DOOR REHNA HI TOH PYAR KA DASTOOR HAI ........ (Jasbir Singh)

by jasbirsingh on January 23, 2009, 05:50:35 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3889 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #15 on: January 23, 2009, 02:08:29 PM »
Reply with quote
bahut khoobsoorat likha hai aapney jasbir ji aap ney to un sab ke dil ki baat keh di jo apney chahney walon se door hain per lafzon mein keh nahi patey love4


hai ni Gurinder JI, thanks jiiii ..... kya baat hai ... kahi yeh aap key dil ki bhi toh nahi koi baat hai ... heee heeee
chalo unn tak hum yeh sandesha pahucha detey hai
jinkoh sunaney key liye aaap sharmatey hai


jasbir singh
Logged
gurinder
Guest
«Reply #16 on: January 23, 2009, 02:14:13 PM »
Reply with quote
aada kam to apne kar diya mera yeh poetry likh kar baki ka aada main khudh kar loongi  Winking
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #17 on: January 23, 2009, 02:30:52 PM »
Reply with quote
aada kam to apne kar diya mera yeh poetry likh kar baki ka aada main khudh kar loongi  Winking

THanks and i really hope, aap ka aadha kaam pura ho jaye
aap koh paney key liye woh bhi dodey chaley aaye

jasbir singh
Logged
Roja
Guest
«Reply #18 on: January 24, 2009, 03:03:53 AM »
Reply with quote

TUMHARI CHAHAT KA AISA ASAR HUA HAI
DOOR REHKAR BHI DIL NA TANHA HUA HAI

HAR PAL AAKHOH MEH NAZAR AATEY HAI
UNSEY MILNEY HUM AKSAR SAPNOH MEH JATEY HAI

MULKOH KI DOORI BHI KAHA HAMEY ROK PATI HAI
DIL SEY AWAAZ DETEY HAI, WOH DOHDI CHALI AATI HAI

SIRF EK CHEEZ HAMEY PARESHAN KAR JATI HAI
JAB WOH SOTEY HAI, HAMARI SUBAH HO JATI HAI

HASTEY HUYE WOH HAMEY TANG KARTEY HAI
HUM DIN MEH, SAPNOH MEH RANG BHARTEY HAI

FIR BHI HAMEY YEH PYARA RISHTA MANJOOR HAI
DOOR REHNA HI TOH PYAR KA DASTOOR HAI
DOOR REHNA HI TOH PYAR KA DASTOOR HAI


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com



Shandar peshkash...  Applause Applause Simply good... love9
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #19 on: January 24, 2009, 04:43:24 AM »
Reply with quote

TUMHARI CHAHAT KA AISA ASAR HUA HAI
DOOR REHKAR BHI DIL NA TANHA HUA HAI

HAR PAL AAKHOH MEH NAZAR AATEY HAI
UNSEY MILNEY HUM AKSAR SAPNOH MEH JATEY HAI

MULKOH KI DOORI BHI KAHA HAMEY ROK PATI HAI
DIL SEY AWAAZ DETEY HAI, WOH DOHDI CHALI AATI HAI

SIRF EK CHEEZ HAMEY PARESHAN KAR JATI HAI
JAB WOH SOTEY HAI, HAMARI SUBAH HO JATI HAI

HASTEY HUYE WOH HAMEY TANG KARTEY HAI
HUM DIN MEH, SAPNOH MEH RANG BHARTEY HAI

FIR BHI HAMEY YEH PYARA RISHTA MANJOOR HAI
DOOR REHNA HI TOH PYAR KA DASTOOR HAI
DOOR REHNA HI TOH PYAR KA DASTOOR HAI




JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com



Bahoth Badiya Jasbir Sahab Maza Agaya Hai Kya ahesaad bayan hai ahesas -a-kamtari me wah wah !!

Qadeer Toopchi
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #20 on: January 24, 2009, 10:22:06 AM »
Reply with quote
Shandar peshkash...  Applause Applause Simply good... love9

THANKS ROJA

JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #21 on: January 24, 2009, 10:22:30 AM »
Reply with quote
Bahoth Badiya Jasbir Sahab Maza Agaya Hai Kya ahesaad bayan hai ahesas -a-kamtari me wah wah !!

Qadeer Toopchi

THANKS QADEER

JASBIR SINGH
Logged
Deepati
Guest
«Reply #22 on: January 25, 2009, 01:56:46 AM »
Reply with quote

TUMHARI CHAHAT KA AISA ASAR HUA HAI
DOOR REHKAR BHI DIL NA TANHA HUA HAI

HAR PAL AAKHOH MEH NAZAR AATEY HAI
UNSEY MILNEY HUM AKSAR SAPNOH MEH JATEY HAI

MULKOH KI DOORI BHI KAHA HAMEY ROK PATI HAI
DIL SEY AWAAZ DETEY HAI, WOH DOHDI CHALI AATI HAI

SIRF EK CHEEZ HAMEY PARESHAN KAR JATI HAI
JAB WOH SOTEY HAI, HAMARI SUBAH HO JATI HAI

HASTEY HUYE WOH HAMEY TANG KARTEY HAI
HUM DIN MEH, SAPNOH MEH RANG BHARTEY HAI

FIR BHI HAMEY YEH PYARA RISHTA MANJOOR HAI
DOOR REHNA HI TOH PYAR KA DASTOOR HAI
DOOR REHNA HI TOH PYAR KA DASTOOR HAI




JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com



Wah Jasbir Ji, Bahut hii khoobsurat likha hai Applause


Tere paas aane ko jii chahta hai
naye zakham khaane ko jii chahta hai

idhar aaye shayad woh mauj-e-tarannum
ghazal gungunaane ko jii chahta hai

zamaana mera aazmaaya hua hai
tujhe aazmaane ko jii chahta hai

wahi baat rah rah ke yaad aa rahi hai
jise bhool jaane ko jii chahta hai

labon pe mere khelta hai tabassum
jab aansoo bahaane ko jii chahta hai

kayi martaba dil pe bijli giri hai
magar muskuraane ko jee chahta hai

rukh-e-zindagi se naqaaben ulat kar
haqeeqat dikhaane ko jii chahta hai


"Sikander Ali Wajid"

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #23 on: January 25, 2009, 02:24:21 AM »
Reply with quote
Wah Jasbir Ji, Bahut hii khoobsurat likha hai Applause


Tere paas aane ko jii chahta hai
naye zakham khaane ko jii chahta hai

idhar aaye shayad woh mauj-e-tarannum
ghazal gungunaane ko jii chahta hai

zamaana mera aazmaaya hua hai
tujhe aazmaane ko jii chahta hai

wahi baat rah rah ke yaad aa rahi hai
jise bhool jaane ko jii chahta hai

labon pe mere khelta hai tabassum
jab aansoo bahaane ko jii chahta hai

kayi martaba dil pe bijli giri hai
magar muskuraane ko jee chahta hai

rukh-e-zindagi se naqaaben ulat kar
haqeeqat dikhaane ko jii chahta hai


"Sikander Ali Wajid"


Nice sharing Deepa Ji
Logged
Deepati
Guest
«Reply #24 on: January 25, 2009, 02:25:34 AM »
Reply with quote
Nice sharing Deepa Ji

Thank You, Rajesh Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: January 26, 2009, 07:34:19 PM »
Reply with quote
Wah Jasbir Ji, Bahut hii khoobsurat likha hai Applause


Tere paas aane ko jii chahta hai
naye zakham khaane ko jii chahta hai

idhar aaye shayad woh mauj-e-tarannum
ghazal gungunaane ko jii chahta hai

zamaana mera aazmaaya hua hai
tujhe aazmaane ko jii chahta hai

wahi baat rah rah ke yaad aa rahi hai
jise bhool jaane ko jii chahta hai

labon pe mere khelta hai tabassum
jab aansoo bahaane ko jii chahta hai

kayi martaba dil pe bijli giri hai
magar muskuraane ko jee chahta hai

rukh-e-zindagi se naqaaben ulat kar
haqeeqat dikhaane ko jii chahta hai


"Sikander Ali Wajid"





tHANKS DEEPATI and very nice sharing from you


TUMHARI ISS ADA PEH HAMEY KHAYAAL AATA HAI
IS POEM MEH CHUPI BATOH KA SAWAAL AATA HAI

APNEY DIL KA HAAL TUM BAYAAN KAR RAHEY HO
NA JANEY HAMEY KU AISA SAWAAL AATA HAI

PYAR BHAREY DIL KOH HUM BHI TOH DEKH LEY
AAP KEY DIL MEH DOOB JANEY KA SAWAAL AATA HAI

HUM TOH YUHI DIL FAIK AASHIK BAN RAHEY HAI
HAMAREY FLIRT PEH TOH SAB KOH HI SAWAAL AATA HAI   Giggle



JASBIR SINGH

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #26 on: January 26, 2009, 08:06:27 PM »
Reply with quote
 Bohat khoob jasbir ji... Applause Applause

Door rehna hai agar meri taqdeer ban gaye
Toh ishq se ishq milna kyun muqadar ban gaye
Fir muhabbat se bichad ne ka dard sahena sake
Toh zindagi ke haathon mein kyun tabeer ban gaye

*HR*
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #27 on: February 01, 2009, 05:36:55 PM »
Reply with quote
Bohat khoob jasbir ji... Applause Applause

Door rehna hai agar meri taqdeer ban gaye
Toh ishq se ishq milna kyun muqadar ban gaye
Fir muhabbat se bichad ne ka dard sahena sake
Toh zindagi ke haathon mein kyun tabeer ban gaye

*HR*


tHANKS HONEY PARTNER  and very beautifully said by you

Jasbir Singh
Logged
Deepati
Guest
«Reply #28 on: February 01, 2009, 10:12:54 PM »
Reply with quote


tHANKS DEEPATI and very nice sharing from you


TUMHARI ISS ADA PEH HAMEY KHAYAAL AATA HAI
IS POEM MEH CHUPI BATOH KA SAWAAL AATA HAI

APNEY DIL KA HAAL TUM BAYAAN KAR RAHEY HO
NA JANEY HAMEY KU AISA SAWAAL AATA HAI

PYAR BHAREY DIL KOH HUM BHI TOH DEKH LEY
AAP KEY DIL MEH DOOB JANEY KA SAWAAL AATA HAI

HUM TOH YUHI DIL FAIK AASHIK BAN RAHEY HAI
HAMAREY FLIRT PEH TOH SAB KOH HI SAWAAL AATA HAI   Giggle



JASBIR SINGH



Shukriya, Jasbir Ji!

Aur Wah Wah, Kya khoob likha hai  ApplauseGiggle
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: February 01, 2009, 10:15:14 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Jasbir Bhaiya, Jaya Sis,.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:22:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer