Do Pal Ki Mulaqat Ka Aalam Har Shaam Kya Kahe..!!... Shireen Hakani

by Shireen Hakani on September 15, 2012, 08:31:05 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3554 times)
Shireen Hakani
Guest
Reply with quote
Do Pal Ki Mulaqat Ka Aalam Har Shaam Kya Kahe,
Waqt Beet Jata Hai Karte Hi Salaam Kya Kahe..!!

Hijr Mein Toh Raat Bhi Dhalti Nahi Hai Falaq Mein,
Kaise Guzarenge Judai Ke Din Tamaam Kya Kahe..!!

Likh Denge Tumhe Sare Dil Ka Haal Khat Mein Hum,
Dil Ki Baatien Jo Phir Ban Jaye Kalaam Kya Kahe..!!

Muskura Dena Chand Ko Dekh Kar Kisi Haseen Raat,
Samjhenge Aaya Chandani Ke Haath Payaam Kya Kahe..!!

Shireen Hakani


Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: September 15, 2012, 09:12:32 AM »
Reply with quote
Do Pal Ki Mulaqat Ka Aalam Har Shaam Kya Kahe,
Waqt Beet Jata Hai Karte Hi Salaam Kya Kahe..!!

Hijr Mein Toh Raat Bhi Dhalti Nahi Hai Falaq Mein,
Kaise Guzarenge Judai Ke Din Tamaam Kya Kahe..!!

Likh Denge Tumhe Sare Dil Ka Haal Khat Mein Hum,
Dil Ki Baatien Jo Phir Ban Jaye Kalaam Kya Kahe..!!

Muskura Dena Chand Ko Dekh Kar Kisi Haseen Raat,
Samjhenge Aaya Chandani Ke Haath Payaam Kya Kahe..!!

Shireen Hakani





gudssssssss-SH Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: September 15, 2012, 09:57:26 AM »
Reply with quote
Do Pal Ki Mulaqat Ka Aalam Har Shaam Kya Kahe,
Waqt Beet Jata Hai Karte Hi Salaam Kya Kahe..!!

Hijr Mein Toh Raat Bhi Dhalti Nahi Hai Falaq Mein,
Kaise Guzarenge Judai Ke Din Tamaam Kya Kahe..!!

Likh Denge Tumhe Sare Dil Ka Haal Khat Mein Hum,
Dil Ki Baatien Jo Phir Ban Jaye Kalaam Kya Kahe..!!

Muskura Dena Chand Ko Dekh Kar Kisi Haseen Raat,
Samjhenge Aaya Chandani Ke Haath Payaam Kya Kahe..!!

Shireen Hakani





Shireen ji...Bahut Bahut Khooooob!!!

Waise To Poori Ghazal Daad Ke Kaabil Hai Par Khaas Taur Par yeh Ashaar Bahut Khoobsurat Hai...

"Likh Denge Tumhe Saare Dil Ka Haal Khat Mein Hum
 Dil Ki Baatein Jo ban Jaaye Kalaam Kya Kahe..."

Awesome.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: September 15, 2012, 10:04:03 AM »
Reply with quote
Do Pal Ki Mulaqat Ka Aalam Har Shaam Kya Kahe,
Waqt Beet Jata Hai Karte Hi Salaam Kya Kahe..!!

Hijr Mein Toh Raat Bhi Dhalti Nahi Hai Falaq Mein,
Kaise Guzarenge Judai Ke Din Tamaam Kya Kahe..!!

Likh Denge Tumhe Sare Dil Ka Haal Khat Mein Hum,
Dil Ki Baatien Jo Phir Ban Jaye Kalaam Kya Kahe..!!

Muskura Dena Chand Ko Dekh Kar Kisi Haseen Raat,
Samjhenge Aaya Chandani Ke Haath Payaam Kya Kahe..!!

Shireen Hakani





Kuch Lamhe Hume Bhi Yaad Rahenge Aaj Aur Kal Ke Liye
Naa Bhool Paayenge Tumhe Hum Do Pal Ke Liye....

Tera Mera Milna Kissi Ittefaq Se Kam Nahi...!!!!!!
Tu Meri Zaroorat Hai Ab, Har Meri Ghazal Ke Liye.....
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #4 on: September 15, 2012, 12:51:06 PM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob Shireen ji.. Usual Smile
Applause Applause
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 16 hours and 48 minutes.
Posts: 18608
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #5 on: September 15, 2012, 01:49:19 PM »
Reply with quote
boht khub shireen ji
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: September 15, 2012, 02:17:22 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Ghazal kahee hai aapne.
Applause Applause
Logged
Sps
Guest
«Reply #7 on: September 15, 2012, 09:22:57 PM »
Reply with quote
behad khoobsurat.....bahot bahot khoob!
Logged
suman59
Guest
«Reply #8 on: September 15, 2012, 10:30:16 PM »
Reply with quote
Do Pal Ki Mulaqat Ka Aalam Har Shaam Kya Kahe,
Waqt Beet Jata Hai Karte Hi Salaam Kya Kahe..!!

Hijr Mein Toh Raat Bhi Dhalti Nahi Hai Falaq Mein,
Kaise Guzarenge Judai Ke Din Tamaam Kya Kahe..!!

Likh Denge Tumhe Sare Dil Ka Haal Khat Mein Hum,
Dil Ki Baatien Jo Phir Ban Jaye Kalaam Kya Kahe..!!

Muskura Dena Chand Ko Dekh Kar Kisi Haseen Raat,
Samjhenge Aaya Chandani Ke Haath Payaam Kya Kahe..!!

Shireen Hakani



bahut khoob shireen jee
Logged
sbechain
Guest
«Reply #9 on: September 17, 2012, 06:39:37 PM »
Reply with quote
Do Pal Ki Mulaqat Ka Aalam Har Shaam Kya Kahe,
Waqt Beet Jata Hai Karte Hi Salaam Kya Kahe..!!
mashaallah kya naazuk sa sher hai sheerin Applause Applause Applause
Hijr Mein Toh Raat Bhi Dhalti Nahi Hai Falaq Mein,
Kaise Guzarenge Judai Ke Din Tamaam Kya Kahe..!!
bahut khoob.....! Applause Applause Applause
Likh Denge Tumhe Sare Dil Ka Haal Khat Mein Hum,
Dil Ki Baatien Jo Phir Ban Jaye Kalaam Kya Kahe..!!
wah wah kaya kahne sheerinmain bhi apne dilbar ko aisa sher nahin likh sakti Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Muskura Dena Chand Ko Dekh Kar Kisi Haseen Raat,
Samjhenge Aaya Chandani Ke Haath Payaam Kya Kahe..!!
wow !!!! maar liya baazi tumne sheerin. wo to tum pe fida hi ho jaaye ga jis ke liye ye sher likha hai Clapping Smiley Clapping Smiley
Shireen Hakani





shireen, so lovely so sweet......!
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #10 on: September 18, 2012, 06:09:40 AM »
Reply with quote
ThanQ Sheba!!!! Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:47:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer