Do Line Mohabbat Ke Naam... 2 Liners..!!

by _Vicky_ on April 30, 2009, 06:13:39 AM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 200
ReplyPrint
Author  (Read 230154 times)
angel4u
Guest
«Reply #195 on: May 03, 2009, 06:43:10 AM »
Reply with quote

teri adayein, teri muskurahat teri masoom si shararatein,
ke jab yaad aata hai tu, khud mein hi simat jata hai mera wajood...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mohabbat ka naam.............. by aryan_mantri in Shayri-E-Dard
mohabbat naam hei meraa by hameeda in Share:Love Poetry
MAT NAAM LE MOHABBAT KA....SOUDAGAR by soudagar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Do Line ISHQ Ke Naam......S@M@N by Saman Firdaus in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 3  All »
MOHABBAT KEEJIYE ( 2- liners ) by surindarn in Shairi - E - Zindagi
_Vicky_
Guest
«Reply #196 on: May 03, 2009, 08:03:03 AM »
Reply with quote
Wah Kya Baat Hai.. Angel Bahut Khoob Likha Hai..!! Applause


Yeh Wada Karo, Ki Mujhe Na Bhulaaoge Kabhi,
Naam Mera Dil Se Apne, Na Mitaaoge Kabhi...!!


**~** Mann **~**
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #197 on: May 03, 2009, 08:11:04 AM »
Reply with quote
Bohat Achche Huzaina Sis, And Vikas Bhai,.


Hum To Loot Gaye Aaghaaz-e-Mohabbat Mein "Faraaz,.
Logon Se Sunaa Tha Ke Anjaam Buraa Hota Hai,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #198 on: May 03, 2009, 08:12:34 AM »
Reply with quote
Arrre wah ... Nice lines Azeem  Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #199 on: May 03, 2009, 08:16:06 AM »
Reply with quote
Thank U Behna,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #200 on: May 03, 2009, 08:18:45 AM »
Reply with quote

Mohabbat Wo Bala Hai, Jo Milkar To Sitam Dhaati Hai,.
Aur Jis Se Bichard Jaaye, Tp Bada Rulaati Hai,.

___________________________________-Azeem-
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #201 on: May 03, 2009, 08:40:53 AM »
Reply with quote

Mohabbat Wo Bala Hai, Jo Milkar To Sitam Dhaati Hai,.
Aur Jis Se Bichard Jaaye, Tp Bada Rulaati Hai,.

___________________________________-Azeem-
Bahut khoob Azeem

Mohabbat karke dekh lo mohabbat jeena sikhati hai
ye hai wo masum bala,
jo kaanto bhari raah par chal kar bhi manjil ko pana sikhati hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #202 on: May 03, 2009, 08:48:54 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Azeem

Mohabbat karke dekh lo mohabbat jeena sikhati hai
ye hai wo masum bala,
jo kaanto bhari raah par chal kar bhi manjil ko pana sikhati hai

Nice One,.

Mile Jo Saath Dilbar Kar, Hum Haskara Kaanton Par Safar Kar Lenge,.
Hume Duniya Ki Zaroorat Nahi "Azeem, Hum To Dilon Mien Ghar Kar Lenge,.

________________________________________-Azeem-
Logged
dead heart
Guest
«Reply #203 on: May 03, 2009, 09:23:12 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Azeem

Mohabbat karke dekh lo mohabbat jeena sikhati hai
ye hai wo masum bala,
jo kaanto bhari raah par chal kar bhi manjil ko pana sikhati hai

Agar mohobat ek masum bhala hoti toh yeh rulati nahin logon ko Rahim,
Yeh toh woh aag ka dariya hai jispe log doobke bhi uski tarif kiye jate hai...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #204 on: May 03, 2009, 09:24:54 AM »
Reply with quote
Sabne bahaut acha likha hai... Applause
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #205 on: May 03, 2009, 09:55:37 AM »
Reply with quote
Mohabbat yun hi nahi haavi hai sabke dilon par ae mere dost
ye to wo jannat hai jahan aaker sab yaheen ke ho jaate hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #206 on: May 03, 2009, 10:07:28 AM »
Reply with quote
Mohabbat yun hi nahi haavi hai sabke dilon par ae mere dost
ye to wo jannat hai jahan aaker sab yaheen ke ho jaate hain


Mil Jaaye Mohabbat To Jannat Kehlaati Hai,.
Iske Khona Ka Gham To Jahannam Ki Sazaa Se Bhi Badtar Hai,.
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #207 on: May 03, 2009, 10:55:26 AM »
Reply with quote
bohot khoob likha hai sab ne...mashaallah
Logged
Sadia Raja
Guest
«Reply #208 on: May 03, 2009, 11:00:35 AM »
Reply with quote

Mil Jaaye Mohabbat To Jannat Kehlaati Hai,.
Iske Khona Ka Gham To Jahannam Ki Sazaa Se Bhi Badtar Hai,.


Muhabbat milli bi to neend bi apni nahi rahi,
Gumnaam zindagi thi to kitna sakoon tha...!!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #209 on: May 03, 2009, 12:32:59 PM »
Reply with quote
Wah Kya Baat Hai Jannat, Azeem Bhai, Deadherat & Sadia Ji.. Applause


Duniya to Baazaar Hai, Jazzbaaton ka "MANN",
Jahan Qadam-Qadam Pe Mohabbat Nilaam Hoti Hai....


**~** Mann **~**




Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 200
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 01:36:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer