Inki khoobsurati ko dekh ab hosh kahan bas do hi alfaaj likh paaye hain

Sameer

bohot achhi rachna hai aapki,,,,,,, bohot gehera sochte hain aap.

hunaari sundarha  hai humaari saadgi,
aur us-se bhi sundar hai ye nazar aapki,
khush kismat hain hum to bohot, ye aak jaana humne,
jo ban gaye hain hum shayari aapki.
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004

View Profile
«Reply #3 on: July 05, 2007, 02:46:39 AM »
Reply with quote
Thankyou ricky !! kaya haal chal hai aapke sayad mast hi honge aur hone bhi chahiye yaar mast raho
Kaahte raho
peete raho
gaate raho
gungunate raho
hast raho
mast raho
Keep smiling

AANKHIR HUSN WAALE JO HO !!!
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004

View Profile
«Reply #4 on: July 05, 2007, 02:56:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jiya"
Quote from: "poem143s"
Tumhare husan ki kaya taarif karu is main hajaron rang samaye hain
Is jahan pe tumhen inshan nahi khud farishte le ke aaye hain
Phoolon main bhi yesi ronak kahan ab to bhaware bhi gungu naye hain  
Dekh is sang marmari badan ko tumhare khilte kawal bhi murjhaye hain
Tumhare husan ki kaya taarif karu is main hajaron rang samaye hain
Tum kisi apshara se bhi kam nahi dekh tumhen chaand sitare bhi sarmaaye hain
Hamare sune dil main bhi par jaaye kadam tumhare dil main aash lagaye hain
Tumhare husan ki kaya taarif karu is main hajaron rang samaye hain
Hum to kuch bhi nahi is apshara ke samane bas youn hi chale aaye hain
Inki khoobsurati ko dekh ab hosh kahan bas do hi alfaaj likh paaye hain

Sameer

bohot achhi rachna hai aapki,,,,,,, bohot gehera sochte hain aap.

hunaari sundarha  hai humaari saadgi,
aur us-se bhi sundar hai ye nazar aapki,
khush kismat hain hum to bohot, ye aak jaana humne,
jo ban gaye hain hum shayari aapki.

Tum kabhi paas aao tumhen dil main bitha kar rakhunga
Har dard-o-gum se tumhen door chhupa kar rakhunga
Hamari nazar nahi tumhari saadgi hi kamaal hai
Jab se dekha hai tumhen sach kahu mera to boora haal hai
Tum shyari nahi meri ban gayi ho zindgani
Pass aao na ab de bhi do kuch pyar ki nishani

TC
Sameer
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:47:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer