Do Pyaar Karne Waale,..

by Jaanasheen on April 28, 2006, 07:16:47 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2246 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Ye Pyaar Ka Jahan Hai, Har Dil Meharbaan Hai,..
Kuch Aur Ye Zameen Hai, Kuch Aur Asmaan Hai,..

Na Zulm Ka Nishaan Hai Na Gahm Ki Dastaan Hai,..
Har Koi Kisko Samjhe Wo Pyaar Ki Zaaban Hai,..

Ulfat Ki Raagini Mein,Mastaani Bekhudi Mein,..
So Jaayeinge Do Dil, Ulfat Ki Chandini Mein,..

Phir Kya Karegi Duniya, Jal Jal Maregi Duniya,..
Taaron Mein Do Sitaare Dekha Karegi Duniya,..

Hathon Mein Hath Dale Khud Ko Bhi Sambhaale,..
Nikaleinge Hum Jidhar Se Ho Jaayeinge Ujaale,..

Chand Kahega Hanskar, Seene Pe Haath Rakh kar,..
Wo Jaa Rahe Hain Dekho, Do Pyaar Karne Waale,..

________________________________-NM-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 28, 2006, 07:21:12 AM »
Reply with quote
Ek Raat Mein Do Chand Khile,..
Ek Ghoongat Mein Ek badli Mein,..
Apani Apni Manzil SE Mile,..
Ek Goongat Mein Ek Badli Mein,..

Badali Ka Wo Chand To Sabka Hai,..
Ghoongat Ka Wo Chand To Apna Hai,..
Mujhe Chand Samajhne Wale Bataa,..
Ye Sach Hai Ya Sapna Hai,..

Maloom Nahi Do Anjaane,..
Raahi Kaise Mil Jaate Hai,..
Phoolon Ko Agar Khilna Ho,.
Veeraane mein Bhi Khil Jaate Hain,,.

___________________-NM_
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #2 on: April 28, 2006, 08:29:43 AM »
Reply with quote
Laash ko arthi se pyaar hai,
Patjhad ko bahaar se pyaar hai,
Hum ne bhi pyaar kiya hai magar,
Hamare dildaar ko kisi aur ka intezaar hai.
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #3 on: April 28, 2006, 08:37:46 AM »
Reply with quote
Dil mein hai dard..Wo dard kaise batyein,
Haste hue ye zakhm kaise dikhayen,
Kehti hai duniya hum hain khush naseeb,
Magar is naseeb ki daastan  kise batayein.
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #4 on: April 28, 2006, 08:39:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Ek Raat Mein Do Chand Khile,..
Ek Ghoongat Mein Ek badli Mein,..
Apani Apni Manzil SE Mile,..
Ek Goongat Mein Ek Badli Mein,..

Badali Ka Wo Chand To Sabka Hai,..
Ghoongat Ka Wo Chand To Apna Hai,..
Mujhe Chand Samajhne Wale Bataa,..
Ye Sach Hai Ya Sapna Hai,..

Maloom Nahi Do Anjaane,..
Raahi Kaise Mil Jaate Hai,..
Phoolon Ko Agar Khilna Ho,.
Veeraane mein Bhi Khil Jaate Hain,,.

___________________-NM_
Bahut khoob janasheen ji, aise he likhte rahiye....You rock.
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #5 on: April 28, 2006, 10:05:11 PM »
Reply with quote
good... very good... jaanasheen....

Har din teri hi yaadein is dil mein...
dekhne ki aas bhari hain is mann mein...

sard hawa mein bhi garm mehsoos hui..
bheed mein bhi akelapan...
din mein ghoom ke thak gaya maine...
raat mein chahke tadpa maine...
tujhe bina dekh ke...

samundar se alag hokar
ban jati hain kaale badal
girti hain barish bankar
behte behte phir se samundar
aise hain hamari zindagi is dharti par

har din teri hi yaadein is dil mein...
dekhne ki aas bhari hain is mann mein...


Quote from: "Jaanasheen"
Ye Pyaar Ka Jahan Hai, Har Dil Meharbaan Hai,..
Kuch Aur Ye Zameen Hai, Kuch Aur Asmaan Hai,..

Na Zulm Ka Nishaan Hai Na Gahm Ki Dastaan Hai,..
Har Koi Kisko Samjhe Wo Pyaar Ki Zaaban Hai,..

Ulfat Ki Raagini Mein,Mastaani Bekhudi Mein,..
Sa Jaayeinge Do Dil, Ulfat Ki Chandini Mein,..

Phir Kya Karegi Duniya, Jal Jal Maregi Duniya,..
Taaron Mein Do Sitaare Dekha Karegi Duniya,..

Hathon Mein Hath Dale Khud Ko Bhi Sambhaale,..
Nikaleinge Hum Jidhar Se Ho Jaayeinge Ujaale,..

Chand Kahega Hanskar, Seene Pe Haath Rakh kar,..
Wo Jaa Rahe Hain Dekho, Do Pyaar Karne Waale,..

________________________________-NM-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 29, 2006, 11:11:13 AM »
Reply with quote
Shukriya Doston ,..
Aur apne Bhi Bahoot Acha likha hai,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 29, 2006, 11:31:04 AM »
Reply with quote
Do Roz Mein Vo Pyaar Ka Alaam Ujad gaya,..
Barbaad karne Aaaya Tha Barbaad kar gaya,..

Bas Itni Si Hai Dataan Bachpan Ke Pyaar Ki,..
Do Phool Khilte Khilte Hi Gulshaan Ujad Gaya,..

Leke Sahara Yaad Ka Kab Tak Koi Jeeye,..
Aye Mout Aaa,.Ke Zindagi Se Dil Hi Bhar Gaya,..

Seene Me jan Kisisi Ki Dil Dhadakta tha mera,..
Vo Din kahan Gae Wo Zamaana Kidhar Gaya,..

_________________________________-NM-
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: December 18, 2009, 12:17:34 AM »
Reply with quote
Wonderful poems Azeem bhai thanks for sharing.beautiful lines by all of you. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 18, 2009, 08:54:21 AM »
Reply with quote
Shukriya Madhuwesh Sis,.
For Getting Back My Old Topics
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: December 18, 2009, 08:56:41 AM »
Reply with quote
Wonderful sharings Chote Bhai
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #11 on: December 18, 2009, 03:20:13 PM »
Reply with quote
Bahut Hi umda Shayariyaan Share Ki Hain aapne Azeem Bhai.. Applause
Maza aa Gaya Padh Kar..


**~** Mann **~**
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: December 20, 2009, 05:31:21 PM »
Reply with quote
Nice sharing Lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 25, 2009, 09:09:18 PM »
Reply with quote
Thank You Pooja Sis Mann Bhai and Madhuwesh Sis For Your Comments,.
Logged
ek_tamanna
Guest
«Reply #14 on: December 11, 2010, 07:42:06 PM »
Reply with quote
Ulfat Ki Raagini Mein,Mastaani Bekhudi Mein,..
So Jaayeinge Do Dil, Ulfat Ki Chandini Mein,..

wow...............

thanx 4 sharing
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 10:51:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer